Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.

by Jaanasheen on August 13, 2011, 08:30:45 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3468 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Ek Arsa Guzra, Kuch Likhe Hue, Haal Hi Mein Ek Koshish Ki Hai, Apne Dukhi Mann Ki Baatein Peerone Ki, Umeed Hai Aap Ko Shairon Mein Chupe Dard Ki Gehraai Nazar Aayegi,.

Duaaon Se Nawaazna,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

Raaste Kyun Hai Itne Veeraan Mujhe Ye To Bata,.
Kahaan Wo Log Hain Jo Saath Safar Karte The,.

Raat Jo Aayi, To Usne Bhi Mujhse Ye Poocha,.
Sogaye Kya Wo Jo Raaton Ko Sehar Karte The,.

Pooch Baithi Mujhe Baaghon Ki Wo Nanhi Titli,.
Kahan Hain Wo Jo Phoolon Se Guzar Karte The,.

Main To Khamosh Raha Teri Judaai Mein Sanam,.
Hont Chup The Magar, Aankhein Hui Thi Numm..

Haal Mera, Main Tujhe Kaise Bataaoon Ye Bataa..
Zindagi Ruk Si Gayi Hai, Tu Hua Jab Se Judaa,.

Mere Khwaabon Ki, Taameer Ki Wajah Ho Tum,.
Dil To Hai Dil, Magar Dil Ki Jagah Ho Tum,.

Rote Hain Yaad Kar, Karke Tumhaari Baatein,.
Din To Katt Jaate Hain, Katti Nahi Tanha Raatein,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Aur Meri Tanhaai... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
main aur meri tanhaai by tabassum shakeel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere dil ne ek raat mujhse poocha.. by ~princess~ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Meri Tanhaai mai by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
Karti hain aksar mujhse baatein... by diya786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #1 on: August 13, 2011, 08:41:36 AM »
Ek Arsa Guzra, Kuch Likhe Hue, Haal Hi Mein Ek Koshish Ki Hai, Apne Dukhi Mann Ki Baatein Peerone Ki, Umeed Hai Aap Ko Shairon Mein Chupe Dard Ki Gehraai Nazar Aayegi,.

Duaaon Se Nawaazna,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

Raaste Kyun Hai Itne Veeraan Mujhe Ye To Bata,.
Kahaan Wo Log Hain Jo Saath Safar Karte The,.

Raat Jo Aayi, To Usne Bhi Mujhse Ye Poocha,.
Sogaye Kya Wo Jo Raaton Ko Sehar Karte The,.

Pooch Baithi Mujhe Baaghon Ki Wo Nanhi Titli,.
Kahan Hain Wo Jo Phoolon Se Guzar Karte The,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

Main To Khamosh Raha Teri Judaai Mein Sanam,.
Hont Chup The Magar, Aankhein Hui Thi Numm..

Haal Mera, Main Tujhe Kaise Bataaoon Ye Bataa..
Zindagi Ruk Si Gayi Hai, Tu Hua Jab Se Judaa,.

Mere Khwaabon Ki, Taameer Ki Wajah Ho Tum,.
Dil To Hai Dil, Magar Dil Ki Jagah Ho Tum,.

Rote Hain Yaad Kar, Karke Tumhaari Baatein,.
Din To Katt Jaate Hain, Katti Nahi Tanha Raatein,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

-Azeem-

Azeem bhai mere paas tau itne alfaz nahein hein jo aap ki nazam ki tareef mein kahon mere khyal mein parwaz sahib se behter daad koi nahein de sakta,baut baut aur baut he khoob.Asghar
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: August 13, 2011, 10:55:18 AM »
Kya baat hai Azeem bhaijan..
Yeh dard se rubaroo hoon main..
Bahaut bahaut ala..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dheron duaein..
Khush rahiye..!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: August 13, 2011, 04:22:46 PM »
Wah Kya Baat hai Azeem Bhai.. Dil Ka Dard Lafzon me Behad Khubsoorati se utaara Hai aapne.. ek Umda peshkash Hai.. is Lajawab Peshkash ke Liye Dil Se Daad kubool karen.... Applause Applause Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: August 13, 2011, 05:02:58 PM »
Azeem Bhai As Salaam walekum!

Janab Aapki nazm ke ahsaasat baqubi aapke dil ka
haal kah rahe haiN ... Usual Smile Tamaam ashaaroN meiN chupi
gehrai haal e dil Tamaam kah gayi ... Usual Smile

Kuch hum bhi apne maazi meiN kho gaye the janab ...
Shukriyaa un lamhaat ko taazaa karne ke liye Usual Smile

Allah aapke dil ko sukuN o rahat bakhshe Usual Smile aameen ..
Hmm is tamaam lafz se aik matla zaheN meiN aaya..
Khususan aapke liye hai janab  Usual Smile

Urooj e aaftaab hai abhi kyun shaam kar rahe haiN
Dard basar kar zindaagi KyuN tamaam kar rahe haiN          

Ummid hai Bhai yeH matla aapko kuch kah jaaye Usual Smile
Khair aapki kalaam par aate hai.. Jo waqai dilfareb
aur pur asar khayaaloN se kahi hai aapne Usual Smile

Ek Arsa Guzra, Kuch Likhe Hue, Haal Hi Mein Ek Koshish Ki Hai, Apne Dukhi Mann Ki Baatein Peerone Ki, Umeed Hai Aap Ko Shairon Mein Chupe Dard Ki Gehraai Nazar Aayegi,.

Duaaon Se Nawaazna,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

Kia kahne janab... Behad umdaa Khayaal bayaaN kiya hai... Sani misra laa jawaab hai daad daad daad          

Raaste Kyun Hai Itne Veeraan Mujhe Ye To Bata,.
Kahaan Wo Log Hain Jo Saath Safar Karte The,.

Achcha hai janab... Usual Smile          

Raat Jo Aayi, To Usne Bhi Mujhse Ye Poocha,.
Sogaye Kya Wo Jo Raaton Ko Sehar Karte The,.

Bahut khoob Azeem Sahaab bahut umdaa Usual Smile
Kafi achcha sher hai daad Usual Smile          

Pooch Baithi Mujhe Baaghon Ki Wo Nanhi Titli,.
Kahan Hain Wo Jo Phoolon Se Guzar Karte The,.

Kia baat hai janab .. bahut khoob Usual Smile          

Main To Khamosh Raha Teri Judaai Mein Sanam,.
Hont Chup The Magar, Aankhein Hui Thi Numm..

sad5 No cemment tongue3          

Haal Mera, Main Tujhe Kaise Bataaoon Ye Bataa..
Zindagi Ruk Si Gayi Hai, Tu Hua Jab Se Judaa,.

Kia baat hai bahut khoob " Zindagi ruk si gayi "          

Mere Khwaabon Ki, Taameer Ki Wajah Ho Tum,.
Dil To Hai Dil, Magar Dil Ki Jagah Ho Tum,.

Gazab Azeem Bhai gazab ... beitehaaN laa jawaab sher ataa kiya hai janab... Shayari meiN aik nayaa sher kaha hai aapne bahut umdaa daad daad daad Usual Smile          

Rote Hain Yaad Kar, Karke Tumhaari Baatein,.
Din To Katt Jaate Hain, Katti Nahi Tanha Raatein,.

Sahi kaha janab daad Usual Smile

Aik raat hai ke kaate nahi katti
Aik din hai ke phir raat le aata hai...

MaiN zamaana bhulaa baithta huN
Jab tera khayaal aata hai.......
Jab tera khayaal aata hai.......          

-Azeem-

Shaad O aabaad rahiye janab Usual Smile
Likhate rahiye... Aate rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile          

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: August 13, 2011, 07:23:27 PM »
Azeem bhai mere paas tau itne alfaz nahein hein jo aap ki nazam ki tareef mein kahon mere khyal mein parwaz sahib se behter daad koi nahein de sakta,baut baut aur baut he khoob.Asghar

Shukriya Asgar Bhai Jaan, Hausla Afzaai Ke Liye,.

Apne Sahi Kaha, Parwaaz Ji Mashallah Shayari Ko Achcha Parakhne Ka Hunar Rakhte Hain,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: August 14, 2011, 06:51:24 PM »
Kya baat hai Azeem bhaijan..
Yeh dard se rubaroo hoon main..
Bahaut bahaut ala..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Dheron duaein..
Khush rahiye..!

Shukriya Rahim Bhai, Duaa Karna Mere Liye,.

Rab KHair Kare,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: August 16, 2011, 12:32:02 PM »
Wah Kya Baat hai Azeem Bhai.. Dil Ka Dard Lafzon me Behad Khubsoorati se utaara Hai aapne.. ek Umda peshkash Hai.. is Lajawab Peshkash ke Liye Dil Se Daad kubool karen.... Applause Applause Applause Applause

**~** Mann **~**

Shukriya Vikas Bhai, Hamesha Aapne Mera Hausla Badhaaya Hai,.
Duaa Karein Bhai Mere Liye, Ke Rab Jald Hi Pareshaani Door Kare,.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: August 16, 2011, 06:58:20 PM »
Ek Arsa Guzra, Kuch Likhe Hue, Haal Hi Mein Ek Koshish Ki Hai, Apne Dukhi Mann Ki Baatein Peerone Ki, Umeed Hai Aap Ko Shairon Mein Chupe Dard Ki Gehraai Nazar Aayegi,.

Duaaon Se Nawaazna,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

Raaste Kyun Hai Itne Veeraan Mujhe Ye To Bata,.
Kahaan Wo Log Hain Jo Saath Safar Karte The,.

Raat Jo Aayi, To Usne Bhi Mujhse Ye Poocha,.
Sogaye Kya Wo Jo Raaton Ko Sehar Karte The,.

Pooch Baithi Mujhe Baaghon Ki Wo Nanhi Titli,.
Kahan Hain Wo Jo Phoolon Se Guzar Karte The,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

Main To Khamosh Raha Teri Judaai Mein Sanam,.
Hont Chup The Magar, Aankhein Hui Thi Numm..

Haal Mera, Main Tujhe Kaise Bataaoon Ye Bataa..
Zindagi Ruk Si Gayi Hai, Tu Hua Jab Se Judaa,.

Mere Khwaabon Ki, Taameer Ki Wajah Ho Tum,.
Dil To Hai Dil, Magar Dil Ki Jagah Ho Tum,.

Rote Hain Yaad Kar, Karke Tumhaari Baatein,.
Din To Katt Jaate Hain, Katti Nahi Tanha Raatein,.

Meri Tanhaai Ne Aksar Ye Mujhse Poocha Hai,.
Kahan Wo Log Hain Jo Tujh Mein Basar Karte The,.

-Azeem-

Bahut Bahut Khoooob Azeem Bhai..

Lajawaab peshaksh..bahut Hi khoobsurat Ehsaas

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: August 17, 2011, 08:13:04 PM »
Azeem Bhai As Salaam walekum!

Janab Aapki nazm ke ahsaasat baqubi aapke dil ka
haal kah rahe haiN ... Usual Smile Tamaam ashaaroN meiN chupi
gehrai haal e dil Tamaam kah gayi ... Usual Smile

Kuch hum bhi apne maazi meiN kho gaye the janab ...
Shukriyaa un lamhaat ko taazaa karne ke liye Usual Smile

Allah aapke dil ko sukuN o rahat bakhshe Usual Smile aameen ..
Hmm is tamaam lafz se aik matla zaheN meiN aaya..
Khususan aapke liye hai janab  Usual Smile

Urooj e aaftaab hai abhi kyun shaam kar rahe haiN
Dard basar kar zindaagi KyuN tamaam kar rahe haiN         

Ummid hai Bhai yeH matla aapko kuch kah jaaye Usual Smile
Khair aapki kalaam par aate hai.. Jo waqai dilfareb
aur pur asar khayaaloN se kahi hai aapne Usual Smile

Shaad O aabaad rahiye janab Usual Smile
Likhate rahiye... Aate rahiye..
Khuda Hafez Usual Smile         

Mashallah Bohat achchi Sharing ki hai aapne,

aur Shukriya Aapka jo aapne Har shair ko bareeki se samjha, aur daad di,.

Thanks for your Comments brother
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: August 19, 2011, 12:50:55 PM »
Bahut Bahut Khoooob Azeem Bhai..

Lajawaab peshaksh..bahut Hi khoobsurat Ehsaas

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Bhai Hausla Afzaai ke Liye,.
Logged
heena i.s
Guest
«Reply #11 on: August 19, 2011, 01:16:12 PM »
bahut khub salaam aapke is hunar ko
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: August 19, 2011, 01:18:42 PM »
bahut khub salaam aapke is hunar ko

Ye To Bas Ek Tajurba Hai,
Hume Hunar Kahaan Hai Sher-o-Shayari Ka, Bas Jo Beeti Hai Likh Rahe Hain,.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #13 on: August 19, 2011, 01:34:03 PM »
azeem saheb, achhi peshkah hai.mubarak ho.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 19, 2011, 02:45:00 PM »
azeem saheb, achhi peshkah hai.mubarak ho.

Shukriya F>H Siddqui Saheb,.

Duaaon ki Darkhwast
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:15:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer