~~"MOHABBAT KE ADHOORE RANG"~~

by k.shael on August 21, 2008, 08:22:16 AM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 4048 times)
pankshivam
Guest
«Reply #45 on: January 02, 2009, 09:42:01 AM »
Bohat Khoob Shael Ji Azeem Bhai And Shivam Ji...Lagey Raho.
Shukriya Shihab ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~"AASHIK KO MOHABBAT ME KUCH MILTA NAHI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
""Mohabbat Oss Ki Surat"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"Khwaish" Ko Mohabbat Hai Mohabbat Se.... by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
rahe hum adhoore adhoore (nam) by poonamA in Shayri-E-Dard
k.shael
Guest
«Reply #46 on: January 07, 2009, 08:58:02 AM »
Bahoot Khoob SHallyji

Ishq ki pehchan khuda ne banayi hai,
Jitani khushiya hai iske daman me,utane hi gam aur rusvayi hai...

Chaand taaro ki zindagi hasil hai ishq aur mohabbat ko,
Jisne bhi ki usane apni dastan tarikh pe banayi hai...

Kisi ne likhi nazme ishq pe, kisi ne likhi rubayi hai,
Naam to mit gaye waqt ke sath, fir bhi unki dastan ne sadiyo ki zindagi payi hai...

Leke kisi ka khayal dil me, jab ehsaso ki dhup gungunayi hai,
Huyi fir shuruaat jasbaato ki, pyar ki roshani jagmagayi hai...

Rote rahe vo jinhe pyar ka jaha na mila,
Jise mohhabbat mili uski zindagi me bhi gamo ki ghata chhayi hai...

Ishq chiz hi aaisi hai

~Pank~

BAHUT KHOOB LIKHA PANK JI,

Aaj dekh ke unko ko gairo ke saath,meri aankh
bhar aayi hai,

Wo kehte hai isme hamara kya kasoor,tumhe chot
to tumhare dil ne pahunchayi hai,

Kya kahe unhe iss baat ke jawab me,hamne to sach
me khud se hi bewafayi paayi hai,

Kar dete ham bhi mehfil me unki badnamiyaan,par
hame to sochne bhar se bhi sharm aayi hai...

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #47 on: January 08, 2009, 04:03:24 AM »
BAHUT KHOOB LIKHA PANK JI,

Aaj dekh ke unko ko gairo ke saath,meri aankh
bhar aayi hai,

Wo kehte hai isme hamara kya kasoor,tumhe chot
to tumhare dil ne pahunchayi hai,

Kya kahe unhe iss baat ke jawab me,hamne to sach
me khud se hi bewafayi paayi hai,

Kar dete ham bhi mehfil me unki badnamiyaan,par
hame to sochne bhar se bhi sharm aayi hai...

Shally.
Shukriya Shallyji
Bahoot hi Khubsurati se ilzam lagaye aapne...

Dil hai andhere me aur kahi door tumse sachhayi hai,
Jo chahe tujhe dil se, use har mehfill me teri yaad aayi hai...

Na kar mohabbat ke tutane ka shaq dil ki khatir,
Rishto ke tutne ki vajah hamesha gam-e-judayi hai...

Gar chahat hai usse sachhe dil ki geharayi se,Toh gam na kar ,
Mohabbat ka toh naam juda hai khuda se, pyar to rabb hai khudayi hai...

Deta hai gam bhi ye gam-e-mohabbat kabhi-kabhi,
Kabhi duriyo ke mausam me toh kabhi gamo ki parchayi hai...

~Pank~
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #48 on: January 08, 2009, 06:10:46 AM »

Nice ones from both of you
Shally Ji n Shivam Ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #49 on: January 08, 2009, 06:26:36 AM »
Nice ones from both of you
Shally Ji n Shivam Ji

Shukriya Rajesh ji,

Aacha lagta agar aap bhi kuch lines add kar jaate to,

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #50 on: January 08, 2009, 06:27:35 AM »
Shukriya Rajheshji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #51 on: January 08, 2009, 06:57:03 AM »

Shukriya Rajesh ji,

Aacha lagta agar aap bhi kuch lines add kar jaate to,

Shally.
U R Welcome Shally Ji
Kuch likhne ki koshish karta hoon

Hum to the apno ke saath tu hi nahi samajh paayi hai
Sach hi mein is mein hamari kasoor kahan se aayi hai
Teri hi galat faimiyon  ne tujhe kast pahuchaayi hai
Ab tak to karta raha intezaar koi jawaab nahi aayi hai

Kya samjun may khamohi ki kya ye teri bewafaayi hai
Koi ulta kaam kiya nahi humne kyon ye rusuwaayi hai
Tum ne nahi ki to kis ne meri banaami karwaayi hai
Ab to mere dil mein jo jagah thi tum ne gawaayi hai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #52 on: January 08, 2009, 06:59:02 AM »

Bahut Khoob likha hai Rajesh ji,

Shukriya...

Shally.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #53 on: January 08, 2009, 07:00:18 AM »
Thanks for the appreciation Shally Ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #54 on: January 09, 2009, 07:18:33 AM »
Shukriya Shallyji
Bahoot hi Khubsurati se ilzam lagaye aapne...

Dil hai andhere me aur kahi door tumse sachhayi hai,
Jo chahe tujhe dil se, use har mehfill me teri yaad aayi hai...

Na kar mohabbat ke tutane ka shaq dil ki khatir,
Rishto ke tutne ki vajah hamesha gam-e-judayi hai...

Gar chahat hai usse sachhe dil ki geharayi se,Toh gam na kar ,
Mohabbat ka toh naam juda hai khuda se, pyar to rabb hai khudayi hai...

Deta hai gam bhi ye gam-e-mohabbat kabhi-kabhi,
Kabhi duriyo ke mausam me toh kabhi gamo ki parchayi hai...

~Pank~

Bahut Khoob Likha hai Shivam Ji,

Badi mudatt ke baad mehsoos kiya hai unhe,jaane
konsi hawa unke ehsaso ko ham tak le aayi hai,

Aab talak to iss raah se gujra nahi koi to kaise,
mujhe kisi ke kadmo ki aawaj aayi hai,

Gujar gaye hai jamane phoolo ko khile hue,jaane
aaj kiski chuaan se phoolo pe bahar aayi hai,

Weham hai ye mera ya phir rehmat uss khuda ki
lagta hai jaise kisi ki sadaye mujhe paane aayi hai.

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #55 on: January 09, 2009, 09:49:21 AM »
Bahut Khoob Likha hai Shivam Ji,

Badi mudatt ke baad mehsoos kiya hai unhe,jaane
konsi hawa unke ehsaso ko ham tak le aayi hai,

Aab talak to iss raah se gujra nahi koi to kaise,
mujhe kisi ke kadmo ki aawaj aayi hai,

Gujar gaye hai jamane phoolo ko khile hue,jaane
aaj kiski chuaan se phoolo pe bahar aayi hai,

Weham hai ye mera ya phir rehmat uss khuda ki
lagta hai jaise kisi ki sadaye mujhe paane aayi hai.

Shally.
Bahoot Bahoot Khoob Shally ji
Aapki Har line pe Wah Wah karne ka Dil kar raha hai
Simply Great

Dil bhar aaya jab dil ne dastan-e-mohabbat fir se sunayi hai...
Aanko me meri fir vo hi tarap hai, fir aaj har taraf ek khamosh tanhayi hai...

Roka hai kadmo ne aaj fir uski raho me khud ko,
Fir dil ne kaha hai, us mood ke aage gamr-e-dard hai, lambi judayi hai...

Mera dard mai du kaise tujhko,
Chuaan ye kanto ki hai, jo chaman me patjhar ke rang layi hai...

Yaado ko uski taraste the raat din,
Chale gaye ham use yaad karke, shayad ab use hamari yaad aayi hai...

~Pank~
Logged
k.shael
Guest
«Reply #56 on: January 09, 2009, 09:58:08 AM »

Aapne bhi bahut khoob likha hai Shivam ji,

Specially last 2 lines just superb!!!!!

Thanx a lottttttt for writting with me...

Koshish karoongi reply ke liye,

Shally.

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #57 on: January 09, 2009, 10:39:49 AM »
Bahoot Khoob SHallyji

Ishq ki pehchan khuda ne banayi hai,
Jitani khushiya hai iske daman me,utane hi gam aur rusvayi hai...

Chaand taaro ki zindagi hasil hai ishq aur mohabbat ko,
Jisne bhi ki usane apni dastan tarikh pe banayi hai...

Kisi ne likhi nazme ishq pe, kisi ne likhi rubayi hai,
Naam to mit gaye waqt ke sath, fir bhi unki dastan ne sadiyo ki zindagi payi hai...

Leke kisi ka khayal dil me, jab ehsaso ki dhup gungunayi hai,
Huyi fir shuruaat jasbaato ki, pyar ki roshani jagmagayi hai...

Rote rahe vo jinhe pyar ka jaha na mila,
Jise mohhabbat mili uski zindagi me bhi gamo ki ghata chhayi hai...

Ishq chiz hi aaisi hai
Jitani khushiya hai iske daman me,utane hi gam aur rusvayi hai...

~Pank~

wah very nice PANK....

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #58 on: January 09, 2009, 10:41:29 AM »
BAHUT KHOOB LIKHA PANK JI,

Aaj dekh ke unko ko gairo ke saath,meri aankh
bhar aayi hai,

Wo kehte hai isme hamara kya kasoor,tumhe chot
to tumhare dil ne pahunchayi hai,

Kya kahe unhe iss baat ke jawab me,hamne to sach
me khud se hi bewafayi paayi hai,

Kar dete ham bhi mehfil me unki badnamiyaan,par
hame to sochne bhar se bhi sharm aayi hai...

Shally.

wah SHALLY kitna khoobsurat kaha hai aap neh.
very nice.

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #59 on: January 09, 2009, 10:43:03 AM »
Shukriya Shallyji
Bahoot hi Khubsurati se ilzam lagaye aapne...

Dil hai andhere me aur kahi door tumse sachhayi hai,
Jo chahe tujhe dil se, use har mehfill me teri yaad aayi hai...

Na kar mohabbat ke tutane ka shaq dil ki khatir,
Rishto ke tutne ki vajah hamesha gam-e-judayi hai...

Gar chahat hai usse sachhe dil ki geharayi se,Toh gam na kar ,
Mohabbat ka toh naam juda hai khuda se, pyar to rabb hai khudayi hai...

Deta hai gam bhi ye gam-e-mohabbat kabhi-kabhi,
Kabhi duriyo ke mausam me toh kabhi gamo ki parchayi hai...

~Pank~

wah wah wah PANK ... kya khoob kaha aap neh

Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:19:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer