Meri Tanhaai mai

by Pooja on December 16, 2008, 05:05:49 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 6346 times)
Pooja
Guest
«Reply #60 on: January 04, 2009, 09:28:39 PM »
kamzor tha kahin to rishta, jo toot gaya
juda hue raahein, kyun Rub humse rooth gaya

kahna hai kisne, dil yah mera kahta hai
nahi raha tu mera, yah dil pal pal jalta rahta hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #61 on: January 05, 2009, 12:09:10 PM »
Meri Tanhaai mai, Teri tanhaai bhi hai shamil
chal diye aise kashti main, jiska nahi hai ab koi sahil

roye hai teri ankhia, roye hai mera dil yaha
kyun kar diya yah sab, main nahi thi iske kabil

sambhal tum bhi jaoge, sambhal hum bhi jayege
bas ab ek dooje ki zindagi main, na hoge hum kabhi shamil

Meri Tanhaai mai, Teri tanhaai bhi hai shamil
chal diye aise kashti main, jiska nahi hai ab koi sahil


 good 1 pooja ji.
meri tanhayee mein teri tanhayi hai shamil.
kyn. ki asar to tumhe bhi hua hoga.
ji ashq behte hai mere aanho se,
unhone teri palko ko bhi chua hoga...
tanhayee mein bitai hai jo sadiya maine
usko kya tum meri majboori kahogi..
is pyaar mein asar bahut hota hai.
tum bhi kabhi bahut tanha rahogi....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #62 on: January 05, 2009, 08:29:49 PM »
shukaria and nice one dost kavi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: January 05, 2009, 09:39:40 PM »
Ye Kaise Shehar Mein Aaya Hoon Main,.
Hazaaron Logon Me Hokar Bhi Tanhaa Hoon Main,.

Ye Kaise Ghar Nazar Aate Hain Tujhe "Azeem,.
Mujhe Lagta Hai, Ke Veeraano Mein Khadaa Hoon Main,.

___________________________-Jaanasheen-


Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #64 on: January 05, 2009, 10:01:19 PM »
Yeh zinde laashon ka shar hai mere yaar
Yahan koi nahi karta hai kisi se pyaar
Yahan ghar nahi sab ke sab khandar hain
Yeh sach hi hai ki aap veeraano mein hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #65 on: January 05, 2009, 10:07:50 PM »
Yeh zinde laashon ka shar hai mere yaar
Yahan koi nahi karta hai kisi se pyaar
Yahan ghar nahi sab ke sab khandar hain
Yeh sach hi hai ki aap veeraano mein hain


Nice One Bhai,.

Veeraane Ko Roshan Karna Hi To Mera Kaam Hai,.
Suraj To Nahi Hoon, Magar Kiran Mera Naam Hai,.

Shehar Ye Tanhaai Ka, Jald Hi Sawar Jaayega,.
"Azeem Ko Kyun, Bulaata Hai, Ye To Kabse Badnaam Hai,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #66 on: January 05, 2009, 10:18:14 PM »
Thanks and Good one Bhai

Roshan karne aaye the to ki kyon nahi
Yeh kiran kaise tere jis mein roshni nahi

Kaise sawarega tu yeh tanhaai ka shehar
Jab liye ghoomte ho tum badnaami ka kehar


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: January 05, 2009, 10:30:21 PM »
Thanks and Good one Bhai

Roshan karne aaye the to ki kyon nahi
Yeh kiran kaise tere jis mein roshni nahi

Kaise sawarega tu yeh tanhaai ka shehar
Jab liye ghoomte ho tum banaami ka kehar




NIce One Bhai,.

Khabar Na Thi Mujhe, Ke Ye Tanhaai Ka Shehar Tha,.
Main Roshan Karne Aaya Magar, Khud Tanhaai Mein Kho Gaya,.

Sawaarne Ki Ab Is Shehar Ko, Main Baat Bhi Kaise Nikaaloon,.
Karne Kuch Aaya Tha Main, Aur Isi Shehar Ka Ho Gaya,.

_______________________________-Jaanasheen-

Logged
ANAAM
Guest
«Reply #68 on: January 07, 2009, 10:58:57 AM »
wah....wah... achha lika hai aap sab ne...
JAANASHEENJI,RAJESHJI,BHONDUJI,SAJIDJI,POOJAJI.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Jahan n pahuche kiran,Un andheron me
Roshni-Prakash karna kaam hai mera
Na mein Badnaam , Na hu mein Anaam
Doston pukaro, Jugnu naam hai mera angel11
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: January 07, 2009, 11:46:34 AM »
Shukriya Anaam Bhai,.
And Nice One Yaara,.
Logged
arpangour
Guest
«Reply #70 on: January 09, 2009, 12:06:36 PM »
vaade bhi sanam ne kya khoob nibhaye hai,
zakhm muft aur dard tohfe mein bhijvahe hai,
isse badkar wafadaari ki misaal aur kya hogi,
marne se pehle sanam kafan laaye hai...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #71 on: January 09, 2009, 12:57:13 PM »
NIce One Bhai,.

Khabar Na Thi Mujhe, Ke Ye Tanhaai Ka Shehar Tha,.
Main Roshan Karne Aaya Magar, Khud Tanhaai Mein Kho Gaya,.

Sawaarne Ki Ab Is Shehar Ko, Main Baat Bhi Kaise Nikaaloon,.
Karne Kuch Aaya Tha Main, Aur Isi Shehar Ka Ho Gaya,.

_______________________________-Jaanasheen-
Nice one Chote Bhai

Jaana tha anjaani jagah to pata kar lete uske bare mein
Kitne kamjor the ki khud hi kho gaye tanhaaiyon  mein

Khud par agar bharosa na tha to kyon chale the sawaarne ko
Ab to bus yahi kahunga ki tum to ek bewafaa hi ban gaye ho
Logged
arpangour
Guest
«Reply #72 on: January 09, 2009, 02:09:15 PM »
hausley zindagi ke dekhte hai,
chalo kuch roz jee ke dekhtey hai,
baarishon se toh pyaas bujhti nahin,
aao ab zeher pee ke dekhte hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #73 on: January 09, 2009, 03:14:37 PM »
Nice one Chote Bhai

Jaana tha anjaani jagah to pata kar lete uske bare mein
Kitne kamjor the ki khud hi kho gaye tanhaaiyon  mein

Khud par agar bharosa na tha to kyon chale the sawaarne ko
Ab to bus yahi kahunga ki tum to ek bewafaa hi ban gaye ho


Shukriya Bhaiya Ji,.
And Nice One,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #74 on: January 09, 2009, 04:54:32 PM »
bahoot khoob Lil bro, Rajesh ji and Anaam ji
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:04:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer