Mohalle Ka Ladka~~~ Saahil

by salil2002 on June 24, 2009, 12:58:43 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 887 times)
salil2002
Guest
doston kabhi kabhi hamaari nazaro k saamne jo shakhs hamesha rehta hai bhale hi hum oose kitni hi galiyaan de magar ooske liye apni mohabbat ka ehsaas oos k jaane k baad hi hota hai........isi baat ko dhyan mein rakhte huye maine yeh poem likhi hai

meri basti main bahut sannaata hai aaj
mere marne par ab shaam guljaar nahin

jo kehte thay kii bahut hansta hoon main fizool main
oonko bhi aaj meri hansi kii darkaar rahi

aaj woh ladki bhi nikli gali se toh kucch dhoondti thi
shayad woh aaj milne ko mujhse bekaraar rahi

aaj kaka bhi nahin chillaaye bahut der se
aaj kaki kii galiyon main bhi na khaar rahi

bahut chahte thay yeh mohalle wale mujhko
"Saahil" k liye mohabbat bas maut kii talabgaar rahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ladka n Ladki by Deewana29 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
ladka bola... by sanya310 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
ek ladka by Arifa in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
LADKA AWARA......... by shoukat in SMS , mobile & JOKES
Ladka Ladki by superspawn10 in Shayri-E-Dard
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2009, 01:01:23 PM »
doston kabhi kabhi hamaari nazaro k saamne jo shakhs hamesha rehta hai bhale hi hum oose kitni hi galiyaan de magar ooske liye apni mohabbat ka ehsaas oos k jaane k baad hi hota hai........isi baat ko dhyan mein rakhte huye maine yeh poem likhi hai

meri basti main bahut sannaata hai aaj
mere marne par ab shaam guljaar nahin

jo kehte thay kii bahut hansta hoon main fizool main
oonko bhi aaj meri hansi kii darkaar rahi

aaj woh ladki bhi nikli gali se toh kucch dhoondti thi
shayad woh aaj milne ko mujhse bekaraar rahi

aaj kaka bhi nahin chillaaye bahut der se
aaj kaki kii galiyon main bhi na khaar rahi

bahut chahte thay yeh mohalle wale mujhko
"Saahil" k liye mohabbat bas maut kii talabgaar rahi

BAHAUT KHOOB SAHIL SB.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2009, 01:44:40 PM »
Beautifully written Salil... Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 24, 2009, 02:22:36 PM »
Waah Waah, Kya Sach Kaha Hai Bhia, Bohat Sahi Kaha,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2009, 03:54:16 PM »
Really Beautiful Creation Salil Bhai.. Bahut Hi Badhiya Topic Liya Hai dost... Aur Behad Dilchasp Kalaam pesh Kiya hai.. bahut Bahut Khooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: June 25, 2009, 12:55:31 AM »
Wah wah Saahil ji,bahut khoob likha aapne,wonderful creation. Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: June 25, 2009, 10:11:02 AM »
 Applause Applause Applause Applause Bahaut acha likha hai bhai
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: June 25, 2009, 11:04:43 AM »
Bohot Khoob Salil
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: June 26, 2009, 11:04:59 AM »
shukriya doston aap sabne mujhe apna waqt diya iske tiye bahut bahut dhanyawaad
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:07:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer