Meri Tanhaai mai

by Pooja on December 16, 2008, 05:05:49 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 6516 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #15 on: December 18, 2008, 11:24:00 AM »
Shukriya Pooja Didi,.
And Cara JI,.

And Nice One Again,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #16 on: December 19, 2008, 03:55:43 AM »
Jo Nazar Se Guzar Jaaya Karte Hai,
Woh Sitaare Aksar Toot Jaaya Karte Hai...

Gardish-e-Halaat Ke Daur Se Chal Hi Raha The,
Ke Raah Mein Aur Gham Mile,Aise Mein,
Hum Aksar Gham Ke Samundar Mein Doob Jaaya Karte Hai....

Kuch Log Dard Ko Bayaan Nahi Karte,
Bas, Chup-Chap Bikhar Jaaya Karte Hai....

Tanhai Ka Dard, Naseeb Mein Dono Ke Likha Tha,
Par Apne Dard Ki Inteha Dekho,
Haath Mein Phool Bhi Tham Jaaye To Chub Jaaya Karte Hai....

Saath-Saath Reh Kar Bhi Jo Saath Na Reh Paaya,
Uss Rishte Se Kya Haasil???
Waqt Ki Aandhi Mein Kabhi-Kabhi Dil Mein Base,
Jazbaat Bhi Mar Jaaya Karte Hai....

"KHWAISH" GAIRO SE AUR KUCH NAHI,
TO PAL DO PAL KA SAATH TO MILA!!!
'POOJA' KABHI-KABHI APNE HI
APNE GHAR KO LOOT JAAYA KARTE HAI......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: December 19, 2008, 04:05:58 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob khwaish ji..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: December 19, 2008, 04:22:36 AM »
Jo Nazar Se Guzar Jaaya Karte Hai,
Woh Sitaare Aksar Toot Jaaya Karte Jaaya Karte Hai...

Gardish-e-Halaat Ke Daur Se Chal Hi Raha The,
Ke Raah Mein Aur Gham Mile,Aise Mein,
Hum Aksar Gham Ke Samundar Mein Doob Jaaya Karte Hai....

Kuch Log Dard Ko Bayaan Nahi Karte,
Bas, Chup-Chap Bikhar Jaaya Karte Hai....

Tanhai Ka Dard, Naseeb Mein Dono Ke Likha Tha,
Par Apne Dard Ki Inteha Dekho,
Haath Mein Phool Bhi Tham Jaaye To Chub Jaaya Karte Hai....

Saath-Saath Reh Kar Bhi Jo Saath Na Reh Paaya,
Uss Rishte Se Kya Haasil???
Waqt Ki Aandhi Mein Kabhi-Kabhi Dil Mein Base,
Jazbaat Bhi Mar Jaaya Karte Hai....

"KHWAISH" GAIRO SE AUR KUCH NAHI,
TO PAL DO PAL KA SAATH TO MILA!!!
'POOJA' KABHI-KABHI APNE HI
APNE GHAR KO LOOT JAAYA KARTE HAI......

Bahut hi achchi rachna hai Khwaish Ji
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #19 on: December 19, 2008, 04:33:20 AM »
bahoot khoob nikharta jaa raha hein aapka thread pooja ji,fir se padha,fir se accha laga.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #20 on: December 19, 2008, 04:38:10 AM »
Jo Nazar Se Guzar Jaaya Karte Hai,
Woh Sitaare Aksar Toot Jaaya Karte Jaaya Karte Hai...

Gardish-e-Halaat Ke Daur Se Chal Hi Raha The,
Ke Raah Mein Aur Gham Mile,Aise Mein,
Hum Aksar Gham Ke Samundar Mein Doob Jaaya Karte Hai....

Kuch Log Dard Ko Bayaan Nahi Karte,
Bas, Chup-Chap Bikhar Jaaya Karte Hai....

Tanhai Ka Dard, Naseeb Mein Dono Ke Likha Tha,
Par Apne Dard Ki Inteha Dekho,
Haath Mein Phool Bhi Tham Jaaye To Chub Jaaya Karte Hai....

Saath-Saath Reh Kar Bhi Jo Saath Na Reh Paaya,
Uss Rishte Se Kya Haasil???
Waqt Ki Aandhi Mein Kabhi-Kabhi Dil Mein Base,
Jazbaat Bhi Mar Jaaya Karte Hai....

"KHWAISH" GAIRO SE AUR KUCH NAHI,
TO PAL DO PAL KA SAATH TO MILA!!!
'POOJA' KABHI-KABHI APNE HI
APNE GHAR KO LOOT JAAYA KARTE HAI......

 Applause Applause Applause

zabardast rachna.aapka kamaal hein ,khwaish bhai.
''haath mein phool bhee thaan jaaye to chubh jaaya kartey hein''-vaakai,bahut khoob.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #21 on: December 19, 2008, 12:32:45 PM »
Bohat Achcha LOikha Hai Khwaish Ji,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: December 21, 2008, 04:52:30 AM »
bahoot khoob nikharta jaa raha hein aapka thread pooja ji,fir se padha,fir se accha laga.

shukaria Prateek ji, apki taraf se bhi kuch padne ko mil jaaye to hume bhi acha lagega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #23 on: December 21, 2008, 10:22:04 AM »
Apni Tanhaaiyon Mein Mashroof The Hum,.
Aaj Muddat Bad Kisi Ne Pukaara Hai,.

Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,
Kya Ye Naam Hamaara Hai,.

__________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 21, 2008, 04:57:55 PM »
Jo Nazar Se Guzar Jaaya Karte Hai,
Woh Sitaare Aksar Toot Jaaya Karte Hai...

Gardish-e-Halaat Ke Daur Se Chal Hi Raha The,
Ke Raah Mein Aur Gham Mile,Aise Mein,
Hum Aksar Gham Ke Samundar Mein Doob Jaaya Karte Hai....

Kuch Log Dard Ko Bayaan Nahi Karte,
Bas, Chup-Chap Bikhar Jaaya Karte Hai....

Tanhai Ka Dard, Naseeb Mein Dono Ke Likha Tha,
Par Apne Dard Ki Inteha Dekho,
Haath Mein Phool Bhi Tham Jaaye To Chub Jaaya Karte Hai....

Saath-Saath Reh Kar Bhi Jo Saath Na Reh Paaya,
Uss Rishte Se Kya Haasil???
Waqt Ki Aandhi Mein Kabhi-Kabhi Dil Mein Base,
Jazbaat Bhi Mar Jaaya Karte Hai....

"KHWAISH" GAIRO SE AUR KUCH NAHI,
TO PAL DO PAL KA SAATH TO MILA!!!
'POOJA' KABHI-KABHI APNE HI
APNE GHAR KO LOOT JAAYA KARTE HAI......

bahut badiya Khwaish

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: December 21, 2008, 04:58:56 PM »
Apni Tanhaaiyon Mein Mashroof The Hum,.
Aaj Muddat Bad Kisi Ne Pukaara Hai,.

Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,
Kya Ye Naam Hamaara Hai,.

__________________-Jaanasheen-

hai kya baat hai Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: December 21, 2008, 06:12:55 PM »
Apni Tanhaaiyon Mein Mashroof The Hum,.
Aaj Muddat Bad Kisi Ne Pukaara Hai,.

Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,
Kya Ye Naam Hamaara Hai,.

__________________-Jaanasheen-
Wah!Jaanasheen Bhai Bahut Khoob Likha Hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: December 21, 2008, 09:53:02 PM »
Jo Nazar Se Guzar Jaaya Karte Hai,
Woh Sitaare Aksar Toot Jaaya Karte Hai...

Gardish-e-Halaat Ke Daur Se Chal Hi Raha The,
Ke Raah Mein Aur Gham Mile,Aise Mein,
Hum Aksar Gham Ke Samundar Mein Doob Jaaya Karte Hai....

Kuch Log Dard Ko Bayaan Nahi Karte,
Bas, Chup-Chap Bikhar Jaaya Karte Hai....

Tanhai Ka Dard, Naseeb Mein Dono Ke Likha Tha,
Par Apne Dard Ki Inteha Dekho,
Haath Mein Phool Bhi Tham Jaaye To Chub Jaaya Karte Hai....

Saath-Saath Reh Kar Bhi Jo Saath Na Reh Paaya,
Uss Rishte Se Kya Haasil???
Waqt Ki Aandhi Mein Kabhi-Kabhi Dil Mein Base,
Jazbaat Bhi Mar Jaaya Karte Hai....

"KHWAISH" GAIRO SE AUR KUCH NAHI,
TO PAL DO PAL KA SAATH TO MILA!!!
'POOJA' KABHI-KABHI APNE HI
APNE GHAR KO LOOT JAAYA KARTE HAI......

khwaish ji, kai baar apki kavita pari aor deemag band... kuch samjh nahi ayya ki kaya likhu... ajj phir se koshish ki hai, aor jo bhi man main ayya likhne ja rahi hu

najar main aa kar bichar jaana
kaya kahe armaano ka bikhar jaana

rooh-e-muhobat ka mil kar bichar jaana
bichar kar gardish-e-jamane main thokare khana

khamoshi main bhi apni cheekho ko sune jaana
kaise samjhaye, dil-e-halaat ka tadap kar rah jaana

kanto ko bhi phoolo sa pyar dete jaana
saalo ki mehnat per, sar-e-amm paani ka phir jaana

her andhi-tufaan se apno ko wo mar mar kar bachana
apno ka he sar-e-amm, is tarah chor jaana

Pooja ka apne he sabar main doob kar loot jaana
kabhi kabhi such main, mushkil hota hai is kadar jiye jaana

najar main aa kar bichar jaana
kaya kahe armaano ka bikhar jaana...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 22, 2008, 06:23:32 AM »

bahut acchaa likha hai aap neh JI.

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #29 on: December 22, 2008, 12:46:35 PM »
Shukriya jasbir Bhiya,.
and rajesh Bhaiya,.

And Nice One,.
Pooja Didi,.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:48:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer