- Mohabbat Hoti Hai Shartoon Me -

by Meena on June 17, 2005, 10:11:52 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 5026 times)
Meena
Guest
«Reply #15 on: June 20, 2005, 11:17:14 AM »
kya baat kahi hai nidhi sis!!

akhele to nahin chal rahe gum ke raston par,
mere saath aur bhi bohot musafir hai,
tanhai ne deeware banaiy hai is kadar,
lagta hai roothe sabKhuda se, yaha sab kafir hai!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pooncho yeh usse, jisko mohabbat hoti hai by Dewana_Badal in Shayri for Khumar -e- Ishq
hoti hai mohabbat by sameer_chaudhary in Shayri-E-Dard
Khubiyno se nahi hoti mohabbat sada by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat zameen se hoti hai mohabbat aasmaan se hoti hai by @kaash in Shayari -e- Husn
HumTum
Guest
«Reply #16 on: June 20, 2005, 11:19:44 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Ham sunaate hain dard-e-dil ki daastan,
  log uspe bhi wah-wah keh dete hain,
  kehne ko jab kuch bhi nahi hota hai,
  dard bhari ek aur nazm likh dte hain."


waah ji waah .......   glasses2

lafzoo mein piroo detey hai dil-e-ashq apney
likh detey hai dard-e-dil ki dastaaN
mujhko ab samjhaney aaya hai woh waffa ke maney
jab toot gaye hai iss dil ke sab armaaN !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: June 20, 2005, 11:21:47 AM »
Quote from: "Meena"
wah kuddiya wah...kush kar ditta! :D

ched deta hai jab koi gumon ka saaz,
kul jata hai sab ke dil ka raaz,
bohot samjhate hai khud ko na dubo phir se,
par yeh dil hai, jo aata nahin kabhi baaz!  :wink:


isslyie gumon ka silsila chalta retha hai na!  :wink:


 oke  :wink:

ghumooN ko hum anpney dil mein bsa ke rakhtey hai
ashq anhooN mein apni sazza ke rakhtey hai
khi toot na jaye mere dilnbahar ka bharaam
uss se apney dard ki dastaaN chupa ke rakhtey hai !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: June 20, 2005, 11:32:08 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
wah kuddiya wah...kush kar ditta! :D

ched deta hai jab koi gumon ka saaz,
kul jata hai sab ke dil ka raaz,
bohot samjhate hai khud ko na dubo phir se,
par yeh dil hai, jo aata nahin kabhi baaz!  :wink:


isslyie gumon ka silsila chalta retha hai na!  :wink:
wah wah,bilkul sahi :lol:

"Kahin na kahin har kisi ki zindagani milti hai,
  isiliye khulte hain raaz,jab dil ki rawani milti hai,
  phir lagta hai aur bhi hain ham jaise duniya me,
  jinhe mohabbat is kadar tadpaati,tarsaati hai."


hummmm  shi hai boss !!   tongue3

muhoobat mein tadpna to aam hota hai
honthoon pe hmesha dilbhar ka naam hota hai
chuta hai jab hawaa ka koi bhi jonka
to dil ko mehsuus  mehboob ka paigaam hota hai !!  :wink:
Logged
HumTum
Guest
«Reply #19 on: June 20, 2005, 11:35:17 AM »
Quote from: "Meena"
kya baat kahi hai nidhi sis!!

akhele to nahin chal rahe gum ke raston par,
mere saath aur bhi bohot musafir hai,
tanhai ne deeware banaiy hai is kadar,
lagta hai roothe sabKhuda se, yaha sab kafir hai!


waaah buddy .... kamal hi ker diya !!

ghum to ban ke perchaai chaktey hai sath mere
inhi gumooN se apna jeevan bhar ka nata hai
ik aur maar de kangar mere seeney mein "Meena"
khali dil dahdkana mujhey nhi aata hai !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #20 on: June 20, 2005, 04:11:44 PM »
wah ji wah humtum janab...sab ko achi reply di hai!!!  :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #21 on: June 20, 2005, 04:12:46 PM »
Quote from: "Meena"
wah ji wah humtum janab...sab ko achi reply di hai!!!  :D


aapney aggey kuch likhney ki koi koshish hi nhi ki hai Puzzled !
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: June 20, 2005, 04:18:59 PM »
hmmmm...

kyu silsila jari rakhe yaha dard o gum ka,
aise hi log dene ka wada karenge marham ka,
aise dokhon se hi to luti hai zindagi humari,
aab nahin saath chahiye hume kisi aur bharam ka!
Logged
sanya310
Guest
«Reply #23 on: June 20, 2005, 04:31:54 PM »
Quote from: "Meena"
Kuch zindagi ki sachayi pesh karni ki koshish hai yeh poem meri...

Nahin jante te hum ke mohabbat bhi hoti hai sharton me,
Shayad duniya dari hai yeh, hum na pade kabhi in baaton me,

Tune bhi dikha diya sachayi ka aina hume,
Is zakhm ko aab zindagi bhar padega sehna hume,

Jan gaye aaj ke tum bhi karte ho yaha pyar ka vyapar,
Mere bhi dil ko bana diya tune jazbaato ka bazar,

Tune hi kabhi jaghaya tha jeene ka arman dil me,
Aaj tu hi basa raha hai marne ka saman dil me,

Socha tha meri kushi me jeene wala mil gaya mujhe woh saathi,
Galti humari hi hai, hum hi kyu bane itne jazbaati,

Par shukar guzar hai tere, nikala jo hume jhoote sapno se,
Talab nahin jeene ki aab, tang aa gaye hai zindagi ke aise jatko se!



bohot hi touching lafz hain meena...bohot hi achhe... sabne bohot achha likha hai..!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #24 on: June 20, 2005, 04:32:12 PM »
thanx meena and humtum and very nice work by both of u.!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #25 on: June 20, 2005, 04:41:59 PM »
thank u sanya sis....and thanx nidhi kuddiyeeee!!!!!!!

 :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #26 on: June 20, 2005, 06:11:07 PM »
very nice meena.............................bahot  khoob.......
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #27 on: June 21, 2005, 08:03:18 AM »
Meena ji....

bahut khoob likhi hai aapne ye nazm.....

aapka apna......
Logged
HumTum
Guest
«Reply #28 on: June 21, 2005, 09:06:26 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
thanx meena and humtum and very nice work by both of you.!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!



Shukriya Nidhi ji .... aur haan usko samj aa gyi uskey liye bhi shukriya :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #29 on: June 21, 2005, 09:11:20 AM »
Quote from: "Meena"
hmmmm...

kyu silsila jari rakhe yaha dard o gum ka,
aise hi log dene ka wada karenge marham ka,
aise dokhon se hi to luti hai zindagi humari,
aab nahin saath chahiye hume kisi aur bharam ka!


hummmm Meena ji hummmmm

zindgi hi khud mein ik bharam hai dost
kya pta kaun hai kafir aur kaun raqeeb yha
kissi ko milti hai khishiya to ruswaiyaa kissi ko
duniya mein sab ka apna apan hai naseeb yha !!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:36:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer