- Mohabbat Hoti Hai Shartoon Me -

by Meena on June 17, 2005, 10:11:52 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Author  (Read 5108 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #60 on: June 22, 2005, 06:19:11 PM »
Quote from: "Meena"
lol nidhi

tumse hi sikha hai shayari karna,
dard ko kcuh lafzo me bharna!  :wink:
kya baat karti ho .

"Maine khud tumse seekha sab kuch,
  main to ye bhi na jaanti thhi kya hain alfaaz,
  aage to phir hai bohat kuch."
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pooncho yeh usse, jisko mohabbat hoti hai by Dewana_Badal in Shayri for Khumar -e- Ishq
hoti hai mohabbat by sameer_chaudhary in Shayri-E-Dard
Khubiyno se nahi hoti mohabbat sada by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat zameen se hoti hai mohabbat aasmaan se hoti hai by @kaash in Shayari -e- Husn
Meena
Guest
«Reply #61 on: June 22, 2005, 06:22:27 PM »
lol acha humne ek dosore se sikha!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!  :D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #62 on: June 22, 2005, 06:31:05 PM »
Nidhi  buhat khoob Dear............................................. ...... !!!!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #63 on: June 23, 2005, 08:18:27 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Nidhi  buhat khoob Dear............................................. ...... !!!!!
Thanx Naveed Usual Smile
Logged
HumTum
Guest
«Reply #64 on: June 23, 2005, 08:40:41 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
lol nidhi

tumse hi sikha hai shayari karna,
dard ko kcuh lafzo me bharna!  :wink:
kya baat karti ho .

"Maine khud tumse seekha sab kuch,
  main to ye bhi na jaanti thhi kya hain alfaaz,
  aage to phir hai bohat kuch."


Aap dono se ik iltjaah hai hamari
humey bhi sheekha do thodi se shayri
shayrooN ki mehfil mein naam mera bhi jud jaye
lafzooN mein hum piroo sakey ashq-e-dastaaN hamari !!

Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #65 on: June 23, 2005, 08:45:26 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
lol nidhi

tumse hi sikha hai shayari karna,
dard ko kcuh lafzo me bharna!  :wink:
kya baat karti ho .

"Maine khud tumse seekha sab kuch,
  main to ye bhi na jaanti thhi kya hain alfaaz,
  aage to phir hai bohat kuch."


Aap dono se ik iltjaah hai hamari
humey bhi sheekha do thodi se shayri
shayrooN ki mehfil mein naam mera bhi jud jaye
lafzooN mein hum piroo sakey ashq-e-dastaaN hamari !!

"Aapse accha kaun jaanta hai ashkon ko lafzon me pirona,
 "humtum" ke saamne to "nidhi" hai bas ek khilona."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #66 on: June 23, 2005, 09:07:09 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
lol nidhi

tumse hi sikha hai shayari karna,
dard ko kcuh lafzo me bharna!  :wink:
kya baat karti ho .

"Maine khud tumse seekha sab kuch,
  main to ye bhi na jaanti thhi kya hain alfaaz,
  aage to phir hai bohat kuch."


Aap dono se ik iltjaah hai hamari
humey bhi sheekha do thodi se shayri
shayrooN ki mehfil mein naam mera bhi jud jaye
lafzooN mein hum piroo sakey ashq-e-dastaaN hamari !!

"Aapse accha kaun jaanta hai ashkon ko lafzon me pirona,
 "humtum" ke saamne to "nidhi" hai bas ek khilona."


shayrooN ki mehfil mein hai roshan naam aapka
padney ko aap ki shayri beqraar hotey hai hum
mein to zar'raa hoon is mehfil ka, koi sitara nhi
dekh ke aap ka shayrana andaaz, sharamsaar hote hai hum !!


Logged
Meena
Guest
«Reply #67 on: June 23, 2005, 09:50:11 AM »
wah ji wah nidhi sis aur humtum.... do great shayar apas me gala kar rahe hai ke kaun acha hai kaun nahin  :D

arreeeeeeee

aap dono to ho shayar kamal,
har section me kar dete ho damal!


 :D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #68 on: June 23, 2005, 10:00:40 AM »
Quote from: "Meena"
wah ji wah nidhi sis aur humtum.... do great shayar apas me gala kar rahe hai ke kaun acha hai kaun nahin  :D

arreeeeeeee

aap dono to ho shayar kamal,
har section me kar dete ho damal!


 :D
bas aapki hi kami thhi , another gr8 shayar Usual Smile

"Dhamaal karna to koi aapse seekhe,
 har alfaaz likhti hain aap aise,
 jaise apni rooh se hon seenche."
Logged
Meena
Guest
«Reply #69 on: June 23, 2005, 10:03:06 AM »
arre aaj to sab kar rahe hai ek doosre ki tareef,
dard wale section me ho nahin rahi kisi ko takleef?  :D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #70 on: June 23, 2005, 10:10:52 AM »
Quote from: "Meena"
arre aaj to sab kar rahe hai ek doosre ki tareef,
dard wale section me ho nahin rahi kisi ko takleef?  :D
"Takleefein dil hi kam kahan hoti hain,
  majbooriyon me jakdi zindagi hoti hai,
  aaj keh di usne kuch aisi baat hai,
  ashq nahi hain mere bas mein :cry: ."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #71 on: June 23, 2005, 10:11:08 AM »
takleef-e-allam ab kya btaye aap ko hum
drad hai senney mein ankhien hai num
phir bhi aa jatey hai iss mehfil mein leke jazbaat
sab kehtey hai baaz nhi aata hai humtum !1
Logged
HumTum
Guest
«Reply #72 on: June 23, 2005, 10:12:37 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
arre aaj to sab kar rahe hai ek doosre ki tareef,
dard wale section me ho nahin rahi kisi ko takleef?  :D
"Takleefein dil hi kam kahan hoti hain,
  majbooriyon me jakdi zindagi hoti hai,
  aaj keh di usne kuch aisi baat hai,
  ashq nahi hain mere bas mein :cry: ."


e' dost yeh ashq apney tu mujhey de de
mujhey adaat hai inko anhkoon mein smaney ki
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #73 on: June 23, 2005, 10:16:05 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
arre aaj to sab kar rahe hai ek doosre ki tareef,
dard wale section me ho nahin rahi kisi ko takleef?  :D
"Takleefein dil hi kam kahan hoti hain,
  majbooriyon me jakdi zindagi hoti hai,
  aaj keh di usne kuch aisi baat hai,
  ashq nahi hain mere bas mein :cry: ."


e' dost yeh ashq apney tu mujhey de de
mujhey adaat hai inko anhkoon mein smaney ki
"Kaise de doon ashq aaj main tumhe,
  kuch dene laayak zindagi na rahi,
  uske kahe shabd is kadar goonj rahe hain,
  kisi ko kadra nahi mere pyar ki zamane me."
Logged
Meena
Guest
«Reply #74 on: June 23, 2005, 10:17:10 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
arre aaj to sab kar rahe hai ek doosre ki tareef,
dard wale section me ho nahin rahi kisi ko takleef?  :D
"Takleefein dil hi kam kahan hoti hain,
  majbooriyon me jakdi zindagi hoti hai,
  aaj keh di usne kuch aisi baat hai,
  ashq nahi hain mere bas mein :cry: ."


hmmmmm

mana majboriyon me jakdi zindagi hoti hai,
har mehefil me har ankh gili hoti hai,
phir bhi hasna parta hai auron ke khatir,
kya pata teri muskan me kis kis ki kushi hoti  hai!!


 :D
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 10:24:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer