*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
<>*Mujhe manzur teri ye numaish hai*<>
Muskurai thi main kuch pal k liye kal Aaj fir wahi dard wahi gum ki baarish hai
Har taraf hai andhera aur sannata mere ass paas Na kahin bhi koi thodisi roshni ki gunjaish hai
Har armaan mere dil k ab to bikhar gaye Ab na koi tamanna hai na hi koi khwaish hai
Apne hi karmon ki sazaa pai hai maine sbhi Aur de saza mujhe rub se ye hi guzarish hai
Bht lamba hai safar aur bht hi kadi dhuup hai Lekin chhanw milne kin a kahin bhi koi gunjaish hai
Jo likha hai mere naseeb me uss kanha ne Mujhe manzuur uski hare k farmaish hai
Sare baazarr mujhe neelaam karwana chahta hai wo To thik hai *kasak* mujhe manzur teri ye numaish hai….
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #1 on: September 29, 2010, 08:37:49 AM » |
|
Bahut Bahut Khoob Anuji..
Sabak Mohabbat Ka Mujhe Aaj Bhi Yaad Hai Tujhse mil nahi sakte jaanta hoon par phir bhi honto par fariyaad hai
Ashkon Ko Behne deta hoon ke ab yehi behtar hai Shukar hai Yaadon Ki Duniya Aj bhi mere Dil Mein Abaad hai...
Uss Shaks Ko kya Saza De Jo Aaj bhi bahut Aziz hai Kabhi Dekh Meri Aankhon mein,Qaid inme Ashqo Ki barsaat hai
Mohabbat karne Wale To Har Haal mein Mohabbat Karenge Duniya Ke Jhoote Rasm-o-Riwaazo Se Woh Azaad Hai...
"Khwaish" Ishq Kar Par Kuch haasil karne Ki Ummed Naa Rakh!!! Jo Sirf Haasil karna Jaane, Woh Ishq Mein Barbaad Hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2 on: September 29, 2010, 09:17:37 AM » |
|
mastam mastttttttttttttttt reply khwaish ji.. lijiye humbhi kuch likh baithe aaj aapke sath sath... kuch dard hamare bhi kum ho jayen shayad..
Kehne ko hain mehfilein saji mere naam se Lekin jab bhi dekha to khudko tanha hi paya
Anjane logon me dhudndhti rahi main dil ka sukuun Apno me to khud ko sirf saza ka haqdaar hi paya
Lakeeron me hathon ki dhundhti rahi khushi ka ek lamha Khudko jhuti umeedon pe hamesha sisakta hi paya
Kehti rahi khudse kai jhut k dil behla rahe khwaishon se Lekin fir bhi dil ki *kasak* ko har baar aur bhi tez hi paaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 29, 2010, 09:37:20 AM » |
|
je baat ....wah jiii bahut khoob..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #4 on: September 29, 2010, 09:39:02 AM » |
|
je baat ....wah jiii bahut khoob..
shukriya ji abhi ji aapka bht bht shukriya.......aapne pasand kiya ise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 29, 2010, 09:58:40 AM » |
|
aaj se pasand karna band jiii aap bas shukriya karooo~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #6 on: September 29, 2010, 10:19:26 AM » |
|
uffffffffffffffff sorryyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy yyyyyyy
|
|
|
Logged
|
|
|
|
baadal102
Guest
|
|
«Reply #7 on: September 29, 2010, 10:28:14 AM » |
|
bahut khoob ji wah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rahi2001
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:5 days, 19 hours and 8 minutes.
ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•
Posts: 745 Member Since: Nov 2008
|
|
«Reply #8 on: September 29, 2010, 11:09:45 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 29, 2010, 11:16:38 AM » |
|
Su vaat chhe Kasak-di...superb.. .... <>*Mujhe manzur teri ye numaish hai*<>
Muskurai thi main kuch pal k liye kal Aaj fir wahi dard wahi gum ki baarish hai
Har taraf hai andhera aur sannata mere ass paas Na kahin bhi koi thodisi roshni ki gunjaish hai
Har armaan mere dil k ab to bikhar gaye Ab na koi tamanna hai na hi koi khwaish hai
Apne hi karmon ki sazaa pai hai maine sbhi Aur de saza mujhe rub se ye hi guzarish hai
Bht lamba hai safar aur bht hi kadi dhuup hai Lekin chhanw milne kin a kahin bhi koi gunjaish hai
Jo likha hai mere naseeb me uss kanha ne Mujhe manzuur uski hare k farmaish hai
Sare baazarr mujhe neelaam karwana chahta hai wo To thik hai *kasak* mujhe manzur teri ye numaish hai….
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 29, 2010, 03:14:40 PM » |
|
Kasak Jee Aadaab!
Kia baat hai..... bahut khoob likha hai jee aapne dil se daad..... Sabhi ashaar dilfareb lage hume... bahut khoob..... Dil se daad kabool kijiye.....
Aapki is kalaam meiN starting sher kam hai.... hum kahne ki koshish karte hai... Bin raah ki manzil khudaya kaisi azmaish hai Aik wohi to mere dil ki aakhri khawahish hai
Kafi umdaa likha hai aapne dil se daad kabool kijiye....... Likhati rahiye...... Khush rahiye..... Khuda Hafez.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #11 on: September 30, 2010, 05:40:17 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 21, 2010, 08:26:35 PM » |
|
bahut hi khubsurat likha hai aapne kasak ji... !
yahi sawaal pucchha har baar, kya tu bhi mere begair adhoori hai, jawaab main samjha nahi, jo usne kaha ki ab uska bichhadna jaroori hai... !
Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #13 on: October 22, 2010, 03:55:22 AM » |
|
bahut khoob ji wah Su vaat chhe Kasak-di...superb.. .... bahut bahut khoob likha hai apne Kasak ji... aapke dono post mast hain par comparatively mujhe ye jyaada pasand aayaa... bahut hi khoob likha hai aapne... hamaare dil ko chhoo gayi aapki ye kavita..... bahut khoob....!!!
thnku baadai ji...rahul...koyal..and hriday ....for appreeciating my work...thnx alot ree....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: October 22, 2010, 03:57:01 AM » |
|
Kasak Jee Aadaab!
Kia baat hai..... bahut khoob likha hai jee aapne dil se daad..... Sabhi ashaar dilfareb lage hume... bahut khoob..... Dil se daad kabool kijiye.....
Aapki is kalaam meiN starting sher kam hai.... hum kahne ki koshish karte hai... Bin raah ki manzil khudaya kaisi azmaish hai Aik wohi to mere dil ki aakhri khawahish hai
Kafi umdaa likha hai aapne dil se daad kabool kijiye....... Likhati rahiye...... Khush rahiye..... Khuda Hafez....... shukriya shukriya shukriya aapka jo aapne dil fareb kaha hamri rachna ko.... aapko pasand aai iske liye hume khudko thnx karna chahiye k hum aapki ummed par khare utre... haan chhoti moti galtiyan to karni padegi na humko warna aap correction kaise karenge parwaz ji....... :P
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|