Meri Raatein,.

by Jaanasheen on April 01, 2009, 11:25:45 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2867 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile


Wo Raat Hi Kuch Aur Thi, Jab Chaad Se Bagaawat Karte The,.
Wo Raat Hi Kuch Aur Thi, Jab Hum Bhi Mohabbat Karte The,.

Aajaate The Baahon Mein, Siraaton Ko Dekhte Dekhte,.
Raat Ke Tal Jaane Par, Din Se Shikayat Karte The,.
Wo Raat Hi Kuch Aur Thi, Jab Hum Bhi Mohabbat Karte THe,.

Ab Ki Raaton Ka Manzar Kisi KO Kya Bataayein Hum,.
Andheron Ki Kahaaniyaan Kisi Ko Kya Sunaayein Hum,.
Ab Haath Uthte Nahi Duaa Ke Liye, Kabhi Hum Bhi Ibaadat Karte The,.
Wo Raat Hi Kuch Aur Thi, Jab Hum Bhi Mohabbat Karte The,.

Ab Raaton Ko, Chaandni Dekhna Bhi Gawaara Nahi,.
Jab Aasmaan Ka Koi Bhi Sitaara Hamaara Nahi,.
Ek Daur Wo Tha, Jab Chaand Sitaaron Se Sohbat Karte The,.
Wo Raat Hi kuch Aur Thi, Jab Hum Bhi Mohabbat Karte The,.

____________________________-Jaanasheen-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Raatein by clicksahil in Shayri-E-Dard
... Tanha raatein ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
Raatein..... by leena loves kamlesh in Shayri for Khumar -e- Ishq
<>* Meri raatein*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Dard -e- Judai
Raatein meri aur yaadein teri by Bhupinder Kaur in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #1 on: April 01, 2009, 11:40:24 AM »
Bohot achcha likha hai Azeem ..bohot khoob !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 01, 2009, 11:44:16 AM »
Bohot achcha likha hai Azeem ..bohot khoob !

Shukriya Talat Didi,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: April 01, 2009, 11:54:52 AM »
Muhabbat karte the nahi, muhabbat kee ub shuruwat hai, ibtida hai...
Jaanam, yun muhabbat k kalam lihkna hee tho muhabbat hai, pyaar kee intihaa hai!

Chaho ki si ko jee bhar kar tum, wo bhi tumko chaahta hai ye jaanlo...
Tumne sub kuch koh kar bhi paya hai bahot, ye baat tum maanlo!!!

Very Nice post Azeem ji... mann mein bassgayee hai, kuch aap kee awaaz k saath... Winking
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: April 01, 2009, 12:00:09 PM »
Wow Very Nice ! janasheen

Hey Nice addition Sidra.
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: April 01, 2009, 12:01:05 PM »
Waaah Azeem ji bahut umda likha hai aapne.. Thumbs UP
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: April 01, 2009, 12:01:28 PM »
Nice reply Sidrah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 01, 2009, 12:04:57 PM »
Wow Very Nice ! janasheen

Hey Nice addition Sidra.

Shukriya Sophi Ji,.

Waaah Azeem ji bahut umda likha hai aapne.. Thumbs UP

Thank U Roja Behna,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 01, 2009, 12:07:08 PM »
Muhabbat karte the nahi, muhabbat kee ub shuruwat hai, ibtida hai...
Jaanam, yun muhabbat k kalam lihkna hee tho muhabbat hai, pyaar kee intihaa hai!

Chaho ki si ko jee bhar kar tum, wo bhi tumko chaahta hai ye jaanlo...
Tumne sub kuch koh kar bhi paya hai bahot, ye baat tum maanlo!!!

Very Nice post Azeem ji... mann mein bassgayee hai, kuch aap kee awaaz k saath... Winking

Khokar Paaya Hai Use, Jis Se Dil Lagaane Ka Iraada Na Tha,.
Yun To Mohabbat Pehle Bhi Ki Thi, Us Se Pyaar Itna Zyada Na Tha,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #9 on: April 01, 2009, 12:08:36 PM »
thanks roja, sohpie...
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #10 on: April 01, 2009, 12:09:28 PM »
Khokar Paaya Hai Use, Jis Se Dil Lagaane Ka Iraada Na Tha,.
Yun To Mohabbat Pehle Bhi Ki Thi, Us Se Pyaar Itna Zyada Na Tha,.

_______________________________-Jaanasheen-

yakeen hai muhje, ye maan liya hai,
kyun k haal mera bhi tuhjse milta julta hai!
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #11 on: April 01, 2009, 12:16:02 PM »
wow its so lovli azeem ji really omda kalam hay  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 01, 2009, 12:21:23 PM »
wow its so lovli azeem ji really omda kalam hay  Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Chitra Ji,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: April 01, 2009, 01:21:56 PM »
Bohat khoob chote and very well supported by AD...waise chote bhai ko bigaad raha hu mera bhai hain kisi ko problem nahi honi chahiye  Giggle


Q ab kya hua, kya ab koi chahne wala nahi
Kya tujhko ab koi manne wala nahi
Na ho gamzada na aasoo baha, baat itni GHAYEL ki yaad rakh
Tu nahi aur sahi aur nahi aur sahi

-SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 01, 2009, 01:33:33 PM »
Bohat khoob chote and very well supported by AD...waise chote bhai ko bigaad raha hu mera bhai hain kisi ko problem nahi honi chahiye  Giggle


Q ab kya hua, kya ab koi chahne wala nahi
Kya tujhko ab koi manne wala nahi
Na ho gamzada na aasoo baha, baat itni GHAYEL ki yaad rakh
Tu nahi aur sahi aur nahi aur sahi

-SG-

Shukriya Bhai,.

Wo Nahi To Zindagi Ki Tamanna Nahi,.
Uske Bagair Ek pal Bhi Ab Jeena Nahi,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:22:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer