Mohabbat Ka Khissa,.

by Jaanasheen on April 23, 2009, 11:53:29 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 923 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Mushkil Mein Hai Dil Mera, Dil Ko Zara Bhi Karaar Nahi,.
Unse Dil Lagaane Ka Nateeja Hai, Jinhe Humse Pyaar Nahi,.

Wo Rehta Hai Kaliyon Ke Saath, Titliyon Ke Saath,.
Mere Ghar Wo Kahaan Se Aaye, Mere Aangan Mein To Bahaar Nahi,.

Tabiyat Bhi Sust Padi Hai Meri, Saason Ka Chalna Bhi Mushkil Hai,.
Kaise Sehat Zada Rahoon Main, Muddatton Kiya Uska Deedaar Nahi,.

Wo Meri Jaan Hai, Meri Khwaish, Meri Tamanna Meri Aarzoo Hai..
Wo Mera Sabkuch Hai, Magar Main Uska Talabgaar Nahi,.

Kaanton Bhari Raahon Pe Chalkar Maine Manzil Ko Paaya Tha "Azeem,.
Sajakar Phoolon Se, Jab Use Bulaana Chaaha Wo Aane Ko Tayyaar Nahi,.

_______________________________________-Jaanasheen-



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat by mnajmi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
mohabbat by sabreena in Shayri-E-Dard
mohabbat by VIKRANT in Shayri for Dard -e- Judai
Zindagi Ka Khissa,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Shayri
Khissa Mohabbat Ka,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: April 23, 2009, 12:10:00 PM »
Mere aagan me to bahar nahi........Wah bohat khoob Azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 23, 2009, 12:18:45 PM »
Mere aagan me to bahar nahi........Wah bohat khoob Azeem...
Shukriya Sajid Bhai,.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: April 23, 2009, 01:01:03 PM »
Bohat khoob Azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 23, 2009, 01:08:32 PM »
Bohat khoob Azeem...

Shukriya Aryan Bhai,.
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #5 on: April 23, 2009, 01:53:43 PM »
Kya khoob kaha hai
Very nice
SARVESH RASTOGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 23, 2009, 01:56:24 PM »
Kya khoob kaha hai
Very nice
SARVESH RASTOGI

Shukriya Sarvesh Bhaiya,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #7 on: April 24, 2009, 03:31:03 AM »
Wah Azeem Bhai.. Kya Baat Hai.. Bahut Bahut Khooooob..!! Lajawab Peshkash Hai..! Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #8 on: April 24, 2009, 04:07:15 AM »

Mushkil Mein Hai Dil Mera, Dil Ko Zara Bhi Karaar Nahi,.
Unse Dil Lagaane Ka Nateeja Hai, Jinhe Humse Pyaar Nahi,.

Wo Rehta Hai Kaliyon Ke Saath, Titliyon Ke Saath,.
Mere Ghar Wo Kahaan Se Aaye, Mere Aangan Mein To Bahaar Nahi,.

Tabiyat Bhi Sust Padi Hai Meri, Saason Ka Chalna Bhi Mushkil Hai,.
Kaise Sehat Zada Rahoon Main, Muddatton Kiya Uska Deedaar Nahi,.

Wo Meri Jaan Hai, Meri Khwaish, Meri Tamanna Meri Aarzoo Hai..
Wo Mera Sabkuch Hai, Magar Main Uska Talabgaar Nahi,.

Kaanton Bhari Raahon Pe Chalkar Maine Manzil Ko Paaya Tha "Azeem,.
Sajakar Phoolon Se, Jab Use Bulaana Chaaha Wo Aane Ko Tayyaar Nahi,.

_______________________________________-Jaanasheen-




jaanasheen shyar ho wo bhi azeem, bahut khoob kah lete ho, tassuware-jana achcha hai,bas thora kafiye mein jor ka asar kam laga mujhe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 24, 2009, 03:13:08 PM »
Wah Azeem Bhai.. Kya Baat Hai.. Bahut Bahut Khooooob..!! Lajawab Peshkash Hai..! Applause Applause


**~** Mann **~**

Shukriya Mann Bhai, Haulsa Badhaane Ke Liye, may Allah Bless you,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 24, 2009, 03:20:54 PM »
jaanasheen shyar ho wo bhi azeem, bahut khoob kah lete ho, tassuware-jana achcha hai,bas thora kafiye mein jor ka asar kam laga mujhe

Thank U, Saaz Ji,.
Hum Professional Shayar Nahi Hain, Na Khud Ko Shayar Kehte Hain,.

Shayar Wo Hota Hai, Shayari Jiska Pesha Ho,.
Hum Dil Ki Baat Ko Rakhte Hain, Bas Rhyming Words Deke,.

Hume Na Shayar Hain, Na Shayaari Hume Aati Hai,.

Mera Naam Azeem Hai, Isliye Maine Khud Ko Kehte Hue, Azeem Kaha Tha Us Line Mien,.

Mera Nick Name Jaanasheen Hai Isliye Main Jaanasheen Likhta Hoon,.

Aur Koi baat Nahi,.

Thank You.

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:21:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer