MOHABBAT KAB BADLTI HAI...........

by nice_off_me on May 03, 2005, 05:33:12 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1110 times)
nice_off_me
Guest
musafir tu bichardte hai,rafaqat kab badlti hai
mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badlti hai

tumhi ko chahtein hai,tumhi se pyarr karte hai
yehi barsoo se aadat hai aur aadat kab badlti hai

tumhein ju yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
ju pathar pe likhi jaye,wo likhawat kab badlti hai

kali ka phool banna aur bikhar jana muqadar hai
yehi kanoon-e-fitrat kab badlti hai

ju dil pe naqash kar jaye aur aankhon mein simat jaye
alamat hai ye chahat ki aur chahat kab badlti hai

usse chaha,usse pooja,yehi takdeer hai apni
humein  gumrah mat samjho,ibadat kab badlti hai

purane zakham ko arshad bhoola dena hi acha
na chahe aap hi koi tu kismat  kab badlti hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq

badlti tasweer.........(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
badlti soch by Dineshkumarjonty in Hindi Poets
Nahi Badlti Aadtein Meri by Ssaagar in Miscellaneous Shayri
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: May 03, 2005, 05:35:20 PM »
Wah Simran.... ek behtareen kaawish...............
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #2 on: May 03, 2005, 05:41:23 PM »
shukriya aryaan for liking it and replying it

waqt hume bhoola chuka hai,
muqadar bhi na bhoola de
hum pyarr isliye nahi karte
ki kahin hume phir se koi rula na de
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: May 03, 2005, 06:09:02 PM »
Quote from: "nice_off_me"
shukriya aryaan for liking it and replying it

waqt hume bhoola chuka hai,
muqadar bhi na bhoola de
hum pyarr isliye nahi karte
ki kahin hume phir se koi rula na de

ur welcome Simran....& nice one...
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #4 on: May 04, 2005, 08:53:53 AM »
my pleasure aryaan
keep reading and keep writing...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2005, 04:42:08 PM »
Quote from: "nice_off_me"
musafir tu bichardte hai,rafaqat kab badlti hai
mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badlti hai

tumhi ko chahtein hai,tumhi se pyarr karte hai
yehi barsoo se aadat hai aur aadat kab badlti hai

tumhein ju yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
ju pathar pe likhi jaye,wo likhawat kab badlti hai

kali ka phool banna aur bikhar jana muqadar hai
yehi kanoon-e-fitrat kab badlti hai

ju dil pe naqash kar jaye aur aankhon mein simat jaye
alamat hai ye chahat ki aur chahat kab badlti hai

usse chaha,usse pooja,yehi takdeer hai apni
humein  gumrah mat samjho,ibadat kab badlti hai

purane zakham ko arshad bhoola dena hi acha
na chahe aap hi koi tu kismat  kab badlti hai

wow wow simmi...............wonderfull................ver y  touching words.....tongue3
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #6 on: June 24, 2005, 04:53:36 PM »
Quote from: "nice_off_me"
musafir tu bichardte hai,rafaqat kab badlti hai
mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badlti hai

tumhi ko chahtein hai,tumhi se pyarr karte hai
yehi barsoo se aadat hai aur aadat kab badlti hai

tumhein ju yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
ju pathar pe likhi jaye,wo likhawat kab badlti hai

kali ka phool banna aur bikhar jana muqadar hai
yehi kanoon-e-fitrat kab badlti hai

ju dil pe naqash kar jaye aur aankhon mein simat jaye
alamat hai ye chahat ki aur chahat kab badlti hai

usse chaha,usse pooja,yehi takdeer hai apni
humein  gumrah mat samjho,ibadat kab badlti hai

purane zakham ko arshad bhoola dena hi acha
na chahe aap hi koi tu kismat  kab badlti hai

wah simran sis,kya baat hai,i have no words 2 express how good it is Usual Smile keep writing like this only.
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #7 on: June 25, 2005, 10:03:32 AM »
bahut ache simran

karz go meri muhabbat ka chkaya bhi nahi
uske khate me mager koi bakaya bhi nahi

yu sitam mujh pe kisi aur ne dhaya bhi nahi
uske siwa koi aur dil ko bhaya bhi nahi

humne jo raaz muhabbat ka chupaya bhi nahi
ghaav seene ka zamane ko dikhaya bhi nahi

kah ke kuch bhi na gaya lout ke aaya bhi nahi
maine poocha bhi nahi, usne bataya bhi nahi

yaar rootha hua sov baar manaya hoga
jo mukadder kabhi rootha to manaya bhi nahi

phir bhi umeed-e-wafa hum rakhte hai halanki
aaj tak wada usne koi nibhaya bhi nahi

khud ko kho dene se manzil ka pata milta hai
jisne khoya nahi usne paya bhi nahi

SAM se kyu na rahe door khushi? jab usne
has ke seene se kabhi ghum ko lagaya bhi nahi
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2005, 11:42:30 AM »
Quote from: "nice_off_me"
musafir tu bichardte hai,rafaqat kab badlti hai
mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badlti hai

tumhi ko chahtein hai,tumhi se pyarr karte hai
yehi barsoo se aadat hai aur aadat kab badlti hai

tumhein ju yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
ju pathar pe likhi jaye,wo likhawat kab badlti hai

kali ka phool banna aur bikhar jana muqadar hai
yehi kanoon-e-fitrat kab badlti hai

ju dil pe naqash kar jaye aur aankhon mein simat jaye
alamat hai ye chahat ki aur chahat kab badlti hai

usse chaha,usse pooja,yehi takdeer hai apni
humein  gumrah mat samjho,ibadat kab badlti hai

purane zakham ko arshad bhoola dena hi acha
na chahe aap hi koi tu kismat  kab badlti hai

Dil ko chhu gaya
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #9 on: June 25, 2005, 03:06:01 PM »
Bohat khoob  Samnoj.........................
Logged
nikki
Guest
«Reply #10 on: June 25, 2005, 03:16:19 PM »
Quote from: "nice_off_me"
musafir tu bichardte hai,rafaqat kab badlti hai
mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badlti hai

tumhi ko chahtein hai,tumhi se pyarr karte hai
yehi barsoo se aadat hai aur aadat kab badlti hai

tumhein ju yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
ju pathar pe likhi jaye,wo likhawat kab badlti hai

kali ka phool banna aur bikhar jana muqadar hai
yehi kanoon-e-fitrat kab badlti hai

ju dil pe naqash kar jaye aur aankhon mein simat jaye
alamat hai ye chahat ki aur chahat kab badlti hai

usse chaha,usse pooja,yehi takdeer hai apni
humein  gumrah mat samjho,ibadat kab badlti hai

purane zakham ko arshad bhoola dena hi acha
na chahe aap hi koi tu kismat  kab badlti hai

wonderfull ji ......kamaal ka likha hai aapne....very touching

please mujhe "RAFAQAT" ka matlab bata dijiye koi........
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:36:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.946 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer