Mujhe Meri Duniya De Do...........NIkhaar................

by Nikhaar on April 24, 2011, 05:41:20 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3408 times)
poppoetry
Guest
«Reply #15 on: June 28, 2011, 06:59:34 PM »
first of all ear, hi pooja dear , coming back after a long time, but good to find old pals over here.
beautifully written and well versed poem dear , sach main bahut hi khoobsoorat likha hai.


main kya karoon hansne kii aadat hai mujhko
main kya karoon mujhe rulaana nahin aata
tujhe yaad kar k ashq main baha leta hoon
kya karoon mujhe tujhko bhulaana nahin aata
kisse gila karoon main apne dil ka
kissii kii aankh main apnapan nazar nahin aata
usne toh keh diya kii 'SAAHIL' bewafa hai
mujhe sach ko dohraana bhi nahin aata
aksar main sochta qaid ho jaun main andheron main kaahin
magar kya karoon main insaan hoon thokron se nahin ghabraata
girta hoon phir ooth k chal deta hoon
main 'SALIL' hoon mujhe tham k rehna nahin aata

Shukriya Saahil ji....bahut khoob likha hai aapne....kal jis pal mein maine ye poem likhi thi...aaj phr wahi pal mere saamne hai aur inn alfaazon ko padh kar iss waqt mujhe kitna behtar feel ho rha hai wo mai bta nahi sakti.....

Andheron mein gum ho jaane ki koshish ki...par sochkar kadam ruk gaye k wo insaan ki kya jo thokron se ghabra jaaye....aur sach hai kisi k galat keh dene se hum galat nahi ho jaate....jisne vishwaas karna ho wo ek hi baar mein vishwaas kar lega...wha sach dohrana toh dur...shayad sach-juth ki baat ki bhi jarurat nahi..sach mein bahut khoob likha hai aapne....bahut bahut shukriya...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mujhe Aisi Duniya Nahi Chahiye.... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Meri Khamosh Thi Duniya....... by rajguru in Shayri for Khumar -e- Ishq
yeh hi meri duniya hai!!! by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
meri duniya.....sheba by Sheba in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Usi ke ishq me duniya.......mujhe dewaana kahti hai by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: May 26, 2015, 06:37:12 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah kyaa kehne Pooja ji, kyaa khoob likhaa hai aapne....!!!
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:03:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer