··¤(`×[¤(Gumon ki Mehfil)¤]×´)¤··

by Naya_Daur on March 13, 2006, 06:19:23 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Author  (Read 5504 times)
Naya_Daur
Guest
«Reply #45 on: March 15, 2006, 06:00:46 PM »
Quote from: "Pooja"

Thanks Jeet!!! last line kamal ki likhi hai jeet!!! simple likhty ho magar bahoot gahra likhty ho!!

Simple person hoon,,simple hi likhna aata hai,, thanks for supporting me always !!!

Dushman ne toh nibhaya har waada
mujhko to apne yaaron se gila hai

Bhool chuka tha main har kahani
Gumaarh toh pyaar ke afaansno ne kiya hai

JEET ne chorda tha mehfil mein JAAM uthana
usko toh tabhaa khule mehkhaano ne kiya hai...!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mehfil by neerajB in Shayri for Khumar -e- Ishq
mehfil by majid in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
mehfil,... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Gumon ka caravan... by Silence in Shayri-E-Dard
Zindgi gumon se ndhal hai by daadaulasad in Shayri for Khumar -e- Ishq
badnaam_shayar
Guest
«Reply #46 on: March 15, 2006, 06:18:39 PM »
Wah bahut khoob Jeet bhai pooja ji and meena ji.............. Puzzled !

Lo aaj phir baith gaye Gumon ki Mehfil me......
Teri Yaadon ka Chiraag jala ke.....
Teri Bewafai ka hee asraa hai jo jee raha hoon mein......
Warna har mod par har shaks baitha hai mere Dard ki Kitaab leke......

~~**Badnaam Shayar**~~
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #47 on: March 15, 2006, 06:27:58 PM »
Dil karta hai ek dard kahani,Is mehfil mein suna doon
Un bhooli bisri yaadon ko,aaj phir se main dohra doon
Chup reh kar jo dokha khaya,ajj shor maacha kar bata doon
Is toote hoye dil se,koi geet banna kar suna doon,
Dil karta hai ek dard kahani...........!!!



kya khoob likha hai,, Gaurav bhai,,its very touching
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: March 15, 2006, 06:49:49 PM »
Quote from: "burniing_desiires"
Quote from: "Pooja"

Thanks Jeet!!! last line kamal ki likhi hai jeet!!! simple likhty ho magar bahoot gahra likhty ho!!

Simple person hoon,,simple hi likhna aata hai,, thanks for supporting me always !!!

Dushman ne toh nibhaya har waada
mujhko to apne yaaron se gila hai

Bhool chuka tha main har kahani
Gumaarh toh pyaar ke afaansno ne kiya hai

JEET ne chorda tha mehfil mein JAAM uthana
usko toh tabhaa khule mehkhaano ne kiya hai...!!!



janab app itna acha likhty hai to acha kayun na kahein....

Dushmano ki chahat, meri chahat per bhari parr gai
Wo kaya deta sath, jisko to bewafai ki adat parr gai

Gum kare bhi to kiska, dil ko ab sahne ki adat parr gai
Wo nikal gaya muskura kar, humko chup rahne ki adat parr gai

Jab bhi naam uska ayya, ankhon ko ansoo bahane ki adat parr gai
Ujaale ho sari duniyan ke mubarak usko, humko to yandon ke andhero ki adat parr gai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: March 15, 2006, 06:55:05 PM »
Quote from: "burniing_desiires"
Dil karta hai ek dard kahani,Is mehfil mein suna doon
Un bhooli bisri yaadon ko,aaj phir se main dohra doon
Chup reh kar jo dokha khaya,ajj shor maacha kar bata doon
Is toote hoye dil se,koi geet banna kar suna doon,
Dil karta hai ek dard kahani...........!!!



kya khoob likha hai,, Gaurav bhai,,its very touching


Kaya Jazabaat hai, very emotional and touching Jeet!!

Jab bhi dard hua, kuch sawaal ubhar ayye
Wo bhooli hui baato se, ansoo nikal ayye
Jab bhi sanjoya teri yaandon ka anchal
Kuch geet, kuch gazal aor kuch jakham nikal ayye!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #50 on: March 15, 2006, 07:18:35 PM »
thnks Pooja,,aur appki last post bhut hi acchi lagi,, Manno aapne mere words likh diye hon!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #51 on: March 15, 2006, 07:24:06 PM »
Mud.dhat ke baad aayi hai,phir si tumhari yaad
Ashqon ne gir ke,dard ka ehsaas kra diya...!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: March 15, 2006, 07:59:56 PM »
Gujare ajj unhi rasto per se phir hum
Jahan kabhi tumne kaha tha, ab wapis na ayegy!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #53 on: March 15, 2006, 08:10:22 PM »
Akhon mein intezar ki shma jaala ke hum
tasveer ban gaye hain, tere intezaar mein...!!!


~!GOOD BYE!~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: March 15, 2006, 08:36:52 PM »
Intzaar karna hi tha shayad kismet mai meri
Aor teri kismet mai, mujse Iqraar na tha


Take care!! Good night!!
Logged
nandini
Guest
«Reply #55 on: March 16, 2006, 06:15:13 AM »
mumkin nahi kisi ko samajh pana, samjhe bina kisi se kya dil lagana,
aasaan he tumhe pyaar kerna, bahut mushkil he tumhara pyaar pana
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #56 on: March 16, 2006, 07:14:17 AM »
kanton pe chaala ke mujhe,Malaam bhi na lagaya
Kud vaffa ke vaade torre,aur zalim mujhe bataya...!!!


ayyie nandini ,,apka suagaat hai Gumon ki is mehfil aur is forum mein
Logged
Pooja
Guest
«Reply #57 on: March 16, 2006, 03:02:05 PM »
jakhamo se tha chalani, Ankhon se neer bahaya
Per usse kahan na kuch bhi, ek boot ka naam hai paya!!!
Logged
nandini
Guest
«Reply #58 on: March 17, 2006, 04:22:53 AM »
gile kagaz ki tarah hai zindagi meri
koi jalata bhi nahi or bahata bhi nahi
is kadar akele hai dil ki rahon me
koi satata bhi nahi or manata bhi nahi!!!!!!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #59 on: March 17, 2006, 05:58:40 PM »
bahoot khoob nandini!!!

Tanha hai jeevan, khundhar si raaty hai
koi paas akar, ab pass bulata nahi
Kuch yandon ka abhi sath baki hai
in sanso ko ab aor saha jaata nahi!!
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 06:48:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer