Mila Banke Paraaya Mujhko,. {AS}

by Jaanasheen on December 03, 2012, 08:12:51 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 685 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Phir Kisi Yaad Ne Raat Bhar Hai Jagaya Mujh Ko,.
Kya Saza Di Hai Mohabat Nay Khudaaya Mujh Ko,.

Din Ko Aaram Hai Na Raat Ko Hai Chain Kabhi,.
Jaane Kis Khaak Se Kudrat Ne Banaaya Mujh Ko,.

Dukh To Yeh Hai Ke Zamaane Mein Mile Gair Sabhi,.
Jo Mila Hai Woh Mila Ban Ke Paraaya Mujh Ko,.

Jab Koi Bhi Na Raha Kandha Mere Rone Ko,.
Ghar Ki Deewaron Ne Seene Se Lagaaya Mujh Ko,.

Yun To Umeed-E-Wafa Tum Se Nahi Hai Koi,.
Phir Charaaghon Ki Tarah Kis Ne Jalaaya Mujh Ko,.

Bewafa Zindagi Ne Jab Chor Diya Hai Tanha,.
Maut Ne Pyaar Se Pehloo Mein Bithaaya Mujh Ko,.

Woh Diya Hoon Jo Mohabbat Ne Jalaaya Tha Kabhi,.
Gham Ki Aandhi Ne Subah Aur Shaam Bujhaaya Mujh Ko,.

Kaisay Bhoolon Ga Tere Saath Guzaare Lamhe,.
Yaad Aata Raha Tere Waadon Ka Hi Saaya Mujh Ko,.

-Azeem Aarzu./
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 03, 2012, 08:33:04 AM »
wah wah  Applause Applause
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #2 on: December 03, 2012, 08:56:53 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: December 03, 2012, 10:17:44 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
very heart touching lines
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: December 03, 2012, 02:48:03 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Azeem ji.....!!!
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #5 on: December 03, 2012, 02:51:58 PM »
wah wah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 06, 2012, 10:05:06 AM »
wah wah  Applause Applause
Shukriya Nandbahu JI,.
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #7 on: December 06, 2012, 10:15:20 AM »
Phir Kisi Yaad Ne Raat Bhar Hai Jagaya Mujh Ko,.
Kya Saza Di Hai Mohabat Nay Khudaaya Mujh Ko,.

Din Ko Aaram Hai Na Raat Ko Hai Chain Kabhi,.
Jaane Kis Khaak Se Kudrat Ne Banaaya Mujh Ko,.

Dukh To Yeh Hai Ke Zamaane Mein Mile Gair Sabhi,.
Jo Mila Hai Woh Mila Ban Ke Paraaya Mujh Ko,.

Jab Koi Bhi Na Raha Kandha Mere Rone Ko,.
Ghar Ki Deewaron Ne Seene Se Lagaaya Mujh Ko,.

Yun To Umeed-E-Wafa Tum Se Nahi Hai Koi,.
Phir Charaaghon Ki Tarah Kis Ne Jalaaya Mujh Ko,.

Bewafa Zindagi Ne Jab Chor Diya Hai Tanha,.
Maut Ne Pyaar Se Pehloo Mein Bithaaya Mujh Ko,.

Woh Diya Hoon Jo Mohabbat Ne Jalaaya Tha Kabhi,.
Gham Ki Aandhi Ne Subah Aur Shaam Bujhaaya Mujh Ko,.

Kaisay Bhoolon Ga Tere Saath Guzaare Lamhe,.
Yaad Aata Raha Tere Waadon Ka Hi Saaya Mujh Ko,.

-Azeem Aarzu./


Kyaa Baat Hai....
Har ek sher mein sirf Dard Hee Dard Jhalak rahaa hai...
Bahot khooob aur behad Umdaa, Behad Laa-Jawaab....

 Applause Applause Applause

Always Yours
__Alam






Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:18:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer