~~"MUJHE JAANA HAI"~~

by k.shael on December 31, 2008, 08:39:51 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2691 times)
k.shael
Guest
Ye kalaam ek mehbooba ki halat ko bayan kar raha hai, jab uska yaar
use chod kar mout ke saath jaa raha hota hai, wo kaise use rokti hai
ye likha hai maine,

umeed hai aap sabko pasand aayega...

MAJAK HOTA HAI HASNE KE LIYE, PAR TERA MAJAK
MERI JAAN LIYE JAA RAHA HAI, MERI RO-RO KE HUI
HAI BURI HALAT AUR TU TO BADI CHAIN KI NEEND
SOYE JA RAHA HAI,

CHAL UTH ZALDI SE LE CHAL MUJHE GHAR ANDHERA
HUE JAA RAHA HAI, TERI KHAMOSHI KO DEKHKAR
MERA DIL BAITHA JAA RAHA HAI,

ARE YE KYA TU AAG KE KARIB KYUN JAA RAHA HAI,
MEIN SAATH TERE CHALNE KO KEH RAHI HO AUR TU
WIDAAYI LIYE JAA RAHA HAI,

DEKH KE NADANIYAA TERI MERA PAL-PAL KHOUFF
ME GUJRA JAA RAHA HAI, U HI NAHI APNO KO CHODA
KE JAYA KARTE KYUN PAGALPAN DIKHA RAHA HAI,

AABHI MILE HUE HAME WAQT HI KITNA HUA HAI, JO
TU “MUJHE JAANA HAI – MUJHE JAANA HAI” HAI KI
RATT LAGA RAHA HAI…

K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"Aadat si hai mujhe" by muneeb in Shayri-E-Dard
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
"Mujhe Us Shaks Ki.." by khushi4pari in Shayri-E-Dard
~~"WO RAAT LA DO MUJHE"~~ by k.shael in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
"Guzarte Lamhon Mujhe Batao"... by angel4u in Share: Poetry of Pain
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2008, 08:43:36 AM »
Bohat bohat khoob shally tumhari batein dil ko chu gayee.  Clapping Smiley Jis tarah se tumne ek mehboob ki maut pe uski mehbooba ke dard ko bayan kiya hain woh sach much kamaal hain. Terrific thoughts plz keep writing on particular subject like this. God bless you
Logged
cara
Guest
«Reply #2 on: December 31, 2008, 09:23:12 AM »
k.shaelji.....MOUT JALDI KISI KO BHI YAKEEN NAHIN HOTI.

mujko  to nahin hai yakeen teri mout par,mein kyu maanu,
wada jo tune kiya tha,meri umertak,mera saath nibhaneka.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: December 31, 2008, 10:42:47 AM »
Ye kalaam ek mehbooba ki halat ko bayan kar raha hai, jab uska yaar
use chod kar mout ke saath jaa raha hota hai, wo kaise use rokti hai
ye likha hai maine,

umeed hai aap sabko pasand aayega...

MAJAK HOTA HAI HASNE KE LIYE, PAR TERA MAJAK
MERI JAAN LIYE JAA RAHA HAI, MERI RO-RO KE HUI
HAI BURI HALAT AUR TU TO BADI CHAIN KI NEEND
SOYE JA RAHA HAI,

CHAL UTH ZALDI SE LE CHAL MUJHE GHAR ANDHERA
HUE JAA RAHA HAI, TERI KHAMOSHI KO DEKHKAR
MERA DIL BAITHA JAA RAHA HAI,

ARE YE KYA TU AAG KE KARIB KYUN JAA RAHA HAI,
MEIN SAATH TERE CHALNE KO KEH RAHI HO AUR TU
WIDAAYI LIYE JAA RAHA HAI,

DEKH KE NADANIYAA TERI MERA PAL-PAL KHOUFF
ME GUJRA JAA RAHA HAI, U HI NAHI APNO KO CHODA
KE JAYA KARTE KYUN PAGALPAN DIKHA RAHA HAI,

AABHI MILE HUE HAME WAQT HI KITNA HUA HAI, JO
TU “MUJHE JAANA HAI – MUJHE JAANA HAI” HAI KI
RATT LAGA RAHA HAI…

K.SHAEL

SHALLY aap neh bahut hi gehri baat keh di hai ...
jab aap ki dil ki gehrayi meh ja kar hum yeh dard dekhtey hai
sab gum fikey hai, hum yeh abb dekhtey hai

aisa waqt na kabhi kisi peh aaye
koi phool na waqt sey pehley murjhaye

wada kar key, har koi usey nibhaye
aisa ruth key na koi kabhi jaye

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: December 31, 2008, 11:18:59 AM »
Ye kalaam ek mehbooba ki halat ko bayan kar raha hai, jab uska yaar
use chod kar mout ke saath jaa raha hota hai, wo kaise use rokti hai
ye likha hai maine,

umeed hai aap sabko pasand aayega...

MAJAK HOTA HAI HASNE KE LIYE, PAR TERA MAJAK
MERI JAAN LIYE JAA RAHA HAI, MERI RO-RO KE HUI
HAI BURI HALAT AUR TU TO BADI CHAIN KI NEEND
SOYE JA RAHA HAI,

CHAL UTH ZALDI SE LE CHAL MUJHE GHAR ANDHERA
HUE JAA RAHA HAI, TERI KHAMOSHI KO DEKHKAR
MERA DIL BAITHA JAA RAHA HAI,

ARE YE KYA TU AAG KE KARIB KYUN JAA RAHA HAI,
MEIN SAATH TERE CHALNE KO KEH RAHI HO AUR TU
WIDAAYI LIYE JAA RAHA HAI,

DEKH KE NADANIYAA TERI MERA PAL-PAL KHOUFF
ME GUJRA JAA RAHA HAI, U HI NAHI APNO KO CHODA
KE JAYA KARTE KYUN PAGALPAN DIKHA RAHA HAI,

AABHI MILE HUE HAME WAQT HI KITNA HUA HAI, JO
TU “MUJHE JAANA HAI – MUJHE JAANA HAI” HAI KI
RATT LAGA RAHA HAI…

K.SHAEL

Waah Waah Sach Mein Yaar Ye Shayari Dil Paar Kar gayi,.
Nice One Shally Ji,.
Yunhi Likhte Rahiye,.

Is Kalaam Ko Jawaab Dena, Mushkil Hai,.
Bahot Badhiya Likha Hai Aapne Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: January 01, 2009, 12:44:46 AM »
Is Duniya Se Bohat Door Jaa Raha Hoon Main,.
Tere Liye Jannat Mein Ghar Banaa Raha Hoon Main,.

Tu Kyun Roti Hai Pagli Meri Maut Par Aakar,.
Tu Bhi Aayegi Is Liye, Jannat Ko Aur Bhi Sajaa Raha Hoon Main,.

Ab Kabr Pe Aakar Rooh Ko Aur Na Tardpa "Jaana,.
Ek Ek Lamha Andar Badi Bechaaini Se Bitaa Raha Hoon Main,.

Jab Main Zinda Tha, Tune To Kabhi Meri Parwaah Na Ki,.
Maut Par Jo Teri Mohabbat Dekhi, Abto Bohat Patchtaa Raha Hoon Main,.

Yaadon Mein Rahoonga Hamesha Teri, Ye Wadaa Raha "Azeem Ka,.
Bas Nazron Se Hi To Door Jaa Raha Hoon Main,.

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: January 01, 2009, 09:50:39 AM »

Bohatttttttttttttt khoob chote shally ke kalam ka isse behtar aur khoobsurat jawab ho hi nahi sakta I am proud of u.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: January 01, 2009, 11:02:40 AM »
Bohatttttttttttttt khoob chote shally ke kalam ka isse behtar aur khoobsurat jawab ho hi nahi sakta I am proud of u.

Shukriya Bhaijaan,.
Khushi Hui Ke Aapko Hamaara Jawaab Pasand Aaya,.
Bas Bhai Duaa Kijiye,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: January 02, 2009, 09:55:37 AM »
Is Duniya Se Bohat Door Jaa Raha Hoon Main,.
Tere Liye Jannat Mein Ghar Banaa Raha Hoon Main,.

Tu Kyun Roti Hai Pagli Meri Maut Par Aakar,.
Tu Bhi Aayegi Is Liye, Jannat Ko Aur Bhi Sajaa Raha Hoon Main,.

Ab Kabr Pe Aakar Rooh Ko Aur Na Tardpa "Jaana,.
Ek Ek Lamha Andar Badi Bechaaini Se Bitaa Raha Hoon Main,.

Jab Main Zinda Tha, Tune To Kabhi Meri Parwaah Na Ki,.
Maut Par Jo Teri Mohabbat Dekhi, Abto Bohat Patchtaa Raha Hoon Main,.

Yaadon Mein Rahoonga Hamesha Teri, Ye Wadaa Raha "Azeem Ka,.
Bas Nazron Se Hi To Door Jaa Raha Hoon Main,.

____________________________________-Jaanasheen-

 Applause  Applause  Applause  Clapping Smiley

Wah Wah Wah Bahut Khoob Bahut Umda aur Lajawaab

Inn lines ka jawab hi nahi mil raha kya likho..
Sorry late reply ke liye,

Na jaa tu door mujhse ye judayi sahi na jayegi,
Teri ye pyaari si gudiya tanha mar jayegi...

Teri har ek baat har yaad bahut rulayegi,
jab bhi kabhi saanse meri tujhe doodna chahengi,

Ho gayi hai agar koi khata mujhse to de de saja
par tere jaane ki saja mujhse sahi na jaayegi...

Lout aa tu ae dilbhar ye khaani meri sadiyo ki
pal bhar me khatam ho jaayegi...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: January 02, 2009, 01:33:17 PM »

Nice One Shally Partner,.

Jeete Jee To Duniya Mein Milna Mumkin Na Hamaara,.
Bas Tujhse Milne Ki Aas Liye Mujhe Duniya Se Jaana Hoga.,

Sunaa Hai Jannath Badi Khubsurat Jagaah Hai "Jaan,.
Tu Bhi Kahaan Kam, Tere Liye Mujhe Jannath Ko Aur Sajaana Hoga,.

Aaj Tu Meri Is Choti Si Doori Par Afsos Na Karna "Jaan,.
Maut Ke Baad Ki Ghadiyaan, Hume Saath Saath Hamesha Bitaana Hoga,.

Main Tujhse Mohabbat Karta Tha, Tujhse Hi Karte Karte Maraa Hoon,.
Saath Tujhe Kaise Le Jaata,.
Raasta Bada Katheen Hai, Tu Bhi Aayegi Isliye Mushkilon Ko Hataana Hoga,.

__________________________________-Jaanasheen-

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: January 06, 2009, 05:53:32 AM »
 
Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat khoob shally wonderfull lines..
Bohat khoob Azeem bhai...khoob likha hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: January 07, 2009, 12:15:33 AM »
Shukriya Didijaan,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: January 22, 2009, 01:46:24 PM »
Ye kalaam ek mehbooba ki halat ko bayan kar raha hai, jab uska yaar
use chod kar mout ke saath jaa raha hota hai, wo kaise use rokti hai
ye likha hai maine,

umeed hai aap sabko pasand aayega...

MAJAK HOTA HAI HASNE KE LIYE, PAR TERA MAJAK
MERI JAAN LIYE JAA RAHA HAI, MERI RO-RO KE HUI
HAI BURI HALAT AUR TU TO BADI CHAIN KI NEEND
SOYE JA RAHA HAI,

CHAL UTH ZALDI SE LE CHAL MUJHE GHAR ANDHERA
HUE JAA RAHA HAI, TERI KHAMOSHI KO DEKHKAR
MERA DIL BAITHA JAA RAHA HAI,

ARE YE KYA TU AAG KE KARIB KYUN JAA RAHA HAI,
MEIN SAATH TERE CHALNE KO KEH RAHI HO AUR TU
WIDAAYI LIYE JAA RAHA HAI,

DEKH KE NADANIYAA TERI MERA PAL-PAL KHOUFF
ME GUJRA JAA RAHA HAI, U HI NAHI APNO KO CHODA
KE JAYA KARTE KYUN PAGALPAN DIKHA RAHA HAI,

AABHI MILE HUE HAME WAQT HI KITNA HUA HAI, JO
TU “MUJHE JAANA HAI – MUJHE JAANA HAI” HAI KI
RATT LAGA RAHA HAI…

K.SHAEL

Nice one Shally...aapne judaai ke ye manzar jahan maut beech aa rahi ho, badi achchi tarah se likha hai

Waise Ise "Tanziya aur Tehreekbaksh Shayari" main post karna samajh nahin aaya.

More suitable for Shayari-e-Dard Section, so moving it there.
Logged
Fatima..
Guest
«Reply #13 on: January 22, 2009, 01:53:23 PM »
bahut hii khoob touching lines

and janasheenji nice answered
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: January 22, 2009, 01:57:48 PM »
Thank U JI,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:18:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer