Muddatein Guzri,,.

by Jaanasheen on September 18, 2011, 02:12:28 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1525 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kisi ki Yaad Mein Likhte Chalegaye, Jo Bhi Lafz Nikle Hain, Sachche Hain Aur Dil Se Nikle Hain,.

Duaa Karein Hamaare Haq Mein Doston,.


Muddatein Guzri, Na Khat Aaya, Na Paigaam Unka,.
Kaise Nikaaloon Bataao, Ab Is Dil Se Naam Unka..

Jaate Jaate Wo Keh Gaye, Bhulaa Do Hume "Azeem,.
Baat Gazab Ki Thi, Par Humne Bhi Kiya Ehteraam Unka,.

Hum To Unki Pal Pal Ki Khabar Rakhte The Har Ghadi,.
Ab Jaane Kaun Rakhega Khayaal Subha Shaam Unka,.

Rote Honge Bohat Hume Door Karke Wo Bhi Raat Din,.
Hum Bhi Mayoos Hain, Ke Aaya Nahi Koi Abtak Salaam Unka,.

Jaane Kaise Din Raat Guzarte Honge,.
Shayad Wo Bhi Bheerd Se Ab Darte Honge,.
Koi Shak Na Kare Unpe Ab,
Yaad Bhi Dar Dar Ke Hume Karte Honge,.

Kaash Unhe Khabar Hojaaye Iski "Doston,
Ke "Azeem To Hai Hamesha Se Ghulaam Unka,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~*~*~*Guzri yaadon ke saaye*~*~*~ by Aman_rahi in Shayri-E-Dard
Aaj Ki Raat Bhi Guzri Hai Kal Ki Tarah,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
K ABHI SHAM NAHIN GUZRI. by SUMBUL QAISER in Shayri for Khumar -e- Ishq
Socho uss pe kya guzri hogi by Iftakhar Ahmad in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
GUZRI ...... ZARRAA by zarraa in Shairi - E - Zindagi
mkv
Guest
«Reply #1 on: September 18, 2011, 02:27:17 AM »
Ajeem sahab
Aadaab
mujhe itni samajh nahi par kya baat hai. Bahut,Bahut, Bahut UMDA
Dil se nikli daad kubool kare.

Dil ke dhadakne ka andaj vahi hota hai
ye aur baat hai hi har shaksa juda hota hai.
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: September 18, 2011, 09:24:27 AM »
Kisi ki Yaad Mein Likhte Chalegaye, Jo Bhi Lafz Nikle Hain, Sachche Hain Aur Dil Se Nikle Hain,.

Duaa Karein Hamaare Haq Mein Doston,.


Muddatein Guzri, Na Khat Aaya, Na Paigaam Unka,.
Kaise Nikaaloon Bataao, Ab Is Dil Se Naam Unka..

Jaate Jaate Wo Keh Gaye, Bhulaa Do Hume "Azeem,.
Baat Gazab Ki Thi, Par Humne Bhi Kiya Ehteraam Unka,.

Hum To Unki Pal Pal Ki Khabar Rakhte The Har Ghadi,.
Ab Jaane Kaun Rakhega Khayaal Subha Shaam Unka,.

Rote Honge Bohat Hume Door Karke Wo Bhi Raat Din,.
Hum Bhi Mayoos Hain, Ke Aaya Nahi Koi Abtak Salaam Unka,.

Jaane Kaise Din Raat Guzarte Honge,.
Shayad Wo Bhi Bheerd Se Ab Darte Honge,.
Koi Shak Na Kare Unpe Ab,
Yaad Bhi Dar Dar Ke Hume Karte Honge,.

Kaash Unhe Khabar Hojaaye Iski "Doston,
Ke "Azeem To Hai Hamesha Se Ghulaam Unka,.

-Azeem-




 love9 love9 love9 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 18, 2011, 10:15:45 PM »
Ajeem sahab
Aadaab
mujhe itni samajh nahi par kya baat hai. Bahut,Bahut, Bahut UMDA
Dil se nikli daad kubool kare.

Dil ke dhadakne ka andaj vahi hota hai
ye aur baat hai hi har shaksa juda hota hai.

Bohat Shukriya Dear, JO aap Mere Gham Mein Shareek Hue,

Duaa Karein Ke Rabb Hume Apne Mehboob Ki Mulaakhat Bakhshe Hamesha Ke Liye,.
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: September 18, 2011, 10:56:49 PM »
Ajeem sahab
Aap ki likhi line ne jann dal di.
Sath dete rahe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 18, 2011, 11:00:13 PM »
Ajeem sahab
Aap ki likhi line ne jann dal di.
Sath dete rahe


Hum To saath Hain Hi, Sabke, Kal Wo The, Aaj Tanhaai Hai,.
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 14 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #6 on: September 21, 2011, 07:09:10 PM »
Wah..Azeem Ji...bahut khub Likha..Aapke liye.!!



Dil ki gahraiyo.n se hum ye dua karte hain..
Wo mile aapko.jinhei.n muhabbat kiya karte hain..!
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #7 on: September 22, 2011, 02:16:14 AM »
Bahut Bahut Khoob Azeem Ji Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:05:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer