Rishi Agarwal
Guest
|
Unse Mohabbat Ki Mujhe Aadat Thi... Unki Wafayen Meri Ibadat Thi...
Milna Hokar Bhi Na Mile Hum Kabhi... Jane Kaisi Ye Meri Kismat Thi....
Lekar Gamon Ki Ratein Tanha Rha Mein Akela... Socha Yahi To Hun Mein Yahi Meri Fitrat Thi....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|
|
|
muskan_bye
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 23, 2010, 11:48:45 AM » |
|
GOOD ONE "RISHI" JI OR "PANK" JI BAHUT KHOOB LIKHA AAP DONO....
Har insan ki apni fitrat hoti hai chahe woh kahe ya na kahein fitrat uski zahir hoti hai jo wafa karein woh duniya se na dare jo daga karein uski fitrat hi pata chalti hai
zindagi ke log kai tukde kar dete hai ek wafa dusri bewafa wafa apnati hai bewafa chodti hai yahi do kisse duniya main mashoor kya kare ye aap sabki hai apni fitrat ka dastoor........
*****************************MUSKAN***************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
muskan_bye
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 23, 2010, 12:18:19 PM » |
|
JI HA BAHUT HI ACHA LIKHA "RISHI" JI NE........
Har koi apni fitrat chupata nahi or jo batata woh samjhta nahi jane kitni fitrat jankar logo ne kuch socha nahi pata nahi log apni fitrat kyu batate hai jab koi janna chahta nahi.....
****************************MUSKAN***************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 23, 2010, 12:35:33 PM » |
|
Bahut Bahut Shukriya Zara Nawaji Ka Muskaan JI, Kaash Ji And Pank Bro
|
|
|
Logged
|
|
|
|
muskan_bye
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 23, 2010, 12:36:30 PM » |
|
GOOD REPLY "PANK" JI GAR AAP KI FITRAT KI AAPKI PAHECHAN THI TOH KYU NA SAMAJH SAKI AAPKI WAFA KO TOH KYU NA AAPKI IMAAN JO HAI AAPKI TOH KYU KADR KAR SAKI WOH AAPKI IMAAN KI......."PANK" JI........ *************************************MUSKAN*******************************
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankshivam
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 23, 2010, 12:50:58 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shayaries_King
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 23, 2010, 12:54:01 PM » |
|
Nice Lines Rishi Ji,Pank Ji & Muskaan Ji
Me Bhi Kuch Likh raha Hun Ummed Hai Aapko Pasand Aayega
Tujhe Dedu Zamane Ki Khushiya Yeh Meri Hasrat Thi Mil Gaya Tera Pyar Mujhe Yeh Khuda Ki Mujpe Barkat Thi Gir Bhi Jaata Qatra Aansu Aankhon Se Tu Me Bhi Roh Utna Yeh Mera Pyaar Tha Aur Usse Laga Bin Baat Rona Meri Fitrat Thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 23, 2010, 12:54:13 PM » |
|
Bewafa Thi Wo Aur Bewafa Ki Aadat Bhi Bahut Thi Majbur The Hum Aur Us Zalim Se Mohbbat Bhi Bahut Thi
Waqif Na The Ramz-e-Mohbbat Se Wo Warna Dil Ke Liye Thori C Enaayat Bhi Bahut Thi
Wo Meri Mohbbat Ko Hi Jhooth Tahra Diya Unhone Hum Puchte Hai Us Jalim Se Kya Yahi Humari Fitrat Thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 23, 2010, 12:55:09 PM » |
|
GOOD REPLY "PANK" JI GAR AAP KI FITRAT KI AAPKI PAHECHAN THI TOH KYU NA SAMAJH SAKI AAPKI WAFA KO TOH KYU NA AAPKI IMAAN JO HAI AAPKI TOH KYU KADR KAR SAKI WOH AAPKI IMAAN KI......."PANK" JI........ *************************************MUSKAN******************************* Bahut Khub Muskaan Ji Bahut Sundar Likha Hai Aapne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 23, 2010, 12:56:46 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|