meri kismat ki kahani

by gum on January 20, 2005, 05:35:09 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2238 times)
gum
Guest
hum taraste hai jinke ek nazar k liye,
woh taraste hai kissi aur k liye,
hum ne cahaha hai jishe dilo jaan se,
woh mohabbat karti hai kissi aur se,

hamari bhi kya kismat hai yaaroo,
hum paana cahahate the jis ko,
us ne paya kisi aur ko,
hum aapna cahahate the jis ko,
usne  aapna kissi aur ne,

jab door woh chali jati thi,
to aankhoo mein baasa leta chehra uska,
jab pass mere aa jati woh,
to kar leta deedar uska,

magar us beewafa ko hamara pyaar manjoor nahi, is liye mere dosto meri kahani ki tarah aap ki kahani ka end aaisa na ho is liye dil dena ho to soch k dena DIL SE NAHI DEEMAG SE KAAM LENA
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERI KAHANI MERI JUBAANI by amarhellboy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kismat me likhi hai sirf adhuri kahani by Asha2089 in Shayri-E-Dard
mohd_i'm
Guest
gum
«Reply #1 on: January 26, 2005, 08:28:38 AM »
ok and what you do just see ur self first and tell every one ok ?
Logged
lost_soul
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2005, 08:33:59 AM »
Quote from: "gum"
hum taraste hai jinke ek nazar k liye,
woh taraste hai kissi aur k liye,
hum ne cahaha hai jishe dilo jaan se,
woh mohabbat karti hai kissi aur se,

hamari bhi kya kismat hai yaaroo,
hum paana cahahate the jis ko,
us ne paya kisi aur ko,
hum aapna cahahate the jis ko,
usne  aapna kissi aur ne,

jab door woh chali jati thi,
to aankhoo mein baasa leta chehra uska,
jab pass mere aa jati woh,
to kar leta deedar uska,

magar us beewafa ko hamara pyaar manjoor nahi, is liye mere dosto meri kahani ki tarah aap ki kahani ka end aaisa na ho is liye dil dena ho to soch k dena DIL SE NAHI DEEMAG SE KAAM LENA



ek dum sahi kaha aapne...bhot khub likha..yehi sach hai...kuch zakhm taaza ho gaye.
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: January 26, 2005, 08:38:59 AM »
nice  gum..
aap k sher k saamne to ye kuch bhi nahi par......

kuch tabiyat hi mili thi aisi ki,
kabhi chain se jeene ki surat hi nahi hui,
jinko chaha unko apnaa nahi sake, aur jo mile unse mohabbat hi na ho saki.
Logged
lost_soul
Guest
«Reply #4 on: January 26, 2005, 08:42:34 AM »
Quote from: "pandit"
nice  gum..
aap k sher k saamne to ye kuch bhi nahi par......

kuch tabiyat hi mili thi aisi ki,
kabhi chain se jeene ki surat hi nahi hui,
jinko chaha unko apnaa nahi sake, aur jo mile unse mohabbat hi na ho saki.


acha pandit ji...par  a bird inhand is worth two in d bush!!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: January 26, 2005, 03:18:36 PM »
meri kismat ki kahani,
wo sunata to hoga,
jab yaad meri atti hoty
chuchaap ansoo bahata hoga!!!!

Mana kismat se na mil paye hum
Ashako ko nadiya meri tarah
wo bhi jaroor bahata hoga!!!!

isse acha ki wo bewafa ho jai
na uske ansoo is tarah muje rulaye
ajj is morr per is soch mai parr gai hu
roti hu judai mai, ya ansoo uske rulaty hai!!!!
Logged
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #6 on: January 26, 2005, 03:24:41 PM »
maine tumse pyaar kiya to keya ghuna kiya
maine tumko dil diya to tum ne hume keya sila diya
meri wafa ko tumne bewafai ka roop diye
apni bewafai bhool ke tumne muhjko bewafa banadiya
Logged
thycreator
Guest
«Reply #7 on: January 26, 2005, 03:25:00 PM »
Quote from: "Pooja"
meri kismat ki kahani,
wo sunata to hoga,
jab yaad meri atti hoty
chuchaap ansoo bahata hoga!!!!

Mana kismat se na mil paye hum
Ashako ko nadiya meri tarah
wo bhi jaroor bahata hoga!!!!

isse acha ki wo bewafa ho jai
na uske ansoo is tarah muje rulaye
ajj is morr per is soch mai parr gai hu
roti hu judai mai, ya ansoo uske rulaty hai!!!!


Koshish Acchi hai.....

Kismat ke sahare kab tak chaloge tum,
Jeevan ke dukhon se kab nikloge tum,
Aage badhna hi jindagi ka sabab hai,
Ek gam ko liye kab tak rote rahoge tum.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: January 26, 2005, 03:26:43 PM »
kismat ko yahi manjoor to yahi sahi
meri dard ki ,yahi dawan hai, to yahi sahi
agge bar kar jo muje, unko gawana hai
issi pal mai meri mout ho, ab yahi sahi!!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #9 on: January 26, 2005, 03:30:20 PM »
Quote from: "Pooja"
kismat ko yahi manjoor to yahi sahi
meri dard ki ,yahi dawan hai, to yahi sahi
agge bar kar jo muje, unko gawana hai
issi pal mai meri mout ho, ab yahi sahi!!!!!


Wah Pooja ji.........

Apne jeevan ko itna bhi sasta na banao,
Ki har agla uski keemat lagane chale
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: January 26, 2005, 03:32:55 PM »
kimat khud ne khud ke payar ki lagai hai
yah mere apne hi dil ki lagi hai,
dil mera, payar mera, jeewan mera
na isme kisi aor ki koi baat aai hai!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #11 on: January 26, 2005, 03:35:11 PM »
Quote from: "Pooja"
kimat khud ne khud ke payar ki lagai hai
yah mere apne hi dil ki lagi hai,
dil mera, payar mera, jeewan mera
na isme kisi aor ki koi baat aai hai!!!!


Mana ke pyar apka hai, jeevan hai apka,
Magar jindagi lene ka haq kissi ko bhi na mila,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: January 27, 2005, 08:03:10 PM »
her ek ke jakham mai khud ke jakham talashati hu
kayun ajnabiyon ke chehre mai, tera chehra talashati hu!!!!
Logged
mohd_sss
Guest
gum
«Reply #13 on: January 28, 2005, 08:39:08 AM »
Usual Smile jaan mera kismat k kya hoga
Logged
mohd_sss
Guest
«Reply #14 on: January 28, 2005, 08:43:09 AM »
ok jaan
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:01:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer