Mohabbat Humne Na Raas Aayi,..

by Jaanasheen on October 20, 2006, 04:06:16 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 5242 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Mohabbat Humne Na Raas Aayi Doston,..
Ke Milte Rahe Zakahm Mujhe Mohabbat ke Naam Se,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raas Aati Nahi Mohabbat Mujhko.......... by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Humne to mohabbat ki thi....!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
RAAS NA AAI MOHABBAT..... by soudagar in Share: Poetry of Pain
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 20, 2006, 04:11:40 PM »
Humne Hume Na Raas Aayi,..

Meri Mohabbaton Ko Wo Mazaak Samajh Baithe,.
Humne To Unko Apna Sab Kuch Samajh Baithe,..

Kehte the Wo Hume Har Waqt ke Unhe Humse Pyaar Hai,..
Kabhi Kehte the Ke Tumhare Bin Jeena Dushwaar Hai,.,.

Aaj Kuch Aisi Meharbaani Kar Gaye Mujhpar Wo,..
Jisko Humne Chahaton Ka Tohfa Samajh Baithe,..

Kya Karte Hum Bhi, Humne Kiya Tha Bharosa Jaan Se Bhi Zyada,,
Unhone Hume "Jaanasheen", Tinka To Door Ki Baat Bas Dhool Samajh Baithe,..

______________________-Azeem-___________________________
Logged
akssar
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2006, 04:53:46 PM »
good 1!

dil mai the sayad mere kuch mohabbat ke silsiley
raaho mai reh gaye hum jab khusi ke kaafile chale
---------------------aKs----------------------
Logged
angel4u
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2006, 05:25:45 PM »
bahut achhe azeem aur akssar...


Badli Badli Si Fiza Lagti Hai,
Saari Duniya Hi Khafa Lagti Hai,

Dilka Darwaza Khula Chhod Diya,
Tere QadMon Ki Sada Lagti Hai,

Saikdon Chhed Hai IsMe Lekin,
Kitni Achhi Ye Chunri Lag Rahi Hai,

Chand Ho Jaise Sitaron Se Alag,
Aise Naino Me Haya Lagti Hai,

Teri Qurbat Me Jhuki Si Ye Nazar,
Ek MasooM Dua Lagti Hai,

Marhalla Maut Ka Mushkil Hai Magar,
Zindagi Isse Siwa Lagti Hai,

Ab Ke Ruthe, Na Manaya TuMne,
Ye Bichhadne Ki Ada Lagti Hai,

Kiski Aankhon Ka Asar Hai Ye
Kali Kali Si Ghata Lagti Hai...
* * * * *
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #4 on: October 22, 2006, 05:22:42 AM »
Bohat khoob Azeem & Angel...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 22, 2006, 03:53:54 PM »
Quote from: "akssar"
good 1!

dil mai the sayad mere kuch mohabbat ke silsiley
raaho mai reh gaye hum jab khusi ke kaafile chale
---------------------aKs----------------------


Bahoot Khoob Akssar,..

Us Raah Par Chalne Lage Hum Jis Se Hamari Manzil Ka Naata Nahi,.
Aur Aisi Raah Par Kadam Chalne Laga Jahaan Par Koi Jaata Nahi,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 22, 2006, 04:02:16 PM »
Quote from: "angel4u"
bahut achhe azeem aur akssar...


Badli Badli Si Fiza Lagti Hai,
Saari Duniya Hi Khafa Lagti Hai,

Dilka Darwaza Khula Chhod Diya,
Tere QadMon Ki Sada Lagti Hai,

Saikdon Chhed Hai IsMe Lekin,
Kitni Achhi Ye Chunri Lag Rahi Hai,

Chand Ho Jaise Sitaron Se Alag,
Aise Naino Me Haya Lagti Hai,

Teri Qurbat Me Jhuki Si Ye Nazar,
Ek MasooM Dua Lagti Hai,

Marhalla Maut Ka Mushkil Hai Magar,
Zindagi Isse Siwa Lagti Hai,

Ab Ke Ruthe, Na Manaya TuMne,
Ye Bichhadne Ki Ada Lagti Hai,

Kiski Aankhon Ka Asar Hai Ye
Kali Kali Si Ghata Lagti Hai...
* * * * *


Bahoot Khoob Husena./

Badli Jo Nazar Unke Duniya Ki Nazar Humse Khafaa Ho Gayi,..
Milkar Thi Mujhse Kainaat Uske Saath Hone Se Jaane Se Uske Ye Judaa Ho Gayi,.

Kabhi Mazaak Karti Thi Mere Saath Khushbuein Bhi "Jaanasheen",..
Uski Meethi Khuboo Ka Ehsaas Dekar, Aaj Khushbuein Bhi Dekho Hawa Ho Gayi,..

Kya Shikwa Karein Ab Hum In Chahne Waalon Se "Husena"
Aaj Dekho Zakhan Hi Mere Liye Dawaa Ho Gayi,..

__________________________-Azeem-____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 22, 2006, 04:03:03 PM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Azeem & Angel...


Shukriya Bhaijaan..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: October 22, 2006, 05:50:25 PM »
Thanks azeem...


Dukh Dard Ke Maaron Se Mera Zikar Na Karna,
Ghar Jao To Yaaron Se Mera Zikar Na Karna,

Wo Zabt Na Kar Payeinge Aankhon Ke SaMandar,
TuM GuM Guzaro Se Mera Zikar Na Karna,

Phoolon Ke NasheMan Main Rahi Hoon Sada Se,
Dekho Kabhi Gairon Se Mera Zikar Na Karna,

Shayad Ye Andhere Hi Mujhe Raah Dikhaye,
Ab Chaand Sitaron Se Mera Zikar Na Karna,

Wo Meri Kahani Ko Galat Rang Na De De,
Afsana Bananewalo Se Mera Zikar Na Karna,

Shayad Wo Mere Haal Pe Be-Sakhta Ro De,
Is Baar Baharon Se Mera Zikar Na Karna,

Le Jayenge Gehrayi Me TuM Ko Bhi Baha Kar,
Dariya Ke Kinaro Se Mera Zikar Na Karna,

Wo Shakhs Mile To Usse Har Baat Batana,
TuM Sirf Isharon Se Mera Zikar Na Karna!!!
* * * * *
Logged
akssar
Guest
«Reply #9 on: October 23, 2006, 04:45:24 AM »
very nice angel ji and jaanasheen ji.............

baharo se nikalkar , dhoondhta hoon dar-badar
raah mai chand kaante jo kahi unhone bichaye the
--------------------aKs--------------------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 25, 2006, 04:32:16 PM »
Quote from: "angel4u"
Thanks azeem...


Dukh Dard Ke Maaron Se Mera Zikar Na Karna,
Ghar Jao To Yaaron Se Mera Zikar Na Karna,

Wo Zabt Na Kar Payeinge Aankhon Ke SaMandar,
TuM GuM Guzaro Se Mera Zikar Na Karna,

Phoolon Ke NasheMan Main Rahi Hoon Sada Se,
Dekho Kabhi Gairon Se Mera Zikar Na Karna,

Shayad Ye Andhere Hi Mujhe Raah Dikhaye,
Ab Chaand Sitaron Se Mera Zikar Na Karna,

Wo Meri Kahani Ko Galat Rang Na De De,
Afsana Bananewalo Se Mera Zikar Na Karna,

Shayad Wo Mere Haal Pe Be-Sakhta Ro De,
Is Baar Baharon Se Mera Zikar Na Karna,

Le Jayenge Gehrayi Me TuM Ko Bhi Baha Kar,
Dariya Ke Kinaro Se Mera Zikar Na Karna,

Wo Shakhs Mile To Usse Har Baat Batana,
TuM Sirf Isharon Se Mera Zikar Na Karna!!!
* * * * *


Bahoot Khoob Husena Ji,..
Nice One,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 25, 2006, 04:33:53 PM »
Mohabbat...

Maloom Na Tha ke Hume Itni Thokarein Milengi Mohabbat Ki Raah Mein,.
Warna Hum Bhoole se Bhi Is Raah Mein Kadad Na Rakhte,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 25, 2006, 04:37:05 PM »
Quote from: "akssar"
very nice angel ji and jaanasheen ji.............

baharo se nikalkar , dhoondhta hoon dar-badar
raah mai chand kaante jo kahi unhone bichaye the
--------------------aKs--------------------


Bahoot Khoob Akksar Bhai,..

Kanton Par Hi Hum Apne Kadam Rakh Diye,..
Jab Muskuraakar Unhone Hume Kaanton Par Chalte Dekha,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: October 25, 2006, 05:13:34 PM »
bahut acheh azeem...


Kitabon Mein Gulabon Ko
Kabhi Bhoole Se Mat Rakhna,
Kitabein Jab Bhi Khologe
Ye Kaanto Ki Tarah Dil Mein
Chubenge Khoon Bahayenge,
TuMhe Pehron Satayenge,
Kisiko Khat Nahi Likhna,
Likhai Pakdi Jaati Hai
Badi Ruswayi Hoti Hai,
Kisiki Aahein Mat Sunna
Unki Sadayein Dil Dukhati Hai,
Wo Aawazein Satati Hai,
Meri NazMein Nahi Padhna,
Ye Dard Utha Dengi,
TuMhe Pagal Bana Degi...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 25, 2006, 05:16:36 PM »
Shukriya didi,.
And Nice One,..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:01:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer