Mohabbat Ki Keemat Adaa Hum Kareinge,..

by Jaanasheen on March 07, 2006, 07:09:41 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3333 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Mohabbat Ki Kheemat Adaa Hum Kareinge,..
Jaafaein Karo Tum Wafaa Hum Kareinge,..

Dua Jab Ke Dete Hain Hum Dushmano Ko,..
Kyun Tere Liye Bad Dua Hum Kareinge,..

Kami Nafraton Mein Naa Aaye Tumhari...
Yahi Bas Khuda se Dua Hum Kareinge,..

Tu Jee Bhar Ke Barbaad Kar Mujhko Zalim,..
Na tujhse Koi Bhi Gila Hum Kareinge,..

Ghane Zindagi Ke Andheron Mein Yun Hi,..
Chiraagon Ki Tarah Jala Hum Kareinge,..

Nahi Ghoolte Ye Zakham Ashqon Ke Ishrat..
Phir Beete Zamaane Mein Kya Hum Kareinge,..

Mohabbat Ki Kheemat Adaa Hum Kareinge,..
Jaafaein Karo Tum wafa hum Kareinge,..


_________________________-Ata Ullah Khan-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat Ki Keemat Lagaa Di Us Bewafaa Ne,.. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
Hum Mohabbat Kareinge by CoolGirl in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 9 10 »
Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
pyaar ki keemat by zabi. in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Keemat Mohabbat Ki....SK by Shayaries_King in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: March 07, 2006, 07:23:23 AM »
Yeh Pyaar mein Kyun Hota Hai..
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #2 on: March 08, 2006, 10:19:12 AM »
Good Jaanasheen..

Ques...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 14, 2006, 08:34:52 AM »
KYUN KOI SAMAJHTA NAHI MOHABBAT KO,.
KYUN HOTA HAI KOI BEWAFA JAB US SE KOI SACHA PYAR KARTA HAI,.
SHAYAD WO BHI KISI BEWAFA KI TALASH MEIN PYAR KARTA HAI,.
MAGAR US KO KYA PATA JISNE US SE DIL LAGAY WO KITNA,
GHAM AUR DARD SEH RAHA HAI US KE JAANE KE BAAD,..
KYUN KOI SAMAJHTA NAHI MOHABBAT KO,..
KYA YAHI MOHABBAT KA SILA HAI,,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 14, 2006, 08:39:18 AM »
KYA YAHI MOHABBAT KA SILA HAI,.
JIS SE MOHABBAT KI US NE HI GHAM DIYA HAI,..
MUJHE US BEWAFA SE NAHI KHUDA SE GILA HAI,..
JAB KE MAINE MOHABBAT US SE DIL LAGAKAR,,.
MAGAR WO BHI US BEWAFA SE MILA HAI,..
JO MUJHE HAR PAL TADPA RAHA HAI,..
MAIN TO TAYYAR HOON MAUT KO GALE LAGAANE,..
MAGAR NA JAANE MAUT KO BHI MUJHSE KYA GILA HAI,.
JO MUJHE NAA JEENE DE RAHI HAI AUR NAA HI MUJHE SAATH LE RAHI HAI,..

KYA YAHI MOHBBAT KA SILA HAI,..
JIS SE MOHABBAT KI US NE HI GHAM DIYA HAI,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 15, 2006, 08:21:06 AM »
Ye Mere Ishq Ka sila hai,..
Dard Bas app Se Mila Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 22, 2006, 08:59:52 AM »
Mohabbat Ki Raahon Mein Kante Bahoot Hain,..
Agar Koi Sacha Humsafar Miljaaye To Kaanton Mein Bhi Phool Khilte Hain.,
Agar Pal Do Pal Ka saathi Ho To Khoon Ki Nadiyan Jism Se Behti Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 21, 2006, 08:32:25 AM »
Dard Bhi Unke Hume Pyaare Hain,.
Kyun Ki Wo Sab Unki Adat Ke Maare Hain,..
Mil Jaaye Sari Khushian Unhe Hamari Kismat Ki,..
Ghamon Ke Saare Khazaane Hamaare Hain,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: April 21, 2006, 04:39:39 PM »
very  nice  Janasheen..........
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2006, 06:18:02 AM »
Bahoot Khoob..

Ques...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 22, 2006, 07:40:45 AM »
Shukriya Waheed Bhai,..

Dil Mein Basaya Tha Maine Ek Pathar Dil Insaan Ko,..
Aur Khud Ka Dil Tabaah Kar Diya,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 22, 2006, 11:38:39 AM »
Ishq Mein Loot Gaya Jo Wo Khazaana Hoon,,
Main Ek Bitaa Hua Zamaana Hoon,.
Mere Dard Pe roye Khushiaan,..
Main Ek Gumnaa Fasaana Hoon,.
------------------------------------Fasaana Hoon,,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 18, 2006, 12:30:13 PM »
Nigahein Milaakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Taradpta Hua Chordkar Jaa Rahe Ho,..

________________________-Ata Ullah Khan-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: July 18, 2006, 02:21:50 PM »
GHam Choopaane Ke Liye Muskuraaya Karte Hain Hum,...
Sab Samajhte Hain Ki Hume Koi Gham Nahi,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 30, 2007, 10:00:52 AM »
Mohabbat Hi Hamari Tabaahi Ki Wajah Bani,..
Abaad The Hum Zamaane Mein Mohabbat Se Pehle,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:59:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer