Meri maut

by Nino on August 18, 2005, 07:44:31 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3843 times)
chhaya
Guest
«Reply #15 on: August 24, 2005, 07:14:14 AM »
har din gujarata hai
jindgi chalti ja rahi hai
lagta hai iss bedard duniya main
maut bhi humpe bhari hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jab meri maut ho by VIKRANT in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri maut ya ke meri ....... by chiraaaaaaaaag in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~~~...Meri maut ka zimma...~~~ by Tosha in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~meri wafa meri maut ki waje bangayi..~ by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
maut se pehla meri chahat.... by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Meena
Guest
«Reply #16 on: August 24, 2005, 03:58:25 PM »
Quote from: "Nino"
Meri maut ka saman to kharid loge
mager meri maiyet main jooda kaun sa pehnoge
mehndi to haathoon mein saaja lii hain tumne
mager ye batao muhje kandha kaise doge


nice nino ji!!

woh samajhte rahe haaton me mehendi laga kar ,
juki nazar ke saath hum begane ban gaye,
par hum to apne laho se judai ke rekhayen mitha rahe te,
aur humarishadi ke fasane ban gaye!
Logged
Nino
Guest
«Reply #17 on: August 24, 2005, 06:53:34 PM »
Wah awh Meena ji bahoot khoob................
Logged
Nino
Guest
«Reply #18 on: August 24, 2005, 07:00:09 PM »
Quote from: "Meena"
woh samajhte rahe haaton me mehendi laga kar ,
juki nazar ke saath hum begane ban gaye,
par hum to apne laho se judai ke rekhayen mitha rahe te,
aur humarishadi ke fasane ban gaye!


Maine kaun sa gham ja ker unhe batta diya
usne Mehndi laga ker meri mohabat ka aacha sila diya
ab wo kush hai ya khafa is ki koi khaber nahi
usne to doli mein baith te hi hume bhula diya

Ab ager main unke liye begana ho gaya hoon to gham nahi
kaal jo unki zindagi tha aaj unka afsaana hoon to gham nahi
aap hume se baat karti hain judai ki "Meena ji"
Ager main unko pa ke bhi paa na saka to gham nahi
Logged
Meena
Guest
«Reply #19 on: August 25, 2005, 04:45:22 PM »
wow...very nice nino ji!!

shehenayi goonj rahi thi, kushi bana rahe te sab jaise rangoli me,
aab kisko kya bataye ke humari hi lash rahi thi thi ek saji hui doli me!
Logged
Nino
Guest
«Reply #20 on: August 25, 2005, 05:38:53 PM »
wah wah meena ji ab iska jawab to nahi likha ja sakta
super toooooo goood
Logged
arzoo22
Guest
«Reply #21 on: August 25, 2005, 09:55:20 PM »
Hi Nino

really nice shayrs, i liked them keepit up,,,  

Wo pujh raha tha batao kesa laga,
tum apne Zakhm ko jodo, yeh ghao kesa laga. :?:
Ajjab sawaal kiya patto ne aandhiyo se,
shajjar se toot ke batao kesa laga.............NM
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: August 26, 2005, 12:37:39 PM »
Quote from: "Nino"
wah wah meena ji ab iska jawab to nahi likha ja sakta
super toooooo goood


shukriya nino ji!

 :D
Logged
Nino
Guest
«Reply #23 on: August 26, 2005, 09:21:31 PM »
Na puchoo humse unki doli ke safar ka haal
wo ban gayi lash aur hum baithe hai behaal
unhe to kai kasme nibhani hai ta umer
per main kahan se laun wo jawab jin ke nahi hain sawal
Logged
Nino
Guest
«Reply #24 on: August 29, 2005, 11:09:57 PM »
Kaun basa kis ki yaad mein
kaun mila uska baad mein
kis ka raha saath har halat mein
kis gunah ki mili sazaa dil e shad mein
main jalta raha kis ki yaad mein
use to na aaya yakeen mohabat ka
hum loot gaya yahan ghamo ke hisaab mein
Logged
Nino
Guest
«Reply #25 on: September 01, 2005, 10:36:47 PM »
Na jane kiyu aaj mere dil mein kuch kami si hain
kaun jane ki aankhoon mein kiyu nami si hain
jin aansoon  ko mein rok ker baitha tha umer baar
aaj unke aane se zindagi kuch thami si hain

Ab ager aansoon bhi atte hain to ehsaas nahi
per in Ankhoon mein teri tasveer jami si hain
koi insaan mil jaye jo tera patta bata de hume
is sunsan duniya mein tere pyaar ki kami si hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #26 on: September 02, 2005, 06:03:02 PM »
wah!!!!!!!!!   excellent work  Nino...........aarzoo........  bahot  khoob........
Logged
Nino
Guest
«Reply #27 on: September 04, 2005, 08:53:08 PM »
shukria waheed sahab
Logged
arzoo22
Guest
«Reply #28 on: September 04, 2005, 09:10:41 PM »
thank u waheed ji...................
Nice written Nino.............
Logged
Nino
Guest
«Reply #29 on: September 05, 2005, 05:28:51 AM »
THANKS ARZOO :::::::::::::::::
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:32:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer