Ranjitey shukriyaa....
shukriyaa Jeet...
ashko ko hum libas dey na sakey
apney janazey ko bhi ek kafen pehna na sakey
pyar bahri nazer to tumko di thi
per tumney kaan deykha humari nazro mey
jatey jatey ek baar bhu mudh ker nahi deykha tumney
Sonu mer gaye key jinda hai yea na socha tumney
apney ahkhu mey chupa key ahnsoo tum chal padey they
humarey ashku ko dekh ker bhu tum ruk na paye
keya tha pyar etna tumsey yea baat tum hi samjh na paye
mahobaat key jazazbaat ko keo beyrukhi bedla tumney
keya vejha thi ju sath chuda meyra tumney
ashko ki malaa hum perotey gaye
tum ahogey ek din bus esi sapney ko jitey hum rahey
es beykhaber duniya mey her koi frab kerta keya
pyar key du bul bolker sahanuboti dikhata gaya
teyri bato key teer aj bahut chubey humey
tum naraz hu humsey yea jaan gaye
beta deytey ager tum humra gunaa to hans ker sejaa kabool ker leytey
teyri her beyrukhi ko sajdaa hum her pal kertey
teyri baato ko teyri yaado ko yaad kerkey bachey khuchey din guzar leytey
teyri beyrukhi ney mara humko
naa tha koi kasoor phir bhu banyaa gunagar humko
teyri mehfil mey ahkey ajj bhi hum akeyley hai
pass hai tu phir bhi gumu key meyley hai
dard - e- mahubat ki dava nahi hia
teyrey pass aney ka ab koi bahana nahi hai
janaa tha ager dur humsey to keo sapney dikhaye humey
ahkey pass keo dil ko tadpaya tumney
hijar-e-dard keo diya tumney
frabi duniya mey keo frab keya tumney
na mumeed thi key tum dil dukhugey
chud key esi halat mey tum humko chud key jaogey
huye etndey door hum key ahsko sey bhi na rukh paygey
jub ahugey tum humarey pass to humey naa es jahaan mey paogey...
bahoot khoob Sonu
yu inkar kiya kyu tum ne
AshQon ka libas diya kyun tum ne
ek pyaar bhari nazar chaha teri
dil par vaar kiya kyun tum ne
hijar-e-dard ka ashQiana bana mera dil
Mujhse yeh fareb kyun tum ne
Maajra Dard-e-vaffa ka kya kahein
dil ko taar taar kiya kyun tum ne ......