~*~ Mila Hai Qaraar ~*~

by Qutubuddin on May 21, 2005, 02:25:13 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1240 times)
Qutubuddin
Guest
~*~ Mila Hai Qaraar ~*~


Roye Hein Bahut Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Main kise Bhala Sacha Pyar Mila Hai


Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan ke Daur Se
Ek Khatam Huwa To Dosra Tayyar Mila Hai


Mere Damaan Ko Khushioun Ka Nahi Malaal
Gham Ka Khazana Jo Isko Beshumar Mila Hai


Who Kamnaseeb Hain Jinhein Mehboob Mil gaya
Mein Khushnaseeb Hoon Mujhe Intezar Mila Hai


Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya
Mujhe To Uske Dar Se Sirf Inkaar Mila Hai


Ques..
Logged
Meena
Guest
«Reply #1 on: May 22, 2005, 11:33:01 AM »
Quote from: "Qutubuddin"
~*~ Mila Hai Qaraar ~*~


Roye Hein Bahut Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Main kise Bhala Sacha Pyar Mila Hai


Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan ke Daur Se
Ek Khatam Huwa To Dosra Tayyar Mila Hai


Mere Damaan Ko Khushioun Ka Nahi Malaal
Gham Ka Khazana Jo Isko Beshumar Mila Hai


Who Kamnaseeb Hain Jinhein Mehboob Mil gaya
Mein Khushnaseeb Hoon Mujhe Intezar Mila Hai


Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya
Mujhe To Uske Dar Se Sirf Inkaar Mila Hai


Ques..


beautiful qutu ji!!!!!!!!!!!! ek ek lafz chu gaya dil ko!!!!

 :D
Logged
mani_unique
Guest
«Reply #2 on: May 22, 2005, 05:48:19 PM »
~*~ Mila Hai Qaraar ~*~


Roye Hein Bahut Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Main kise Bhala Sacha Pyar Mila Hai


Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan ke Daur Se
Ek Khatam Huwa To Dosra Tayyar Mila Hai


Mere Damaan Ko Khushioun Ka Nahi Malaal
Gham Ka Khazana Jo Isko Beshumar Mila Hai


Who Kamnaseeb Hain Jinhein Mehboob Mil gaya
Mein Khushnaseeb Hoon Mujhe Intezar Mila Hai


Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya
Mujhe To Uske Dar Se Sirf Inkaar Mila Hai


good one
keep it up
Logged
nikki
Guest
«Reply #3 on: May 22, 2005, 06:24:51 PM »
superb.....wonderfull........very touching Qutub ji...........................

jab bhi khuda se kuch maanga..
usne inkaar kiya

jo us ne khud ki marzi se diya..
maine sawikaar kiya

meri mohabbat ko anjaane mein hi cheen liya mujhse..
akhir kyun khuda ne mere dil par yeh atyachaar kiya...??
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: May 23, 2005, 04:54:15 AM »
Quote from: "Qutubuddin"
~*~ Mila Hai Qaraar ~*~


Roye Hein Bahut Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Main kise Bhala Sacha Pyar Mila Hai


Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan ke Daur Se
Ek Khatam Huwa To Dosra Tayyar Mila Hai


Mere Damaan Ko Khushioun Ka Nahi Malaal
Gham Ka Khazana Jo Isko Beshumar Mila Hai


Who Kamnaseeb Hain Jinhein Mehboob Mil gaya
Mein Khushnaseeb Hoon Mujhe Intezar Mila Hai


Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya
Mujhe To Uske Dar Se Sirf Inkaar Mila Hai


Ques..


Its really very touching Qutub ji...aankhon me aansu laane waala....

Na jaane kaun log hain yahan milti jinhe khushiaan
Hume to jab bhi mila dukh ka samandar hi mila hai

Suna hai kuch log dunya me khwaab khareedte hain
Humne to doston sada dukh dard hi khareeda hai

Mohabbat ke badle main mohabbat bhi milti dekhi hai
Yeh aur baat hai hume tohfe main inkaar mila hai !!!!
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #5 on: May 23, 2005, 05:43:29 AM »
Sukreyaa Meena...

Please do Call me Qutub and not QUTU.. just do add B to the name and it will be fine thank you againa...

Thank you mani_unique.. Wellcome To YoInida..

Sukreyaa nikki...

"
meri mohabbat ko anjaane mein hi cheen liya mujhse..
akhir kyun khuda ne mere dil par yeh atyachaar kiya...??
"
Bahoot Khoob...

ZaraNawazee Ka sukreayaa Talat....
Aapnay Bhee Bahut Khoob Kaha hai..
"
Mohabbat ke badle main mohabbat bhi milti dekhi hai
Yeh aur baat hai hume tohfe main inkaar mila hai !!!!
"

Hamay "Mila Hai Qaraar "...
Jab Aap Sab Kaa Responese milya hai...

Ques...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:17:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer