Meri Tanhaai mai

by Pooja on December 16, 2008, 05:05:49 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Author  (Read 6435 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #75 on: January 09, 2009, 05:02:15 PM »
Shukriya Didijaan,.
Logged
arpangour
Guest
«Reply #76 on: January 09, 2009, 05:37:01 PM »
waqt noor ko benoor kar deta hai,
thode se zakhm ko nasoor kar deta hai,
kaun chahata hai apno se door hona,
waqt sab ko majboor kar deta hai...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #77 on: January 09, 2009, 06:47:25 PM »
Nice one Arpan Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #78 on: January 09, 2009, 09:09:46 PM »
nice lines arpangour ji!!
Logged
arpangour
Guest
«Reply #79 on: January 10, 2009, 04:26:26 AM »
shukriya Rajesh ji aur Pooja ji jo aap ko pasand aaya.......
Logged
pardeep_sharma
Guest
«Reply #80 on: January 10, 2009, 05:02:38 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley



Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge
Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge
Logged
arpangour
Guest
«Reply #81 on: January 10, 2009, 07:07:33 AM »
bahut hi badiya kaha aapne pradeep ji...... Clapping Smiley

 TARAS JAAOGE TUM MEHFIL-E-WAFA KE LIYE,
 KISI SE PYAAR NA KAR KHUDA KE LIYE,
 JAB LAGAGI ISHQ KI ADAALAT EK DIN,
 TUM HI CHUNE JAAOGE SAZA KE LIYE…
Logged
pardeep_sharma
Guest
«Reply #82 on: January 10, 2009, 12:09:52 PM »
Tanhaaiyaa mili to hum ghabraa ke ro diye 
Jab yaad teri aayi to dil tadpaa ke ro diye 

Jab naa dikhaa koi hamein apne aas pass 
Tab yaad teri har taraf bikhraa ke ro diye 

Tum is tarah gaye ki har khushi saath le gaye 
Jab dukh ne aake gheraa to ghabraa ke ro diye 

Koi bhi yaad naa kare hamein aaj kal ' pardeep ' 
Ye baat yaad aayi to dil ko samjhaa ke ro diye 

         
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #83 on: January 10, 2009, 08:13:07 PM »

Tenahi nay uss ko bhi tu gheira tha
Sir say lay ker paon tuk ju mera tha
 
Mien he pagal itni baat na jan saka
Uss ka aana jogi wala pheira tha
 
Hum nay likha lafz ba lafz laho say jisko
Wo ik noha mera tha na tera tha
 
Hum nay jeeta aadha aadha apna aap
Liekin mera aadha bhi kub mera tha
 
Sajid jiski chahat teray dim mien thee
Uss k dil ko  aur kisi nay  gheira  tha


*****Sajid Hadayat*****
Logged
Roja
Guest
«Reply #84 on: January 11, 2009, 06:10:59 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley


Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge
Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge


Bahut khoob Pradeep
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #85 on: January 11, 2009, 09:16:33 PM »
waqt noor ko benoor kar deta hai,
thode se zakhm ko nasoor kar deta hai,
kaun chahata hai apno se door hona,
waqt sab ko majboor kar deta hai...

wah ARPAN bahut khoob

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #86 on: January 11, 2009, 09:18:13 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley



Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge
Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge


wah pardeep, kya baat hai dost

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #87 on: January 11, 2009, 09:20:06 PM »

Tenahi nay uss ko bhi tu gheira tha
Sir say lay ker paon tuk ju mera tha
 
Mien he pagal itni baat na jan saka
Uss ka aana jogi wala pheira tha
 
Hum nay likha lafz ba lafz laho say jisko
Wo ik noha mera tha na tera tha
 
Hum nay jeeta aadha aadha apna aap
Liekin mera aadha bhi kub mera tha
 
Sajid jiski chahat teray dim mien thee
Uss k dil ko  aur kisi nay  gheira  tha


*****Sajid Hadayat*****

wah Sajid wah

Jasbir Singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #88 on: January 11, 2009, 11:08:24 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

arpangour ji, Pradeep ji and Sajid H jee wah kaya baat hai, ek se bad kar ek likha hai app sabhi ne... bahoot khoob!!
Logged
arpangour
Guest
«Reply #89 on: January 12, 2009, 01:59:02 AM »
wah ARPAN bahut khoob

Jasbir Singh

shukriya jasbir ji
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:28:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer