mujhe rulakar wo bhi rota bahut hai.......mann

by mann.mann on July 09, 2014, 07:09:00 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1604 times)
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
Mujhe rulakar wo  bhi shayad rota bahut  hai.
Uski aankhen surkh hon aisa bhi hota bahut hai.

Mujhse kahta hai ki nange paon na ja safar par,
Mere raste  main kante  wo bota bahut  hai.

Jab sitam hampar wo kar leta hai ji bhar ke,
Us  roz wo chain ki neend  sota bahut  hai.

Mujhse kahta hai samndar mai kai gauhar chhupe hain,
Ye kahkar wo samndar main mujhe dubota bahut hai.

Har daag mere daaman par uska hi diya hai,
Par bade jatan se daagon ko wo dhota bahut hai.

“mann” ko hasil karna kyonki aasan bahut tha,
Mujhe pa pa kar har baar wo khota bahut hai.
 
Mann
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 09, 2014, 07:13:09 PM »
 Applause Applause Applause Applause waah waah
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #2 on: July 09, 2014, 07:14:57 PM »
bahut shukriya saini sahab....

sath rahiyega...
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: July 09, 2014, 07:57:54 PM »
Mujhe rulakar wo  bhi shayad rota bahut  hai.
Uski aankhen surkh hon aisa bhi hota bahut hai.

Mujhse kahta hai ki nange paon na ja safar par,
Mere raste  main kante  wo bota bahut  hai.

Jab sitam hampar wo kar leta hai ji bhar ke,
Us  roz wo chain ki neend  sota bahut  hai.

Mujhse kahta hai samndar mai kai gauhar chhupe hain,
Ye kahkar wo samndar main mujhe dubota bahut hai.

Har daag mere daaman par uska hi diya hai,
Par bade jatan se daagon ko wo dhota bahut hai.

“mann” ko hasil karna kyonki aasan bahut tha,
Mujhe pa pa kar har baar wo khota bahut hai.
 
Mann

Bahut hi Umdaa..
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: July 09, 2014, 11:23:39 PM »
wah waah waaah kyaa baat hai.
Surindar.N
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #5 on: July 10, 2014, 01:37:19 AM »
Mujhe rulakar wo  bhi shayad rota bahut  hai.
Uski aankhen surkh hon aisa bhi hota bahut hai.

Mujhse kahta hai ki nange paon na ja safar par,
Mere raste  main kante  wo bota bahut  hai.

Jab sitam hampar wo kar leta hai ji bhar ke,
Us  roz wo chain ki neend  sota bahut  hai.

Mujhse kahta hai samndar mai kai gauhar chhupe hain,
Ye kahkar wo samndar main mujhe dubota bahut hai.

Har daag mere daaman par uska hi diya hai,
Par bade jatan se daagon ko wo dhota bahut hai.

“mann” ko hasil karna kyonki aasan bahut tha,
Mujhe pa pa kar har baar wo khota bahut hai.
 
Mann



nice,sir
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: July 10, 2014, 03:49:35 AM »

Mann jee Aadaab ... !

Bade hi dardbhare khayaayoN ko bayaaN kiya hai aapne ...
Achchi kalaam huyi hai ...
Hume matla aur maqta behad khoob lage ...
Humari dheroN daad kabul kijiye ...

Likhte rahiye ... bazm meiN aate rahiye ...
Shaad O aabad rahiye ...

Khuda Hafez ...
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #7 on: July 10, 2014, 12:14:22 PM »
waah... bahut khoob..
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: July 10, 2014, 03:33:42 PM »
gud --MM
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #9 on: July 10, 2014, 07:00:34 PM »
shukriya sagarji
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #10 on: July 10, 2014, 08:55:03 PM »
बहुत खूब.....
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: July 10, 2014, 08:57:16 PM »
Mujhe rulakar wo  bhi shayad rota bahut  hai.
Uski aankhen surkh hon aisa bhi hota bahut hai.

Mujhse kahta hai ki nange paon na ja safar par,
Mere raste  main kante  wo bota bahut  hai.

Jab sitam hampar wo kar leta hai ji bhar ke,
Us  roz wo chain ki neend  sota bahut  hai.

Mujhse kahta hai samndar mai kai gauhar chhupe hain,
Ye kahkar wo samndar main mujhe dubota bahut hai.

Har daag mere daaman par uska hi diya hai,
Par bade jatan se daagon ko wo dhota bahut hai.

“mann” ko hasil karna kyonki aasan bahut tha,
Mujhe pa pa kar har baar wo khota bahut hai.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

bahut khoooob mann ji ek rau ke saath daaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013


View Profile
«Reply #12 on: July 10, 2014, 11:45:39 PM »
Mujhe rulakar wo  bhi shayad rota bahut  hai.
Uski aankhen surkh hon aisa bhi hota bahut hai.

Mujhse kahta hai ki nange paon na ja safar par,
Mere raste  main kante  wo bota bahut  hai.

Jab sitam hampar wo kar leta hai ji bhar ke,
Us  roz wo chain ki neend  sota bahut  hai.

Mujhse kahta hai samndar mai kai gauhar chhupe hain,
Ye kahkar wo samndar main mujhe dubota bahut hai.

Har daag mere daaman par uska hi diya hai,
Par bade jatan se daagon ko wo dhota bahut hai.

“mann” ko hasil karna kyonki aasan bahut tha,
Mujhe pa pa kar har baar wo khota bahut hai.
 
Mann


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Excellent composition Sir.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: July 11, 2014, 03:21:15 AM »
Mujhe rulakar wo  bhi shayad rota bahut  hai.
Uski aankhen surkh hon aisa bhi hota bahut hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Mujhse kahta hai ki nange paon na ja safar par,
Mere raste  main kante  wo bota bahut  hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Jab sitam hampar wo kar leta hai ji bhar ke,
Us  roz wo chain ki neend  sota bahut  hai.
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))haan ji sahi hai!tumhein torch er karne me.n mazaa aataa baht hai!
Mujhse kahta hai samndar mai kai gauhar chhupe hain,
Ye kahkar wo samndar main mujhe dubota bahut hai.
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))ab khud bewakoof bano ge to koi kyaa kare gaa!
Har daag mere daaman par uska hi diya hai,
Par bade jatan se daagon ko wo dhota bahut hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
“mann” ko hasil karna kyonki aasan bahut tha,
Mujhe pa pa kar har baar wo khota bahut hai.
ghar ki murgi daal baraa bar Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Mann


wah wah wah icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #14 on: July 11, 2014, 09:45:41 AM »
bahut khoob
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:15:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer