Meri Tanhaai mai

by Pooja on December 16, 2008, 05:05:49 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 6523 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: December 30, 2008, 08:40:53 PM »

wah kaya baat hai.... last do line kamal...

jis per ho bharosa, khuda bhi use he ajmaata hai
ji rahe un to na jaane kitne insaan,
mar mar ke jeena, yah kuch logo ko he atta hai

sir chad kar jab dasne lagi yah tanhaai mujhe
aise main phir koi aor hosh kaha rah jaata hai

jis per ho bharosa, khuda bhi use he ajmaata hai.....


Nice One Didi,.

Khudaa Ki Aazmaaish Ko Main Sehna Sakoonga,.
Tanhaai Ke Shehar Mein Ab Aur Rehna Sakoonga,.

Maut Dekar Khudaa Mujhe, Uske Paas Bulaata Kyun Nahi,.
Mehboob Se To Judaa Kar Diya, Ab Maut Se Milaata Kyun Nahi,.

Aye Khuda Mujhe Tu Aazmaaya Na Kar,.
Mere Ashq Sookh Gaye, Mujhe Tu Rulaaya Na Kar,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #46 on: December 30, 2008, 09:28:49 PM »
Nice One Didi,.

Khudaa Ki Aazmaaish Ko Main Sehna Sakoonga,.
Tanhaai Ke Shehar Mein Ab Aur Rehna Sakoonga,.

Maut Dekar Khudaa Mujhe, Uske Paas Bulaata Kyun Nahi,.
Mehboob Se To Judaa Kar Diya, Ab Maut Se Milaata Kyun Nahi,.

Aye Khuda Mujhe Tu Aazmaaya Na Kar,.
Mere Ashq Sookh Gaye, Mujhe Tu Rulaaya Na Kar,.

__________________________-Jaanasheen-

Apki last ki do line to mujhe rula diya lil bro... bahoot dard samaya hua hai apki is kavita main...

Rone se nahi hasil kuch, bahoot ro kar dekh liya
mar mar kar bhi jeena para, is liye jeena sikh liya
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #47 on: December 31, 2008, 06:41:20 AM »
bahoot khoob Rajesh ji!!
Thanks Pooja Ji
Logged
baadal102
Guest
«Reply #48 on: December 31, 2008, 01:43:24 PM »
 Applause Applause Applause
bahut khoob pooja ji bahut aacha likha hai or sabhi ne bahut hi aacha saath diya hai, bahut khoob all of u. icon_salut

sorry thora late aaya BangHead
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: December 31, 2008, 04:26:58 PM »
der se ayye per ayye to sahi baadal ji...

shukaria apko pasand ayya..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: January 01, 2009, 05:35:07 PM »
Shukriya Didijaan,.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #51 on: January 04, 2009, 07:42:10 PM »
shukaria Anaam ji...

bahoot achi lines likhi hai apne, sarlarth(shabdo ke arth) ke liye shukaria, warna such much apki likhi lines ka arth samjh main nahi atta.
DHANYAVAD----SHUKRIYA POOJAJI...
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #52 on: January 04, 2009, 07:54:21 PM »
Apki last ki do line to mujhe rula diya lil bro... bahoot dard samaya hua hai apki is kavita main...

Rone se nahi hasil kuch, bahoot ro kar dekh liya
mar mar kar bhi jeena para, is liye jeena sikh liya


Bohat khoob Pooja ji... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: January 04, 2009, 07:55:07 PM »
Tanhaai Ka Khissa Mere Liye Koi Puraana Nahi,.
Kitne Dard Chupe Hain Dil Mein, Kisi Ne Ye Jaana Nahi,.


Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #54 on: January 04, 2009, 08:03:27 PM »

Tenhai nay uss ko bhe tu gheira tha
Sir say lay ker payoN tuq ju mera tha

Hum nay jeeta aadha aadha apna aap
leikin mera aadha bhe kub mera tha


Sajid Hadayat notworthy

Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: January 04, 2009, 08:13:33 PM »
shukaria Sajid H. ji.

simple shabdo main gahri baat likh gaye hai app... good work.

Lil bro hamesha ki tarah shaandaar...jaandaar... bahoot khoob!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: January 04, 2009, 08:15:45 PM »

Tenhai nay uss ko bhe tu gheira tha
Sir say lay ker payoN tuq ju mera tha

Hum nay jeeta aadha aadha apna aap
leikin mera aadha bhe kub mera tha


Sajid Hadayat notworthy



NIce One Sajid Bhai,.

Main To Puraa Hoon "Sajid", Phir Bhi Tanhaa Hoon,.
Mehfilon Mein Hoon Magar, Har Khushi Se Judaa Hoon,.

Main To Khoyaa Rehta Hoon Har Pal, Puraani Yaadon Mein,.
Log Kehte Hain, Ke Us Shaks Se Jaa Milaa Hoon Main,.

Yun Neend Bhi Nahi Aati Raaton Ko Mujhe, Kya Karoon,.
Sotaa Nahi To Sab Samajh Baithe, Neend Se Khafaa Hoon Main,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: January 04, 2009, 08:17:07 PM »
shukaria Sajid H. ji.

simple shabdo main gahri baat likh gaye hai app... good work.

Lil bro hamesha ki tarah shaandaar...jaandaar... bahoot khoob!!

Shukriya Didijaan,.
Itna Chardhaane Ke Liye..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #58 on: January 04, 2009, 08:30:37 PM »
meri tanhaai main tum muskurate ho
roti hai meri ankhia, tum chup dekhein jaate ho

khayalo main bhi ab to tum sahlate nahi
tanhai hui zindagi ko, ab behlaate nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: January 04, 2009, 09:06:57 PM »
meri tanhaai main tum muskurate ho
roti hai meri ankhia, tum chup dekhein jaate ho

khayalo main bhi ab to tum sahlate nahi
tanhai hui zindagi ko, ab behlaate nahi

Kyun Aisi Baatein Karke Dil Jalaate Ho Tum,.
Meri Mohabbat Ka Is Taraah Kyun Giraate Ho Tum,.

Kaun Kehta Hai, Muskuraya Tha Main Tumhaari Tanhai Pe,.
Kyun Aisi Baaton Se Rishton Ko Kamzor Banaate Ho Tum,.

___________________________________-Jaanasheen-



Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:21:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.168 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer