mohabbat nahi mili........

by nice_off_me on March 28, 2005, 08:51:29 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1287 times)
nice_off_me
Guest
tumne tu keh diya kai mohabbat na mili
mujh ko tu ye kehne ki fursat na mili

neendoo ke desh jate,koi khwab dekhte
lekin diya jalane se fursat na mili

tujhko tu khair shehar ke loogo ka darr tha
aur mujh ko apne ghar se ijazat na mili

phir ekhtalaf-e-rai ki soorat nikal padi
apne yahan kisi se bhi aadaat na mili

bai-zaar hua ke tere yaad mein hume
sab kuch mila sakoon ki dulat na mili. Puzzled !

unforgetable simran
~~~***~~~***~~~***
[/img]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MOHABBAT KO DIKHANA BHI NAHI HAI by ekshayar81 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bande Hi mile sub kissi me bandagi nahi mili !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 ... 5 6 »
Azadi nahi mili........( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Kashti nahi Mili by suman59 in Ghazals « 1 2  All »
Kisi ko ghum hai ke usey shorat nahi mili by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #1 on: March 28, 2005, 09:01:39 AM »
Quote from: "nice_off_me"
tumne tu keh diya kai mohabbat na mili
mujh ko tu ye kehne ki fursat na mili

neendoo ke desh jate,koi khwab dekhte
lekin diya jalane se fursat na mili

tujhko tu khair shehar ke loogo ka darr tha
aur mujh ko apne ghar se ijazat na mili

phir ekhtalaf-e-rai ki soorat nikal padi
apne yahan kisi se bhi aadaat na mili

bai-zaar hua ke tere yaad mein hume
sab kuch mila sakoon ki dulat na mili. Puzzled !

unforgetable simran
~~~***~~~***~~~***
[/img]


Waaah Bahut Khoob! NOM ji! Very Nice!! Usual Smile

Kahte hain aansuon se Bujhayenge hum tujhe,
Yeh Dillagi bhi karte hain Dil ki Lagi se hum!!!


nm
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #2 on: March 28, 2005, 09:25:01 AM »
THANX ARUN JEE FOR LIKING THE POST

UNKI KYA TAREEF KARE,
WO TU KAMAAL HAI
BEWAFA KEHLATE HAI
TABHI SHAAN SE JATE HAI

UNFORGETABLE SIMRAN
~~~***~~~***~~~***~~~***
Logged
Nino
Guest
«Reply #3 on: March 28, 2005, 09:41:37 AM »
Quote from: "nice_off_me"
tumne tu keh diya kai mohabbat na mili
mujh ko tu ye kehne ki fursat na mili

neendoo ke desh jate,koi khwab dekhte
lekin diya jalane se fursat na mili

tujhko tu khair shehar ke loogo ka darr tha
aur mujh ko apne ghar se ijazat na mili

phir ekhtalaf-e-rai ki soorat nikal padi
apne yahan kisi se bhi aadaat na mili

bai-zaar hua ke tere yaad mein hume
sab kuch mila sakoon ki dulat na mili. Puzzled !

unforgetable simran
~~~***~~~***~~~***
[/img]




very good
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #4 on: March 28, 2005, 11:07:50 AM »
Quote from: "nice_off_me"
THANX ARUN JEE FOR LIKING THE POST

UNKI KYA TAREEF KARE,
WO TU KAMAAL HAI
BEWAFA KEHLATE HAI
TABHI SHAAN SE JATE HAI

UNFORGETABLE SIMRAN
~~~***~~~***~~~***~~~***



wah ji wah kya baat hai :lol:  :lol:  :lol:  tongue3  Usual Smile
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #5 on: March 28, 2005, 11:19:01 AM »
thanx nino jee for liking it and replying arun jee thanx again for liking......

koi ye kaisi bataye ke wo tanha kyu hai
wo ju apna tha wohi aur kisi aur ka kyu hai
yehi duni hai tu aisi  duniya kyu hai
ye pyarr ka dastoor hai tu kyu hai.

unforgetable simran
~~~***~~~***~~~***
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: March 28, 2005, 12:43:43 PM »
wah bohot ache simran!!!

jo kabhi humari thi nahin uski chahat humne ki thi,
uske lyie apne se aisi baghawat humne ki thi,
tu chala gaya par intezzar to hai,
ussi umeed pe raston pe sajawat humne ki thi!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #7 on: March 28, 2005, 02:46:46 PM »
Quote from: "nice_off_me"
tumne tu keh diya kai mohabbat na mili
mujh ko tu ye kehne ki fursat na mili

neendoo ke desh jate,koi khwab dekhte
lekin diya jalane se fursat na mili

tujhko tu khair shehar ke loogo ka darr tha
aur mujh ko apne ghar se ijazat na mili

phir ekhtalaf-e-rai ki soorat nikal padi
apne yahan kisi se bhi aadaat na mili

bai-zaar hua ke tere yaad mein hume
sab kuch mila sakoon ki dulat na mili. Puzzled !

unforgetable simran
~~~***~~~***~~~***
[/img]



nice...

Hum teray khat sanbhal rakheiN gay
raug ye saath paal rakheiN gay

tut kay chikna choor na ho tum
tortay dam khayal rakhein gay

bhool jaeiN gay chaand ko lekin
yaad tera jamal rakhein gay

yun mileiN jay to dostoN ki tarha
magar dushman sa haal rakheiN gay


HumTum
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #8 on: March 28, 2005, 05:17:00 PM »
[humtum wrote]

nice........

Hum teray khat sanbhal rakheiN gay
raug ye saath paal rakheiN gay

tut kay chikna choor na ho tum
tortay dam khayal rakhein gay

bhool jaeiN gay chaand ko lekin
yaad tera jamal rakhein gay

yun mileiN jay to dostoN ki tarha
magar dushman sa haal rakheiN gay

thanx humtum jee fo liking it aur apne behad khubsurat likha hai

mila hume pyarr ki tarah
diya nafrat ka tufa
mila hum wafa karne ke bahane se
ki humse usne bewafai

unforgetable simran
~~~***~~~***~~~***
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #9 on: March 28, 2005, 06:52:57 PM »
waaah !!! very nice everybody!!! Usual Smile
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #10 on: March 29, 2005, 02:27:20 PM »
thank you meena jee for liking the post
and replying it.........

koi bata sakta hai haqeeqat kya hai?
sapna kya hai?
mujhe tu yehi pata hai sirf
haqeeqat judaai hai
sapna tera pyarr pana

unforgetbale simran
~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #11 on: March 29, 2005, 05:40:36 PM »
Waah Sweet emotions!!! Ji!! NOM ji!!!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 12:18:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer