meri kalam...

by Naya_Daur on July 12, 2006, 05:39:28 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2593 times)
Pankhuri2
Guest
«Reply #15 on: July 15, 2006, 06:48:44 AM »
apne khayal-o-khawabo ki manjil nahi
kisi aor ko kaya kah kar mai bahlaau
najar atti nahi door door tak muko koi manjil
kisi ki manjil ki raah bhala kaya batlaau
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #16 on: July 15, 2006, 07:01:32 AM »
rasta dikha kar manzil ka
sapna dikha kar chahat hai
baante hain anjaan,phir woh
Dil tord kar JEET ka ....!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #17 on: July 15, 2006, 07:20:35 AM »
na toro dil aise ki sah na payegy
is ilzaam se hum to mar jayegy
koi bhi raah nahi asaan mere liye
is ilzaam se koi raah na phir rah jayegi
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #18 on: July 15, 2006, 07:33:20 AM »
Dil ka kya hai,woh toh bana hi tuttne ke liye
ilzam nahi koi de raha hu main pyaar mein
raste asan nahi khabar hai mujhe iss baat se
lekin Jaan chale jayegi meri intezar mein ...!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #19 on: July 15, 2006, 07:43:37 AM »
kaya kahe ki ab koi bahana bhi nahi
magar asaan tujko samjhana bhi nahi
her waqat tere intzaar ka khayal rahta hai
magar kaam mujko bhi beshumaar rahta hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #20 on: July 15, 2006, 07:55:57 AM »
Vadda nibhana na aata ho,toh kyun karte ho
samjhte ho agar,phir aaisa kyun karte ho
pal pal agar intezar mein koi maarta hai
iss se anjaan nahi,toh app kyun statey ho
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #21 on: July 15, 2006, 07:59:07 AM »
bina soche kayun is tarah ilzaam lagaty ho
samjh kar bhi sab, kayun na-samjh ban jaate ho
mana intzaar app her pal karty ho
magar haqiqat per dhayan kayun nahi dharty ho
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #22 on: July 18, 2006, 04:45:22 AM »
ANKEHIN HAIN RASTE PAR
AOR KHAYAL TERE AANE KA

DEKHNI HAI AJJ MUJHE WAQT KI CHAL
KAISE PAL PAL MUJHE SATANE KA

ASHK THAMTE NAHI ABB
DIL TARDPE TERA DEEDAR KO

HAI AJJ BHI INTEZAR
MUJHE TERE LAUT AANE KA
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #23 on: August 03, 2006, 05:09:37 PM »
kaise gujaru tere bagair yeh lambhe
dekh mera dil kitna pagal ho raha hai
kahin se aa jaye tu mujhse milne
jaagti ankhon se yeh khawab pal raha hai...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #24 on: August 04, 2006, 08:36:45 PM »
Quote from: "burniing_desiires"
kaise gujaru tere bagair yeh lambhe
dekh mera dil kitna pagal ho raha hai
kahin se aa jaye tu mujhse milne
jaagti ankhon se yeh khawab pal raha hai...


jeet ji...aur panhkuri...relly nice :D:D:D

tera bina lambhe guzarne mushkil hai
dekh tu lo mera seena kitna tadapta hai
khwab mein se he kabhi tu aah ja milne
dil mein khwahish ki tarha yeh sapna uthar raha hai :D:D
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #25 on: August 26, 2006, 12:23:55 PM »
Bhut khoob anjani ji

Likhne se na ab tum  rokna
ke waqt kat.ta nai tanhai mein
janta hu bewafa nahi, mashroof hai tu
par jaan,jaan jati hai meri judai mein...!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: August 27, 2006, 06:47:26 AM »
juda rah kar kon jee paya hai
pal pal mout se badtar paya hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #27 on: August 29, 2006, 05:27:22 AM »
Ek hum hi khali hain is duniya mein
tere intezar ke ilawa koi bhi kam nahi
na keemat hai phir bhi meri taradp aor zindagi ki
judai aur tujhko ajj bhi Jeet par reham nahi...!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: August 29, 2006, 05:51:05 AM »
dil ki tadap gusse mai kab badal gai
intzaar mai nigah kab badal gai
samjh samjh ki sari baat hai
ajj bhi dil mai wo hi payaar hai
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #29 on: August 29, 2006, 06:06:35 AM »
dil mein tere pyaar aseem hai
par intezaar hi Jeet ka naseeb hai
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:58:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer