~~"MOHABBAT KE ADHOORE RANG"~~

by k.shael on August 21, 2008, 08:22:16 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 4071 times)
k.shael
Guest
«Reply #15 on: August 22, 2008, 06:32:46 AM »
THANX ASHRAF,
NICE 2 SEE U IN MY THREAD,
SHUKRIYA...
BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~"AASHIK KO MOHABBAT ME KUCH MILTA NAHI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
""Mohabbat Oss Ki Surat"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"Khwaish" Ko Mohabbat Hai Mohabbat Se.... by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
rahe hum adhoore adhoore (nam) by poonamA in Shayri-E-Dard
Talat
Guest
«Reply #16 on: August 22, 2008, 12:00:18 PM »
KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG HOTE
HAI,KUCH HASSEN PALO KI KHUSHIYA AUR
ZINDAGI BHAR KE GAMM HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HOTI HAI ROSHNI SUBAH KI PAR PHIR HAMESHA
KE LIYE SHAAM ME ANDHERE KE AALAM HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HOTI HAI DO DILO KI AASMAA PE UDANE KI CHAHTE,
PAR HAR BAAR KAID KE PINJARE NASIB HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HASSI HOTI HAI HOTHON PE HAR BAAT KE LIYE,
PAR AKSAR BEECH MAJHDAAR ME SAMUNDER SE BHI
GEHRE DIL ME AANSOO KE SELAAB HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HOTI HAI CHAHTE AASHIYAAN BNANE KI PAR
HAATHON ME TO REET KE MEHAL HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

MANJILE DIKHTI HAI NAZDEEK BAHUT PAR
AKSAR ISS MOHABBAT KE RASTE LAMBE HOTE
HAI,

KHUDA JANE MOHABBAT KE KYA RANG,

AANKHON ME HO BESHAK TASVEER-E- YAAR KI,
PAR DIL ME HAR BAAR WAHI CHOOTE HUE NAGME
HOTE HAI,

KHUDA JANE MOHABBAT KE KYA RANG,

KYUN SHURUAAT ME PHOOLO KE BAAG AUR AANT ME
BASS TOOTE HUE DILO KE SHAMSHAAN HOTE HAI,

KHUDA JANE MOHABBAT KE KYA RANG HOTE HAI...
BY. K.SHAEL





Beautiful, as always,  Shael
Logged
k.shael
Guest
«Reply #17 on: August 22, 2008, 12:16:30 PM »
THANX CELMIRA JI,
FOR APPRICIATE MY WORK,
BY. K.SHAEL
Logged
aamna_zoya
Guest
«Reply #18 on: August 23, 2008, 01:24:22 PM »
bahut acha likha shaiel ji........ :clap:aap hamesha acha likhte ho....... icon_king
Logged
k.shael
Guest
«Reply #19 on: August 25, 2008, 05:46:33 AM »
THANX SO MUCH AAMNA JI,
& WELCOME TO YOINDIA...
BY. K.SHAEL
Logged
Roja
Guest
«Reply #20 on: August 27, 2008, 06:00:07 AM »
KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG HOTE
HAI,KUCH HASSEN PALO KI KHUSHIYA AUR
ZINDAGI BHAR KE GAMM HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HOTI HAI ROSHNI SUBAH KI PAR PHIR HAMESHA
KE LIYE SHAAM ME ANDHERE KE AALAM HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HOTI HAI DO DILO KI AASMAA PE UDANE KI CHAHTE,
PAR HAR BAAR KAID KE PINJARE NASIB HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HASSI HOTI HAI HOTHON PE HAR BAAT KE LIYE,
PAR AKSAR BEECH MAJHDAAR ME SAMUNDER SE BHI
GEHRE DIL ME AANSOO KE SELAAB HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

HOTI HAI CHAHTE AASHIYAAN BNANE KI PAR
HAATHON ME TO REET KE MEHAL HOTE HAI,

KHUDA JAANE MOHABBAT KE KYA RANG,

MANJILE DIKHTI HAI NAZDEEK BAHUT PAR
AKSAR ISS MOHABBAT KE RASTE LAMBE HOTE
HAI,

KHUDA JANE MOHABBAT KE KYA RANG,

AANKHON ME HO BESHAK TASVEER-E- YAAR KI,
PAR DIL ME HAR BAAR WAHI CHOOTE HUE NAGME
HOTE HAI,

KHUDA JANE MOHABBAT KE KYA RANG,

KYUN SHURUAAT ME PHOOLO KE BAAG AUR AANT ME
BASS TOOTE HUE DILO KE SHAMSHAAN HOTE HAI,

KHUDA JANE MOHABBAT KE KYA RANG HOTE HAI...
BY. K.SHAEL

Her ek line bahut badiya likha hai Shael
Mujhe bahut accha laga padkar.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: August 27, 2008, 06:06:09 AM »
THANX ROZA DI,
AACHA LAGA AAPKO APNE THREAD ME DEKHKAR,
AAPKE BINA THREAD AADHOORA LAG RAHA THA,
SHUKRIYA...
BY. K.SHAEL
Logged
Roja
Guest
«Reply #22 on: August 27, 2008, 06:10:16 AM »
THANX ROZA DI,
AACHA LAGA AAPKO APNE THREAD ME DEKHKAR,
AAPKE BINA THREAD AADHOORA LAG RAHA THA,
SHUKRIYA...
BY. K.SHAEL

I am a regular reader of your shayries Shael...
Hame sach main accha lagta aapka shayri. Keep up.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: August 27, 2008, 06:12:32 AM »
U LIKED MY KALAM,
IT'S MY PLEASURE DIDI,
THANX...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 17, 2008, 11:41:43 AM »
Bohat Bohat Achcha Likha Hai Shally,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: December 24, 2008, 08:05:47 AM »
Bohat Bohat Achcha Likha Hai Shally,.


Shukriya Azeem,

Kuch Likhte aap to aacha lagta,

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #26 on: December 24, 2008, 09:23:01 AM »
Bahoot Khoob Shallyji


Mahobbat ki dastan to sadiyo purani hai...
Har Daur me ek nayi kahani hai...

Aankho ki nazakat se dil ka haal kehate hai...
Chup hote hai lab aur kehte hai ke ye dastan sunani hai...

Rang to ishq ke laakh hai magar,
Jis pe bhi lagata hai ye rang use game me ek umr beetani hai...

Lakh khoshish karo door jane ki iss gam-e-ishq se yaaro,
Ye to vo dard hai jiske sath sanso ki ravani hai...

Chand lamho ka safar hai, har lamhe me javani hai,
Lamhe khushi ke ho ya gam ke, inme hi zindagani hai...

~Pank~
Logged
k.shael
Guest
«Reply #27 on: December 24, 2008, 09:29:22 AM »
Bahoot Khoob Shallyji


Mahobbat ki dastan to sadiyo purani hai...
Har Daur me ek nayi kahani hai...

Aankho ki nazakat se dil ka haal kehate hai...
Chup hote hai lab aur kehte hai ke ye dastan sunani hai...

Rang to ishq ke laakh hai magar,
Jis pe bhi lagata hai ye rang use game me ek umr beetani hai...

Lakh khoshish karo door jane ki iss gam-e-ishq se yaaro,
Ye to vo dard hai jiske sath sanso ki ravani hai...

Chand lamho ka safar hai, har lamhe me javani hai,
Lamhe khushi ke ho ya gam ke, inme hi zindagani hai...

~Pank~


Shukriya Pank ji,

Aur Bahut Khoob likha aapne bhi...

Ye Mohabbat Aashiqo ke aansoo ki deewani hai,
aur kuch de na de ye cheen leti machalti jawaani hai,

Wo aashiq hi kya jiske aankhon me na paani hai,
Wo dil hi kya jisme na koi sapno ki raani hai,

Raahe to aur bhi bahut milti hai zindagi me,
Par wo kadam hi kya jinhone mohabbat ki raah na pehchaani hai,
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #28 on: December 24, 2008, 09:42:00 AM »

Shukriya Pank ji,

Aur Bahut Khoob likha aapne bhi...

Ye Mohabbat Aashiqo ke aansoo ki deewani hai,
aur kuch de na de ye cheen leti machalti jawaani hai,

Wo aashiq hi kya jiske aankhon me na paani hai,
Wo dil hi kya jisme na koi sapno ki raani hai,

Raahe to aur bhi bahut milti hai zindagi me,
Par wo kadam hi kya jinhone mohabbat ki raah na pehchaani hai,
Shally ji Aapne bhi khoob likha Keep It Up

Isq aur gamo ka gehra nata hai,
Jo chahta hai dur jana isse ye uski hi zindagi me aata hai...

Na do shay is isq ke surur ko,
Dil pe asar karta hai aur aankho ko rulata hai...

Daman jab bhi thamta hai mera pyar kisi parchayi ka,
Askho se har daman bhig jata hai...

Kar leta hain khamoshi se har gunah ka ijhar ham,
Jab bhi kisika pyar khud ko begunah batata hai....

~Pank~
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #29 on: December 24, 2008, 09:45:02 AM »
Shally and Pank

Bahut khoob Applause

Keep going Thumbs UP
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:16:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer