Mujhe Tanha Rehna Hai..

by majid on December 06, 2008, 10:27:43 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Author  (Read 14596 times)
k.shael
Guest
«Reply #105 on: January 06, 2009, 09:12:32 AM »
Ajeeb Samaan Chaaya Hai, Is Ghamzada Mahol Mein,.
Kahin Koi, Mujhse Meri Tanhaai Cheen Ne To Nahi Aaya,.

_____________________________________-Jaanasheen-

Bahut Khoob Azeem,

Ye kya halat bana rakhi hai tune Azeem,
Mujhe meri dosti ki wafa pe bhi shak hone laga hai,

Bata de agar hai koi gila kyun tu khafa hai,
U sunkar tere dard ki baatein mujhe khud pe hi
afsos hone laga hai,

Wo masoom sa dost kahiin chod aaya hai tu mera,
Aaj ka Azeem mujhe ajnabi sa laga hai...

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUJHE TANHA CHODNE WAALE KAHIN TOO TANHA NA RAH JAAYE by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
- Mujhe Tanha Chod Diya - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chod do tanha mujhe by deepika_divya in Shayri-E-Dard
~!!!~ Tanha rehna seekh raha hoon ~!!!~ by Qutubuddin in Ghazals
Tumhare Bin Nahi Rehna Mujhe Tumse M0habbat Hai by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: January 06, 2009, 08:39:59 PM »
Bahut Khoob Azeem,

Ye kya halat bana rakhi hai tune Azeem,
Mujhe meri dosti ki wafa pe bhi shak hone laga hai,

Bata de agar hai koi gila kyun tu khafa hai,
U sunkar tere dard ki baatein mujhe khud pe hi
afsos hone laga hai,

Wo masoom sa dost kahiin chod aaya hai tu mera,
Aaj ka Azeem mujhe ajnabi sa laga hai...

Shally.

Hmm Nice One Ji,.

Magar Tumhe Aisa Kyun Laga,.

k Nahi Mere Seene Me To Hazaaron Dard Palte Hain,.
Tabhi To Mere Muskuraane Par Ye Saare Log Jalte Hain,.

Maine Rishton Ko, Sachcha Samjha, Rishton Ki Kadar Ki,.
Maloom Na Tha, Ke Rishte Bhi Mausam Ki Tarah Badalte Hain,.

Ab Meri Hasi Ko Dekhkar, Tum Ye Na Samajhna ke Main Khush Hoon,.
"Azeem, Ke Aansoon Bhi Yaar, Ab Darr Darr Ke Nikalte Hain,.

___________________________________________-Jaanasheen.

Dil Se Ek Sachchi Koshish,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #107 on: January 10, 2009, 09:22:15 AM »
Bohat Khoob Azeem Bhai And Shael Ji Keep It Up...

Humari Bhi Chhoti Si Koshish Galti Maaf Ho...


Jalte Hue Dil Ki Aag Ko Kuch Yun Bujha Raha Hoon.
Ki Tere Ehsason Ke Jaam Bana Bana Ke Pee Raha Hoon.

Har Taraf Faila Hai Andhera In Judaai Ke Baadlon Se
Aur Aise Main Teri Yaadon Ke Deep Jala Raha Hoon

Aaj Bhi Yaad Hai Hume Tera Woh Barish Main Bheegna
Bus Yahi Sochkar Aaj Barsat Ka Lutf Utha Raha Hoon

Darta Hoon Yun To Main Bhi Koi Dekhna Le Aankho Ki Nami
Isiliye Barasti Hui Bundo Ke Saath Aansu Baha Raha Hoon.

Tere Bagair Mumkin Nahi Yun To Zindagi Ko Guzaar Pana
Bus Tujhse Jo Kiya Tha Kabhi Woh Waada Nibha Raha Hoon.

Jaanta Hoon Ab Chalna Hoga Mujhe Tanha Hi Is Safar Main
Bus Main Hoon Dard Hai Aur Tanhaai Ko Gale Laga Raha Hoon.


Waah Bhaijaan./
Bohat Hi Badhiya hai,.
Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #108 on: January 10, 2009, 10:49:13 AM »
 Applause Applause

Wah shihab bohat khoob
AzeemBhai,,Shally,,Rajesh ji bohat khoob...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #109 on: January 10, 2009, 11:26:29 AM »
Applause Applause

Wah shihab bohat khoob
AzeemBhai,,Shally,,Rajesh ji bohat khoob...



Shukriya honey didi,


Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #110 on: January 18, 2009, 02:29:56 PM »
Nice One Again Majid Bhaijaan,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #111 on: March 09, 2009, 11:58:30 AM »
Shukariya Azeem Bhao An d Honey Ji

Humaari Kismat Main Koi Chamakta Hua Sitara Nahi.
Dil Hai Bujhe Chand Sa Is Main Koi Ujjala Nahi.

Fir Bhi Mujhe Apne Muqadar Se Koi Shiqwa Nahi Aey Dost.
Meri Saathi Hai Tanaahi Meri. Main Be Sahaara Nahi.


Bahut Khoob Shihab ji,


Besahara khud ko keh ke main kaise bujhdil ban jao,
Teri yaadoon ne bahut hi khoob saath nibhaya hai,

Khushiyoo ki chah me kyun dard me doob jao,
Tere gammo ne bhakhoobi sambhaala  hai,

Tujhe jaana tha to tu chala gaya mein kaha jao,
Mujhe to bass apni hi tanhaiyoon me bass jana hai


Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #112 on: March 09, 2009, 12:21:46 PM »
Nice One Sahlly Ji, And Majid Bhai,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #113 on: March 17, 2009, 09:05:39 AM »
Wah Wah Shael Ji Bohat Khoob...

Lekar Hawaa Sang Apne Udaasiyon Ko Aayi Hai
Aise Mein Phir Teri Yaadon Ki Rida Lehrayi Hai.

Machalti Rahi Tamannae.n Dil Par Tum Nahi Aayi
Dekhkar Mujhe Tanha Ye Tanhai Hi Chali Aayi Hai






Shihab ji har baar ki tarah umda likha aapne,

Kasam khuda ki teri yaad bahut baar rulane aayi hai,
Teri har sada judayi ka paigaam saath layi hai.

Wo waade wo kasme wo sarri baatein tune bhulayi hai,
Meri wafa ki tune kadar na ki aur teri har bewafayi
mere hisse aayi hai.

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #114 on: March 17, 2009, 09:42:15 AM »
Shihab ji har baar ki tarah umda likha aapne,

Kasam khuda ki teri yaad bahut baar rulane aayi hai,
Teri har sada judayi ka paigaam saath layi hai.

Wo waade wo kasme wo sarri baatein tune bhulayi hai,
Meri wafa ki tune kadar na ki aur teri har bewafayi
mere hisse aayi hai.

Shally.

Bohat Achche Shally Behna,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #115 on: March 18, 2009, 08:20:36 AM »
Bohat Achche Shally Behna,.


Shukriya Azeem Brother,

Shally.
Logged
Roja
Guest
«Reply #116 on: March 18, 2009, 08:44:08 AM »
Shihab ji har baar ki tarah umda likha aapne,

Kasam khuda ki teri yaad bahut baar rulane aayi hai,
Teri har sada judayi ka paigaam saath layi hai.

Wo waade wo kasme wo sarri baatein tune bhulayi hai,
Meri wafa ki tune kadar na ki aur teri har bewafayi
mere hisse aayi hai.

Shally.

Wah shally... bahut khoob
Logged
Roja
Guest
«Reply #117 on: March 18, 2009, 08:46:53 AM »
Bohat Bohat Shukariya Shael Ji
Aur Wah Kya Baat Hai Bohat Khoob Ji Keep It Up...

Ik Tere Pichhe Chain.o.Sukonn Kho Diya Hai
Jab Jab Bhi Aaya Hai Yaad Tu Bas Ro Liya Hai.

Shayad Yahi Thi Meri Khata Tujhe Tootkar Chaha
Issiliye Aaj Tumne Bewafai Jaisa Inaam Diya Hai


Nice lines Majid brother...

Dil mein dard, saanson mein tadap, dhadkane berbaad
Saja labon per tabassum ker de dil ko shaad
Tum hi bata kab tak mai tanha roti rahungi
Kab tak mujhe tanha batakti rahungi..
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #118 on: March 20, 2009, 03:12:28 PM »

WAH, sab ney bahut khoob mehfil sajayi hai



MEHFILOH SEY ABB HUM THAK CHUKEY HAI
PARDEY ABB SAB SEY UTTHH CHUKEY HAI
NAHI LAGTA ABB KAHI DIL MERA SAAKI
RABB SEY FARIYAAD ABB KAR CHUKEY HAI



JASBIR SINGH

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #119 on: March 21, 2009, 01:35:28 PM »
Shukariya Roja Sis And Good Job Jashbir Sahab..Keep It Up.

thanks Shihab

Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:40:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer