Meri Daastan

by Devdas_online on April 27, 2005, 10:23:17 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 752 times)
Devdas_online
Guest
Woh mil gayi, jise hum chahte hi nahin,
Jise chahte hain, saamne aati hi nahin

Apni khai khud hi khod daali,
Sharab ke nashe mein haan kar daali

Na kambakht sharab picha chhodti hai,
Na woh jise nashe mein haan kar bethe hain

Eh khuda ab tera hi waasta,
Tu hi dikha mujhe sahi raasta

Eh khuda, deni hai to puri khushi de, aadhi kyon deta hai,
Na mujhe tu is taraf chhodta hai, na us taraf chhodta hai

Suna hai, tere ghar mein der hai, andher nahin,
Phir meri khoyi hui khushiyan, aati kyon nahin
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Daastan-e-ishq by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Meri Barbadi Ki Daastan Sunane Se Pehle..................... by waheed_rose2004 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
daastan e dil by ankit20 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Kaisi Ye Daastan ______________ {Angel} by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Meri Daastan....dolly by dolly in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
dhadkan
Guest
«Reply #1 on: April 27, 2005, 10:27:21 AM »
Suna hai, tere ghar mein der hai, andher nahin,
Phir meri khoyi hui khushiyan, aati kyon nahin

wah wah devuuuuuuuuu bahut khoob
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: April 27, 2005, 03:45:44 PM »
"Suna hai, tere ghar mein der hai, andher nahin,
Phir meri khoyi hui khushiyan, aati kyon nahin"


yeh lines to bohot hi achi aur touchy hai!!!

laut ke aa jati woh cheeze jane ke baad bhi,
hum bhi aas laga baithte tumare saath hi!!!!
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #3 on: June 26, 2005, 01:18:33 PM »
Quote from: "Devdas_online"
Woh mil gayi, jise hum chahte hi nahin,
Jise chahte hain, saamne aati hi nahin

Apni khai khud hi khod daali,
Sharab ke nashe mein haan kar daali

Na kambakht sharab picha chhodti hai,
Na woh jise nashe mein haan kar bethe hain

Eh khuda ab tera hi waasta,
Tu hi dikha mujhe sahi raasta

Eh khuda, deni hai to puri khushi de, aadhi kyon deta hai,
Na mujhe tu is taraf chhodta hai, na us taraf chhodta hai

Suna hai, tere ghar mein der hai, andher nahin,
Phir meri khoyi hui khushiyan, aati kyon nahin



Great devdas ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:26:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer