mohabbat se na pesh aaya kar

by salil2002 on February 08, 2009, 09:42:35 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1146 times)
salil2002
Guest
saaqee tujhe pata nahin dard mohabbat ka
tu sabse yoon mohabbat se na pesh aaya kar
ab raha nahin daur heer-ranjhe ka
tu kissii kii baaton pe na aetbaar laaya kar

dil laga k is duniya mein sirf dard haasil hai
tu mere zakhmo pe na malham lagaya kar


jaam deti hai apne haathon se tu dil na de
de mujhe jaam mera na bhar k isme pyaar laaya kar
kii tootega dil tera bhi kaanch kii mandid
na pathron se takra kar chot khaya kar

kii main toh paimaane kii mandid chhalakta jaunga
tu in jheel si aankhon se na aansoo bahaya kar
vaada nahin karta kii mein kal bhi aaunga
tu mere intzaar mein na palkein bichhaya kar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aap ko Chahiye to Pesh Karoon....! by sharmaarunkumar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~~~~~Mujhe Mohabbat Karne Nahi Aaya~~~~~ by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat Karne Aaya Hi Nahi....... by SHONA in Shayri-E-Dard
Ek Ghazal pesh-e-khidmat hai.Jalees sherwani by wordsmith in Ghazals
aaya hai kaun meri mohabbat ke beech mein by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 08, 2009, 05:09:00 PM »
Waah salil Bhai, Kya Khoob Hai, Bohat Achche,.
Nice One,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: February 08, 2009, 11:07:49 PM »
wah kaya baat hai salil ji
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: February 09, 2009, 06:50:13 AM »
thnks pooji di and azeem
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: February 09, 2009, 07:44:32 AM »
saaqee tujhe pata nahin dard mohabbat ka
tu sabse yoon mohabbat se na pesh aaya kar
ab raha nahin daur heer-ranjhe ka
tu kissii kii baaton pe na aetbaar laaya kar

dil laga k is duniya mein sirf dard haasil hai
tu mere zakhmo pe na malham lagaya kar


jaam deti hai apne haathon se tu dil na de
de mujhe jaam mera na bhar k isme pyaar laaya kar
kii tootega dil tera bhi kaanch kii mandid
na pathron se takra kar chot khaya kar

kii main toh paimaane kii mandid chhalakta jaunga
tu in jheel si aankhon se na aansoo bahaya kar
vaada nahin karta kii mein kal bhi aaunga
tu mere intzaar mein na palkein bichhaya kar


Bahut accha likha hai aapne salil ji  Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: February 09, 2009, 07:46:13 AM »
Bahut accha likha hai aapne salil ji  Applause
thank a lot roja for givin ur comment
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:36:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer