Meri Udasi

by Talat on September 17, 2004, 05:08:01 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13]
Print
Author  (Read 11471 times)
mnfardeen
Guest
«Reply #180 on: November 14, 2004, 07:16:16 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "sufyan"
gham ke saath tumhari mulaakat na ho
udas baitho aisi koi baat na ho
koi shikwa shikaayat ho to humein maaf kardena
fursat se baitho to humein yaad karlena



Waah!

Khush raho har Khushi hai Tumhaare liye!
Chorh do aansuon ko Humaare liye!!

(NM)


wowo wowowow excellent sufyan arun bhai...........

Azeem hain yeh qurbat ki doorian bhi
Sath reh kar bhi us ko na pana acha lagta hai
Qismat main nahin phir bhi us ko chahtay hain
Phool samjh kar kantoon per chalna acha lagta hai ..........


as salam alaykum EID MUBARAK MERI TARAF SE AP KO EID KI DHEAR
SARI QUSHIYIAN AP KO MUBARAK HO

GUL KO GULSHEN MUBARAK HO CHAND KO CHANDNI MUBARAK HO
ASIQ KO MHEBOBA MUBARAK HO HAMARI TARAF OOUR SE AP KO EID MUBARAK HO OK ALLAH HAFIZ
YOUR FRIEND >>>>>>>>>FARDEEN<<<<<<<<<<<<< m:ail
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
udasi by Sonu in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 ... 8 9 »
!!__-Os ke Udasi-_!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
udasi ka ye dard by mkv in Share: Poetry of Pain
*** udasi kaha se ati hai***,,,,,,,,,,,,,,,,,tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
Meri jan bolo kyon hai itni udasi by prashad in Shayri-E-Dard
mnfardeen
Guest
«Reply #181 on: November 14, 2004, 07:17:49 PM »
Quote from: "Talat"
Ek din ek udas lamhe ne
muskurate hue jo dekh liya
jaane kya dil main soch liya
raasta mera hans ke rok liya
aur seene se lag gaya aise
jaise bichra hua koi apna
ek muddat ke baad milta hai
tab se woh mere paas rehta hai
isliye dil udaas rehta hai.(NM)


as salam alaykum EID MUBARAK MERI TARAF SE AP KO EID KI DHEAR
SARI QUSHIYIAN AP KO MUBARAK HO

GUL KO GULSHEN MUBARAK HO CHAND KO CHANDNI MUBARAK HO
ASIQ KO MHEBOBA MUBARAK HO HAMARI TARAF OOUR SE AP KO EID MUBARAK HO OK ALLAH HAFIZ
YOUR FRIEND >>>>>>>>>FARDEEN<<<<<<<<<<<<<
Logged
sufyan
Guest
«Reply #182 on: November 17, 2004, 04:00:17 PM »
thanks fardeen
Logged
Talat
Guest
«Reply #183 on: November 17, 2004, 04:18:35 PM »
Thanks fardeen!!!
Logged
sufyan
Guest
«Reply #184 on: November 17, 2004, 05:26:21 PM »
waise talat tum ne bahut achha likha hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #185 on: November 17, 2004, 06:01:38 PM »
Thx Sufi...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #186 on: November 19, 2004, 08:33:15 AM »
Thanx Arun Bhai...........
Logged
mnfardeen
Guest
«Reply #187 on: November 19, 2004, 10:28:58 AM »
Quote from: "Talat"
Ek din ek udas lamhe ne
muskurate hue jo dekh liya
jaane kya dil main soch liya
raasta mera hans ke rok liya
aur seene se lag gaya aise
jaise bichra hua koi apna
ek muddat ke baad milta hai
tab se woh mere paas rehta hai
isliye dil udaas rehta hai.(NM)


bouhat qoob talat
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #188 on: November 19, 2004, 10:44:28 AM »
mnfardeen   bhai........aap kahan chale jaate hain......bilkul humlogon ko bhool gaye.........aap theek to hain na........
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #189 on: November 19, 2004, 05:16:31 PM »
ye dil bholata nahi hai mohabbatein us ki
paree houee thi mujhe kaheen addatein us ki

ye maira sara safer us ki khushbuon main kata
mujhe toe rahee dekhtein thi chahatein us ki

ghiree huee thee main chehroon ki bheir main lekin
kahein nazer nahi atee shaabahatein us ki

main door hone lagee hoon toe aisa lagta hai
ke chauon jasi thi mujh pe rafaqatein us ki

ye kiss gali main ye kiss shaher main kahan pe nikal aye
kahan pe rehgaein logoon ki sadaqatein us ki

main barishuon main juda ho gayee us se mager
ye maira dil ye maire sansein hain amanatein us ki
Logged
Pooja
Guest
«Reply #190 on: November 19, 2004, 05:16:53 PM »
wah!!!! bahoot khoob!!!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #191 on: November 19, 2004, 05:52:56 PM »
Nice yasir ji!!
Logged
mnfardeen
Guest
«Reply #192 on: November 20, 2004, 02:40:47 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
mnfardeen   bhai........aap kahan chale jaate hain......bilkul humlogon ko bhool gaye.........aap theek to hain na........


 hi waheed bhai how are u  umeed karta houn ke ap thik houn gya
 kya karian yar ajj kal mera dil kahen bhi nahi lagta patta nahi

 teri muhabbat ne kabhi chain se rhenena diya
 jab calli sard hawa maine tujhe yad kiya

  >>>>>>>>>>fardeen<<<<<<<<<<<<< m:ail
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #193 on: November 24, 2004, 12:36:08 PM »
Allah Ka Shukra Hai...........   Main Bilkul Theek Hoon........  Kya Hua Bhai Aap Ko.........  Koi Problem Hai Kya ..... Ya Dil Ka Mamla Hai.........  :lol:

bahot accha likha hai aap ne........very nice.........
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:22:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer