Meri Dastaan,. {Azeem}

by Jaanasheen on March 21, 2009, 05:45:55 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2384 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Wafaa Jab Us Se Nibhaai Na Gayi,.
Khud KO Maine Bewafaa Banaa Diya,.

Wo Bhi Mujhse Mooh Mordne Laga "Azeem,.
Meri Mohabbat Ka Kitna Achcha Silaa Diya,.

Maien Khud Ko Zamaane Ke Hawaale Kar Diya,.
Jab Usne Mera Wajood Hi Mitaa Diya,.

Aaj Kehte Hain Log. "Azeem Paagal Hai,.
Hay, Ye Mohabbat Ne Mujhe, Kya Se Kya Banaa Diya,.

Achcha Tha, Anjan Tha, Khushi Se Jab Waasta Na Tha,.
Khushi Ki Aas Ne Mujhe, Ghamon Se Milaa Diya..

Kaash Ke Main Bhi Kinaare Pe Khade Dekhta, Samander Ko,.
Tayyarne Jab Nikla, Samander Ne Mujhe Dubaa Diya,.

Mere Mukaddar Mein Haar, Barkaraar Hai,.
Jeet To Main Bhi Jaata, Shayad Haar Ne Mujhe Haraa Diya,.

Chahat Thi Meri Ke Main Bhi Sanam Ko, Sitaaron Mein Dhoondon,.
Uski Bewafaai Ne, Doston, "Azeem Ka Sar Jhukaa Diya,.

Meri Is Kahaani Kop Pardhkar, Mujhse Naraaz Na Hona,.
Dil Ka Dard Kam Hojaaye, Isliye Sab Ko Haal Apna Bataa Diya,.

__________________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: March 21, 2009, 05:50:34 PM »
OH KI HOYA JAHANASHEEN

GAR YEH SIRF EK KALAAAM HAI TOH BAHUT KHOOB LIKHA HAI AAP NEY
GAR YEH DIL KI BAAT HAI TOH YEH KYA KEH DIA HAI AAP NEY

JARA HAMEY KHUL KEY BATANA, NA CHUPANA KUCH HAMSEY
BATAO TOH DOST KYA HUA, KUCH TOH KAHO HUMSEY



JASBIR SINGH
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: March 21, 2009, 05:51:25 PM »
Its really awesome...


Tere pyaar ke nagme jo mehekte the in waadiyon mein,
aaj inhe khamosh karne ke liye har armaan kuchal diya,

Tera ziqr na jhalke kabhi in aankhon ke kinaaron mein,
isliye palkon ko hamesha ke liye ban dkar diya...
Logged
TOUSIFSHAIKHH
Guest
«Reply #3 on: March 21, 2009, 05:56:17 PM »
Its really awesome...


Tere pyaar ke nagme jo mehekte the in waadiyon mein,
aaj inhe khamosh karne ke liye har armaan kuchal diya,

Tera ziqr na jhalke kabhi in aankhon ke kinaaron mein,
isliye palkon ko hamesha ke liye ban dkar diya...
Bahut khoob,
Kamal hai aise khayal hamare damag me kyon nahi aate?
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: March 21, 2009, 06:07:18 PM »
Yeh kya hua bhai Jaan hmm ... 

Bohat khoob jawab diya aapne jasbir ji... 
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: March 21, 2009, 06:19:27 PM »
Bohat khoob chote behtareen peshkash hain.....and equally beautiful reply by Huzena and Jasbir.  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: March 21, 2009, 06:36:17 PM »
Masoom si ishq ka kya fasaana hai
Kagaz ki haveli mein zindagi chupana hai
Kya shart lagaye iss muhabbat mein
Ek na Ek roz khwaabon ko rangon mein sajana hai,,
 

 *HR*
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: March 21, 2009, 06:56:33 PM »
Masoom si ishq ka kya fasaana hai
Kagaz ki haveli mein zindagi chupana hai
Kya shart lagaye iss muhabbat mein
Ek na Ek roz khwaabon ko rangon mein sajana hai,,
 

 *HR*


wah Honey, bahut khoob

jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: March 21, 2009, 08:26:04 PM »
Wafaa Jab Us Se Nibhaai Na Gayi,.
Khud KO Maine Bewafaa Banaa Diya,.

Wo Bhi Mujhse Mooh Mordne Laga "Azeem,.
Meri Mohabbat Ka Kitna Achcha Silaa Diya,.

Maien Khud Ko Zamaane Ke Hawaale Kar Diya,.
Jab Usne Mera Wajood Hi Mitaa Diya,.

Aaj Kehte Hain Log. "Azeem Paagal Hai,.
Hay, Ye Mohabbat Ne Mujhe, Kya Se Kya Banaa Diya,.

Achcha Tha, Anjan Tha, Khushi Se Jab Waasta Na Tha,.
Khushi Ki Aas Ne Mujhe, Ghamon Se Milaa Diya..

Kaash Ke Main Bhi Kinaare Pe Khade Dekhta, Samander Ko,.
Tayyarne Jab Nikla, Samander Ne Mujhe Dubaa Diya,.

Mere Mukaddar Mein Haar, Barkaraar Hai,.
Jeet To Main Bhi Jaata, Shayad Haar Ne Mujhe Haraa Diya,.

Chahat Thi Meri Ke Main Bhi Sanam Ko, Sitaaron Mein Dhoondon,.
Uski Bewafaai Ne, Doston, "Azeem Ka Sar Jhukaa Diya,.

Meri Is Kahaani Kop Pardhkar, Mujhse Naraaz Na Hona,.
Dil Ka Dard Kam Hojaaye, Isliye Sab Ko Haal Apna Bataa Diya,.

__________________________________-Jaanasheen-


Bahut khoob Chote Bhai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: March 21, 2009, 08:43:54 PM »
Chote Bhai Kuch Pesh hai
Shayad aap ko pasand aaye

Wafaa na pakar khud ko bewafaa banaya
The kaisa dastuur hai jo aap ne hai apnaya

Bewafaa ban kar tu ne sab kuch hai gawaya
Uska koi ab kasoor nahi tu ne khud ko lutaya

Haal-e-dil ab tu ne kis ko hai yahan sunaya
Jisko bewafaa kah kar haut u ne itna rulaya

*RH*
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: March 22, 2009, 04:44:12 AM »
Bahut khoob,
Kamal hai aise khayal hamare damag me kyon nahi aate?


Thank you tousif. hamare dimag me bhi kabhi kabhi hi aate hia Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: March 22, 2009, 02:23:46 PM »
OH KI HOYA JAHANASHEEN

GAR YEH SIRF EK KALAAAM HAI TOH BAHUT KHOOB LIKHA HAI AAP NEY
GAR YEH DIL KI BAAT HAI TOH YEH KYA KEH DIA HAI AAP NEY

JARA HAMEY KHUL KEY BATANA, NA CHUPANA KUCH HAMSEY
BATAO TOH DOST KYA HUA, KUCH TOH KAHO HUMSEY



JASBIR SINGH

Mera Dard Koi Kya Sune Kisi Ko Itni Fursat Kahaan,.
Ponche Koi Aansoon Mere, Aisi Mujhse Kisi Chahat Kahaan,.

Sab "Azeem, Ko Matlab Se Hi, Milte Rahein Hain "Doston,.
Har Pal Ye Kaam Aa Jaaye, Aisi Iski Zaroorat Kahaan,.

_____________________________-Jaanasheen





Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 22, 2009, 02:27:28 PM »
Its really awesome...


Tere pyaar ke nagme jo mehekte the in waadiyon mein,
aaj inhe khamosh karne ke liye har armaan kuchal diya,

Tera ziqr na jhalke kabhi in aankhon ke kinaaron mein,
isliye palkon ko hamesha ke liye ban dkar diya...

Tu Apni Palkon Ko Bandhkar Ke Dekhle "Mere Dost,.
Andheron Mein Bhi Tu Mujhe Hi Payaa Karegi,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 22, 2009, 02:29:18 PM »
Shukriya Rajesh Bhai, And Jaya Didi,.
And Nice One,.

Thank U sajid Bhai,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: March 22, 2009, 03:00:34 PM »
haaa... Kya Dastan sunadiya aapne  icon_silent
Itna dard kyu bhai azeem?  sad7

Bahut accha dard bayan kiya hai aane. God bless
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:55:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer