Muhabbat ka dawa karte hain - sawaal kehte hain

by CIC on September 17, 2012, 09:04:07 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3580 times)
CIC
Guest
Ek peshkash, bohot is jald likhi gayi jisme koi badlaav bhi nahi kiye gaye, bas ek hi baar main puri ki gayi..umeed hai kabile pasand hogi .

Fir se dard diya usne,
Aaj fir sawaal kiya usne,

Poocha muhabbat thi gar tumhe,
kyun sila naa diya tumne ?

Bheja tha jo paigham e muhabbat,
Kyun jawab nahi diya tumne ?

Main kaise jatao usko,
Mujhe ruswa kiya hai tumne..

Meri muhabbat ko lachaar,
Zindagi ko tabah kiya tumne..

Ab poochte ho sawaal..
Jab chheenli ronak hai tumne..

Ab baaki nahi jaan is jism mein,
Jawab dun.. jo sawaal pooche tumne..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kehte hain by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain by Ricky in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Loh kehte hain.. by 99% §hå®èèf_Mµñda in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Aaj kehte hain….. by HumTum in Shayri-E-Dard
Maayan Dawa Dayti Hain by pakipimpsta in Shayri-E-Dard
laaiba
Guest
«Reply #1 on: September 17, 2012, 09:12:17 AM »
bohat khoob......
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 17, 2012, 09:22:54 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: September 17, 2012, 09:42:11 AM »
Ek peshkash, bohot is jald likhi gayi jisme koi badlaav bhi nahi kiye gaye, bas ek hi baar main puri ki gayi..umeed hai kabile pasand hogi .

Fir se dard diya usne,
Aaj fir sawaal kiya usne,

Poocha muhabbat thi gar tumhe,
kyun sila naa diya tumne ?

Bheja tha jo paigham e muhabbat,
Kyun jawab nahi diya tumne ?

Main kaise jatao usko,
Mujhe ruswa kiya hai tumne..

Meri muhabbat ko lachaar,
Zindagi ko tabah kiya tumne..

Ab poochte ho sawaal..
Jab chheenli ronak hai tumne..

Ab baaki nahi jaan is jism mein,
Jawab dun.. jo sawaal pooche tumne..



GUD Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #4 on: September 17, 2012, 12:05:56 PM »
v v nice....
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: September 17, 2012, 04:06:22 PM »
Good one Applause Applause

Par mera ek sawaal ?
ek hi baar me kyo likhi aur post kar dee.
Agar aap aisa na karte to aapki post bahut bahut behtar hotee.
Try to give your best without...
It's true you have got talent.
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: September 17, 2012, 07:31:34 PM »
bahut khoob.. Usual Smile
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #7 on: September 18, 2012, 09:49:18 AM »
Bahut khoob
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #8 on: September 19, 2012, 07:29:53 AM »
very nice... Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #9 on: September 20, 2012, 01:28:51 AM »
good
Logged
CIC
Guest
«Reply #10 on: October 04, 2012, 11:30:58 AM »
Shukriya Laiba for being first to praise it,

Shukriya Saini Sahab, you are a rock star of Yoindia Shayariadab

Pasand Karne ke liye shukriya khamosh_awaaz

Dhanyawaad gayatri ji apke su-shadbon ke liye

Janaab mkv sahab, ab zindagi ki bhagam bhag mein itna waqt kahan jo taresheN har alfaaz ko, shukriya pasand karne k liye,

Shukriya Touhid bhai

Thank you anmol arora for giving nice comment here.

and

Dhandyawaad NK Bahukhandi ji.
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #11 on: October 07, 2012, 09:25:38 AM »
bahut khoob
Logged
suman59
Guest
«Reply #12 on: October 07, 2012, 11:50:36 AM »
Quote
Fir se dard diya usne,
Aaj fir sawaal kiya usne,

Poocha muhabbat thi gar tumhe,
kyun sila naa diya tumne ?

Bheja tha jo paigham e muhabbat,
Kyun jawab nahi diya tumne ?
itniiii sawaal?   icon_silent icon_silent

Mujhko uska her sitam uske nakhron mein dikhta hai
Apna har sher khoon ke kathron se likhta hai
Dikha do mujhko aaj apne pyar ka chirag jalakar
Na jaane kyu mujhko kuch bhi nahi nazron se dikhta hai
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: October 11, 2012, 07:22:50 PM »
Ek peshkash, bohot is jald likhi gayi jisme koi badlaav bhi nahi kiye gaye, bas ek hi baar main puri ki gayi..umeed hai kabile pasand hogi .  Clapping Smiley Clapping Smiley

Fir se dard diya usne,
Aaj fir sawaal kiya usne,
ab dard kaisa hai ji.........! icon_silent icon_silent icon_silent
Poocha muhabbat thi gar tumhe,
kyun sila naa diya tumne ?
zaroori to nahin hai sila dena.ajeeb zabardusti hai ye to BangHead BangHead BangHead
Bheja tha jo paigham e muhabbat,
Kyun jawab nahi diya tumne ?
paigham nahin mila. mail bhi to kar sakte the. mail ID bhi kho diya kya icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch
Main kaise jatao usko,
Mujhe ruswa kiya hai tumne..
tum apni harkaton se ruswa hue hoge. main kisi ko ruswa nahin karti ji drunken_smilie drunken_smilie drunken_smilie
Meri muhabbat ko lachaar,
Zindagi ko tabah kiya tumne..
khud hi chot khao aur chot ko badnaam karo. ajeeb nuskha hai ye to Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased
Ab poochte ho sawaal..
Jab chheenli ronak hai tumne..
raunak aayi ki nahin chehre pe lo main aa gayi Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Ab baaki nahi jaan is jism mein,
Jawab dun.. jo sawaal pooche tumne..
nahin bejaan insaan ke paas jawaab nahin hota pata hai mujhe.. Embarrased Embarrased Embarrased Embarrased



bahut khoob likha hai CIC-------meri bak-baki ka bura mat maan naa just kidding
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #14 on: October 12, 2012, 01:48:35 AM »
nice post Cic ji
sheel didi
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:30:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer