Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,..

by Jaanasheen on August 24, 2007, 01:59:29 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2191 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Sakon Dil Ka Gawaaya Humne Hasti Apni Mitaayi Humne,..
Iskadar Dekho "Jaanasheen" Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,..

Har Ek Se Talookh Tha Apna Har Ek Ko Dosti Pyaari Thi Mujhse,..
Mohabbat Karke Dekho Ab Sab Se Dushmaani Badhaayi Humne,.

Mohabbat Bhi Ek Ibadat Hai, Pooja Hai, Har Dharam Mein Har Khaum Mein.,
Phir Bhi Dekho Doston Zamaane Ki Russwaai Bhi Paayi Humne,..

Is Kadard Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne...

________________________________________________-Jaanasheen-
_____________________-Azeem-_________________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 24, 2007, 02:22:53 PM »
bahoot khoob Jaanasheen ... shayad meri lines ajeeb lage... magar sab kuch dekh kar yahi samjh mai ayya hai...

Armaan khud ke hai, koi aor keemat kyun dega
Khayal khud ke hai , koi aor keemat kyun dega
Nahi uske dil mai kuch bhi mere liye, wo kyun kuch dega’
Vichar apne apne koi is jahan main kisi ko kaya dega!!!
Logged
waffa
Guest
«Reply #2 on: August 24, 2007, 03:40:15 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Sakon Dil Ka Gawaaya Humne Hasti Apni Mitaayi Humne,..
Iskadar Dekho "Jaanasheen" Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,..

Har Ek Se Talookh Tha Apna Har Ek Ko Dosti Pyaari Thi Mujhse,..
Mohabbat Karke Dekho Ab Sab Se Dushmaani Badhaayi Humne,.

Mohabbat Bhi Ek Ibadat Hai, Pooja Hai, Har Dharam Mein Har Khaum Mein.,
Phir Bhi Dekho Doston Zamaane Ki Russwaai Bhi Paayi Humne,..

Is Kadard Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne...

________________________________________________-Jaanasheen-
_____________________-Azeem-_________________



wasy to ap ne acha likha ha. lakin pta nai kyo is kalam main kuch adhora pun mehsos ho raha ha.. kya ap ko lagta ha k is mohabbet ki keemt chukany k sath sath ap ne is kalam ka huq pora ker diya ha??wasy ap ne acha likha ha Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #3 on: August 24, 2007, 05:40:55 PM »
Nice ones azeem and pooja didi:)
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: August 27, 2007, 05:21:42 PM »
Bohot khoob Azeem...and Pooja !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: August 27, 2007, 05:54:55 PM »
Thanks angle & talat!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: August 29, 2007, 11:22:33 AM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Jaanasheen ... shayad meri lines ajeeb lage... magar sab kuch dekh kar yahi samjh mai ayya hai...

Armaan khud ke hai, koi aor keemat kyun dega
Khayal khud ke hai , koi aor keemat kyun dega
Nahi uske dil mai kuch bhi mere liye, wo kyun kuch dega’
Vichar apne apne koi is jahan main kisi ko kaya dega!!!


Shukriya Didi,...
Aur Aapke Likhe Hue kalaam Ko Hum Pardhne Ke Liye Betaab Rehte Hain,..

Koi Kisi Ko Kya Deta Hai Is Jahaan Mein "Azeem",.
Aansoon Aur Zakham Bhi Yahan Apne Hi Hisse Ke Hain,,

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 29, 2007, 11:25:31 AM »
Quote from: "waffa"
Quote from: "Jaanasheen"
Sakon Dil Ka Gawaaya Humne Hasti Apni Mitaayi Humne,..
Iskadar Dekho "Jaanasheen" Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne,..

Har Ek Se Talookh Tha Apna Har Ek Ko Dosti Pyaari Thi Mujhse,..
Mohabbat Karke Dekho Ab Sab Se Dushmaani Badhaayi Humne,.

Mohabbat Bhi Ek Ibadat Hai, Pooja Hai, Har Dharam Mein Har Khaum Mein.,
Phir Bhi Dekho Doston Zamaane Ki Russwaai Bhi Paayi Humne,..

Is Kadard Mohabbat Ki Keemat Chukaayi Humne...

________________________________________________-Jaanasheen-
_____________________-Azeem-_________________



wasy to ap ne acha likha ha. lakin pta nai kyo is kalam main kuch adhora pun mehsos ho raha ha.. kya ap ko lagta ha k is mohabbet ki keemt chukany k sath sath ap ne is kalam ka huq pora ker diya ha??wasy ap ne acha likha ha Usual Smile


Shukriya Jo Aapko Hamara kalaam Accha Laga Karke,.
Magar Aapke Kehne Ka Matlab Hum Samjhe Nahi,..

Waise Is Kalaam Ke Saath Bahoot Si Cheezein Bhi Adhoori Hain,,
Waise To Hum Likhna Seekh Rahe hain,.
Aap Bhi Kuch Likhn Kar Jaate To Kuch Seekhne Ko Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 29, 2007, 11:30:41 AM »
Shukriya Angel Ji Aur Talat Ji,.
aap Bhi Kuch Likhte To Seekhne KO Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 29, 2007, 11:35:58 AM »
Na Dard Ki Dastaan Pooche Koi Ke Kis Tarah Paida Hota Hai Ye,.
Nigaahein Galti Kar Deti Hain Aur Dil Bhi Jaane Kyun Rota Hai Ye,.

Mohabbat Ke Bagair Zindagi Nahi Is Jahaan Mein, Ye Jaanta Hoon Main,..
Mohabbat Deti Hai Gham Zindagi Bhar Ka Ye Bhi Maanta Hoon Main,..

Phir Bhi Mohabbat Kis Shamaa Dil Mein Jalaa Li Humne,..
Aag Dekho Khud Mohabbat Ki Lagaa Li Humne,,.

Khuda Na Kare Kisi Ko Gham Mile Mohabbat Ka Ke Hum Seh Gaye,.
Mohabbat Jinhone Na Ki Wo Khush The Magar Zamaane Me Tanha Reh Gaye,.

_______________________________________________-Jaanasheen-
_______________________-Azeem-_____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 22, 2008, 10:19:53 AM »
Mohabbat Ki Gali Mein Jo Nikle Hum,.
Khushi Ko Apne Se Door Kar Diya,.

Ghamo Ki Basti Mein Jaa Pahoonche,.
Karaar Dil Ka Na Manzoor Kar Diya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 28, 2008, 08:58:14 AM »
Mohabbat Ki Keemat Chukaai Humne,.
Bewafa Se Jo Wafaa Nibhaai Humne,.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: October 31, 2008, 07:53:16 AM »
NICE WORK FROM ALL OF U...
KEEP GOING,
BY. K. SHAEL

MOHABBAT KI KEEMAT CHUKAYI HAMNE,
EK CHANDANI RAAT KI KEEMAT ME TA-UMAR
KI NEEND GAWAYI HAMNE...
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #13 on: October 31, 2008, 08:03:18 AM »
wonderful creation jaanasheen ji Clapping Smiley  Clapping Smiley
nice reply u pooja ji  Applause Applause

de waasta hamei bhi koi pyaar ka
mile hamei bhi kuch intzaar yaar ka
kaisi badnasibi hai mujhe mili yaaron
k mil saka na mujhko kabhi koi kaanta bhi bahaar ka
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: October 31, 2008, 08:37:43 AM »
Nice one Jaanasheen Ji

Dost hi hamesha Mohabbat ke dushman hote hai
Jab koi mohabbat karta hai to use dekh woh  rote hai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:36:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer