- Mohabbat Hoti Hai Shartoon Me -

by Meena on June 17, 2005, 10:11:52 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Author  (Read 5066 times)
Meena
Guest
«Reply #30 on: June 22, 2005, 08:38:44 AM »
thank u waheed...aman ji (bohot dino baad aye aap?) aur humtum mundeya bohot acha likhai!!!

 :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pooncho yeh usse, jisko mohabbat hoti hai by Dewana_Badal in Shayri for Khumar -e- Ishq
hoti hai mohabbat by sameer_chaudhary in Shayri-E-Dard
Khubiyno se nahi hoti mohabbat sada by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat zameen se hoti hai mohabbat aasmaan se hoti hai by @kaash in Shayari -e- Husn
HumTum
Guest
«Reply #31 on: June 22, 2005, 08:42:49 AM »
Quote from: "Meena"
thank you waheed...aman ji (bohot dino baad aye aap?) aur humtum mundeya bohot acha likhai!!!

 :D

phir aapney agey kuch nhi likha hai !! Puzzled !  
Logged
Meena
Guest
«Reply #32 on: June 22, 2005, 08:55:32 AM »
offoooooooooooo

na farmaish kar humse nayi naghmo ki,
ke phir se yaad aa jayegi hume toote hue sapno ki!  sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #33 on: June 22, 2005, 08:58:01 AM »
hummmmm

ab tot'tey huye apno ki yaad na stayegi
hamari muhoobat tujhey asia mukaam pe le jayegi !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #34 on: June 22, 2005, 09:00:08 AM »
na kar woh wade jo tu nibha na sakhe,
aab to aisi tasaliyon se hum dil ko luba na sakhe!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #35 on: June 22, 2005, 09:01:04 AM »
kabhi hamarey wadey pe bhi yaqeen ker ke dekh
khud ko fanaah ker dengey nibaaney ke liye !!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #36 on: June 22, 2005, 09:17:33 AM »
Quote from: "HumTum"
kabhi hamarey wadey pe bhi yaqeen ker ke dekh
khud ko fanaah ker dengey nibaaney ke liye !!
wah humtum,kya baat keh di Usual Smile

nice ones meena sis.

"Tere vaade pe yakeen karne se dar lagta hai,
  yahan zindagi ka bharosa nahi,vaade ka kya kahoon."
Logged
Tosha
Guest
«Reply #37 on: June 22, 2005, 09:19:27 AM »
hhmmm.....!
....
acchi baat hai..!!! lage raho ...!!!
...
All the BEST!!!
....
....
....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #38 on: June 22, 2005, 09:22:57 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "HumTum"
kabhi hamarey wadey pe bhi yaqeen ker ke dekh
khud ko fanaah ker dengey nibaaney ke liye !!
wah humtum,kya baat keh di Usual Smile

nice ones meena sis.

"Tere vaade pe yakeen karne se dar lagta hai,
  yahan zindagi ka bharosa nahi,vaade ka kya kahoon."


aisa nhi Nidhi ji .....

mana ke zindgi ka brosha nhi yahan
phir bhi hum sath iska nhi chodtey hai
woh aur log hongey iss dast-o-dariya mein
jo mehboob se ker ke wadey, todtey hai !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #39 on: June 22, 2005, 10:30:59 AM »
hmm

humse bhi kiya tha kisi ne aisa wada,
humne bhi kiya tha uspe barosa kuch zada,
bhul gaya sab kasme, chod gaya hume tanha,
yehi mili thi hume vishwas karne ki saza,
aaj aise wado ko hum nahin mante aye dost,
jhoot bol kar tume nahi ndena chahate hum daga!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #40 on: June 22, 2005, 02:43:41 PM »
Quote from: "Meena"
hmm

humse bhi kiya tha kisi ne aisa wada,
humne bhi kiya tha uspe barosa kuch zada,
bhul gaya sab kasme, chod gaya hume tanha,
yehi mili thi hume vishwas karne ki saza,
aaj aise wado ko hum nahin mante aye dost,
jhoot bol kar tume nahi ndena chahate hum daga!


:thumb:

yeh mana ke har insaan ba-waffa nhi hota
magar duniya mein har koi be-waffa nhi hota
toda tha jisney vishwas tera woh be-waffa hoga
har kissi mein pyaar nibaney ka jazbaa nhi hota
humney to pyaar mein yhi ausool apnaya hai "HumTum"
kro jis se pyaar jaan waar do uspe, warna pyaar ka haq adaa nhi hota !!
 

 
Logged
Meena
Guest
«Reply #41 on: June 22, 2005, 02:58:29 PM »
lol wah ji wah .......bohot ache!!!!!!!!!!!!!

jaan lutane wale apni jaan ki keemat tu samajh le,
karte hai tujhse jo mohhat, woh jaan lene ki baat nahin karte,
pyar me jaan nahin zindagi kurban karte hai,
hota na aise to aaj duniya me kisi ko bewafa kehne wale nahin teherte!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #42 on: June 22, 2005, 03:02:51 PM »
:thumb:

zindgi aur jaan dono mein fark hi kya hai
har pal daar pe mehboob ke humney sajda kiya hai
tunko kya maluum ke hai uski kitni chahat humey
humney dil-o-jaan se uss kafir ko pyaar kiya hai !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #43 on: June 22, 2005, 03:07:37 PM »
wah wah!!!!!


kisi ko kushi nahin milti kisi ki jaan lene se,
pyar pura hota hai apne mehboob ko kushi dene se,
ansson de jaoge usse, jisse pyar karte ho tum,
pyar sacha kehelata hai, har zakhm sehene se!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #44 on: June 22, 2005, 03:10:55 PM »
 :thumb:

rooh se ho jab jism juda to insaan kab jinda rehta hai
tab to bas zinda lash ka boj uthatey hai log
jeetey hai gut gut ke iss duniya mein har pal
apney armaanooN ka diya har shab bhujatey hai log !!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:03:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer