~*~Muhabbat~*~

by pankshivam on December 03, 2009, 07:57:02 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 3843 times)
pankshivam
Guest
«Reply #30 on: January 18, 2010, 08:01:17 PM »
gr8 pank ji...

Hotho pe rehkar ankho se vo beh gye,
apne sapno ka katil vo hame keh gye,
hame tou waise hi khamosh rehne ki adat si hai..
aur vo jahan bhar mein hamein buzdil keh gye......
Bahoot Khoob Geetji

Mit gaya mai khud hi unki judayi se yaaron...
Apne katl ka unhe maine ilzaam na diya..

Tha kitna tanha, mai tut ke bkharte huye...
Ro denge vo, ye sochkar hi unhe apna paigam na diya...
~pank~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muhabbat ko dekhana hai to muhabbat se dekhea by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
**ye jo muhabbat hai** by shaiz in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
muhabbat by qayda in Miscellaneous Shayri
Muhabbat by Aamir Ehsan in Ghazals
Muhabbat by bukhsh in Ghazals
brokenbyluv
Guest
«Reply #31 on: January 18, 2010, 08:10:05 PM »
too gud.......


Terri tanhaiyo ki gunehgar main thi agar,
tou aake mujhse apni ashqo ka hisaab manga hota,
yu hi tod jana tha gar tune mujhe..
tou mujhe bhi kuch kehna ka mauka diya hota......
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #32 on: January 19, 2010, 05:43:05 PM »
too gud.......


Terri tanhaiyo ki gunehgar main thi agar,
tou aake mujhse apni ashqo ka hisaab manga hota,
yu hi tod jana tha gar tune mujhe..
tou mujhe bhi kuch kehna ka mauka diya hota......
BAHOOT KHOOB GEETJI Applause Applause Applause

Tanhaiyon se muhabbat thi mujhe,
Unke inkaar ki jarurat na thi...
Tutna to kismat me likha tha,
Jb mere pyaar ki koi surat na thi...
~pank~
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #33 on: January 21, 2010, 03:16:56 PM »
ACHCHA HAI PANK... Applause Applause Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #34 on: January 21, 2010, 07:11:45 PM »
BAHOOT KHOOB GEETJI Applause Applause Applause

Tanhaiyon se muhabbat thi mujhe,
Unke inkaar ki jarurat na thi...
Tutna to kismat me likha tha,
Jb mere pyaar ki koi surat na thi...
~pank~

thnx...verry nice line pank ji...Applause Applause Applause

Tujhe main kaise keh du ki tujhe chahti hu main,
terri masum nigaho ka kya kasur hai,
tu bhi mhbt ki zanjiro mein qaid hai merri jaan,
aur yahan merri chaht bhi majbur hai......
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #35 on: January 21, 2010, 08:35:56 PM »
ACHCHA HAI PANK... Applause Applause Applause Applause
Thankyou ! K_A ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #36 on: January 21, 2010, 08:47:09 PM »
thnx...verry nice line pank ji...Applause Applause Applause

Tujhe main kaise keh du ki tujhe chahti hu main,
terri masum nigaho ka kya kasur hai,
tu bhi mhbt ki zanjiro mein qaid hai merri jaan,
aur yahan merri chaht bhi majbur hai......
Thanks Geetji
Bahoot Khoob Reply Diya

Kya chahat nahi thi mujhe uske pyar ki....
Ya shayad mujhe hi uski muhabbat mazur nahi...

Kasoorwar tha mai nigahon me apni...
Jise mera ehsaas na tha, uska koi kasoor nai...

Kaid rahin ye sanse uski yaadon me...
Jo dur hokar bhi mujhse kabhi dur nahi...
~pank~
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #37 on: January 22, 2010, 05:09:02 PM »
thnx...waah bahut hi khoob pank ji..

Terri yade merre khayalo mein sada rahengi,
tou kya hum ek dusre ka naseeb nhi,
ye kimti lamhe jo tune mujhe diye hai..
inse zyada aaj merre aur koi bhi kareeb nhi......
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #38 on: January 22, 2010, 06:18:05 PM »
thnx...waah bahut hi khoob pank ji..

Terri yade merre khayalo mein sada rahengi,
tou kya hum ek dusre ka naseeb nhi,
ye kimti lamhe jo tune mujhe diye hai..
inse zyada aaj merre aur koi bhi kareeb nhi......
Nice Reply Geetji
 Applause Applause Applause
Ek waqt ke baad beete lamhe hi naseeb hote hain...
Ham unhe hi yaad karke hi palken bhigote hain...

Samajh se pare hain kismat ki ye ajeeb dastan...
Duriyan kyun hoti hain unse, jo kabhi dil k kareeb hote hain...
~pank~
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #39 on: January 22, 2010, 09:06:10 PM »
bahut khoob pank ji laut k iska jawab dene ki ijazat chahungi..gud nite take cre...
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #40 on: January 22, 2010, 09:09:59 PM »
bahut khoob pank ji laut k iska jawab dene ki ijazat chahungi..gud nite take cre...
oki Geetji
Gud Nite TC
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #41 on: January 24, 2010, 03:18:39 PM »
Nice Reply Geetji
 Applause Applause Applause
Ek waqt ke baad beete lamhe hi naseeb hote hain...
Ham unhe hi yaad karke hi palken bhigote hain...

Samajh se pare hain kismat ki ye ajeeb dastan...
Duriyan kyun hoti hain unse, kabhi dil k kareeb hote hain...
~pank~

Pyar k hazaro kinare hote hai,
naseeb mein kabhi khakh tou kabhi sitare hote hai,
per hamein kisi se koi shikayat nhi..
hamare liye tou ansu bhi jaan se pyare hote hai......
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #42 on: January 27, 2010, 05:44:09 PM »
Pyar k hazaro kinare hote hai,
naseeb mein kabhi khakh tou kabhi sitare hote hai,
per hamein kisi se koi shikayat nhi..
hamare liye tou ansu bhi jaan se pyare hote hai......


Thanks For Nice Reply Geetji

Waqt ki laharen khich kar le gayi dur mujhe...
Mere sahilon ko bhi mera hone na diya...

Chhalakne lage jab in aankho se aansu...
Unki yaadon ne hame rone na diya...

Lete rahe yunhi aankho ko band karke...
Chand khwabon sari raat sone na diya...
~pank~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #43 on: January 27, 2010, 06:59:12 PM »
Thanks Shihab Bhai
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #44 on: January 27, 2010, 08:14:51 PM »
thnx alot pank ji n shihab ji...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 23, 2024, 03:13:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer