Mujhe Tanha Rehna Hai..

by majid on December 06, 2008, 10:27:43 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Author  (Read 14662 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: December 08, 2008, 10:46:08 AM »
Apni Tanhaaiyon Mein, Mashroof The Hum,.
Aaj Muddat Baad, Kisi Ne Pukaara Hai,.

Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,.
Kya Ye Naam Hamaara Hai,.

__________________-Nm-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUJHE TANHA CHODNE WAALE KAHIN TOO TANHA NA RAH JAAYE by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
- Mujhe Tanha Chod Diya - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chod do tanha mujhe by deepika_divya in Shayri-E-Dard
~!!!~ Tanha rehna seekh raha hoon ~!!!~ by Qutubuddin in Ghazals
Tumhare Bin Nahi Rehna Mujhe Tumse M0habbat Hai by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
k.shael
Guest
«Reply #16 on: December 08, 2008, 10:52:06 AM »
Apni Tanhaaiyon Mein, Mashroof The Hum,.
Aaj Muddat Baad, Kisi Ne Pukaara Hai,.

Ek Pal Ke Liye To Sochne Lage,.
Kya Ye Naam Hamaara Hai,.

__________________-Nm-

VERY NICE SHARING,

HAR PAL GAMM RAHA ISI BAAT KA KI
TERE UPAR NA HAQ HAMARA HAI,

AAJ SOCHTE HAI KI KYUN CHOD DI HAMNE
TERI MEHFIL,

JABKI TUJH BIN NA ISS DIL KA GUJARA
HAI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 08, 2008, 11:03:24 AM »
VERY NICE SHARING,

HAR PAL GAMM RAHA ISI BAAT KA KI
TERE UPAR NA HAQ HAMARA HAI,

AAJ SOCHTE HAI KI KYUN CHOD DI HAMNE
TERI MEHFIL,

JABKI TUJH BIN NA ISS DIL KA GUJARA
HAI...

Nice one Again Shally,.

Kasoor Tera Nahi, Maine Hi Majboor Kiya Tha Tujhe,.
Teri Khushi Ki Khateer, Nazron Se Door Kiya Tha Tujhe,.

Ab Ilzaam Na De Tu Khudko, Mere Bagair Ka Guzaara Karle,.
Main Hoon Ghamon Ka Samander, Ab Mujhse Tu Kinaara Kar Le,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: December 08, 2008, 11:18:05 AM »
VERY NICE SHARING,

HAR PAL GAMM RAHA ISI BAAT KA KI
TERE UPAR NA HAQ HAMARA HAI,

AAJ SOCHTE HAI KI KYUN CHOD DI HAMNE
TERI MEHFIL,

JABKI TUJH BIN NA ISS DIL KA GUJARA
HAI...

bahut khoob SHALLY


WAH RI DUNIYA, WAH REY ISKEY BANDEY
TOAD KEY DIL MERA, ABB CHALEY HAI BANNEY APNEY


GAR HAKK AAJ BHI WOH APNA SAMAJTEY HAI
KU NAHI MEHFIL MEH AAKEY WOH HAMERE BANTEY HAI
KOI MAJBURI NAHI THI, NA KOI GILA THA
BUSS YUHI WOH HAMAREY DIL SEY KHELTEY HAI

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #19 on: December 08, 2008, 11:20:11 AM »
Nice one Again Shally,.

Kasoor Tera Nahi, Maine Hi Majboor Kiya Tha Tujhe,.
Teri Khushi Ki Khateer, Nazron Se Door Kiya Tha Tujhe,.

Ab Ilzaam Na De Tu Khudko, Mere Bagair Ka Guzaara Karle,.
Main Hoon Ghamon Ka Samander, Ab Mujhse Tu Kinaara Kar Le,.

_________________________-Jaanasheen-


TOOTEY HUYE ARMANOH SEY
ABB YEHI DUA NIKALTI HAI
DOOR HI RAHO TUM SADA
ABB DIL MEH HAMEREY BHI KOI AUR BASTI HAI     Laughing hard Laughing hard


JASBIR SINGH
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #20 on: December 08, 2008, 03:49:23 PM »
Bahut badhiya Sihaab ji-khhob likha hein.
Shally ji,honeyrose ji,Jaansheen Ji,jasbir ji-Nice work.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #21 on: December 08, 2008, 04:38:33 PM »
pyaare se dost ne maanga udhaar pehli baar
maze ki baat hein,hum muflisi mein he in dinon

aankhon mein dekh bata diya karte they unka haal-e-dil kabhi
kya kehte he wo aajkal,ye bhee samajh nahi aata in dinon

bahut kum thaa  pur bahut khush they, yaad hein mjhey
un dinon ki yaad bahut sataati hein in dinon

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #22 on: December 08, 2008, 05:21:24 PM »
Bahut khoob Prateek Ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: December 09, 2008, 07:20:11 AM »
Lo Ji Aapka Intazaar Khatam Kiye Dete Hai.
Aur Ji Jarurat Denge Saath Aakhir Hume Bhi To Kuch Sikhna Hai.

Khair Koshish Ki Hai Galti Maaf Jo Ji.

Kya Bataaun Kitni Mushqilon Se Waqt Guzarta Hai In Deeno
Har Khushi Hai Anjaan Aur Dard Se Rishta Juda Hai In Deeno.

Sab Kuch To Hai Phir Kyun Bechain Hai Dil Ki Dhadkane Aaj
Shayad Dil Ke Dhadkane Ka Sabab Hi Laapata Hai In Deeno

Kya Baat Hai Woh Ek Hi To Chehra Nahi Hai Is Duniyan Main
Phir Kyun Har Pal Nazreon Ko Ussi Ki Talaash Hai In Deeno.

Mein Apni Hi Uljhi Hui Raahon Mein Uljha Rehta Hoon Humesa
Sab Kehte Hai Ki Mein Ghar Waqt Pe Nahi Jaata Hoon In Deeno.



Jaanta Hoon Adhura Hai Par Sorry Bohat Koshish Ki
Is Se Aage Kuch Bana Hi Nahi Khair...

SHUKRIYA AUR AAPNE HAR BAAR KI TARAH,
APNE WAHI ANDAAZ ME BAHUT AACHA LIKHA HAI,


LOG KEHTE HAI MEIN PEETA HO TO MUJHE HOSH NAHI
REHTI,AUR MEIN SOCHTA HO KI PEENE KE BAAD HI KUCH
SAMAJH PAATA HO INN DINNO,

DIL ME DHADKAN AUR DHADKAN ME WO KYA YAHI HAI RAAJ
MERA, NAHI DOST MEIN BAHUT KUCH AUR BHI CHUPAATA HO
INN DINNO,

CHAAND TAARE SAB HAI MUSHQIL HALAAT ME MERI WAJAH SE
KYUNKI UNN SABKO BHI APNE SAATH SAARI RAAT RULAATA HO
MEIN INN DINNO.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: December 09, 2008, 07:36:46 AM »
Bahut badhiya Sihaab ji-khhob likha hein.
Shally ji,honeyrose ji,Jaansheen Ji,jasbir ji-Nice work.


Thanks Prateek

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: December 09, 2008, 07:49:16 AM »
SHUKRIYA AUR AAPNE HAR BAAR KI TARAH,
APNE WAHI ANDAAZ ME BAHUT AACHA LIKHA HAI,


LOG KEHTE HAI MEIN PEETA HO TO MUJHE HOSH NAHI
REHTI,AUR MEIN SOCHTA HO KI PEENE KE BAAD HI KUCH
SAMAJH PAATA HO INN DINNO,

DIL ME DHADKAN AUR DHADKAN ME WO KYA YAHI HAI RAAJ
MERA, NAHI DOST MEIN BAHUT KUCH AUR BHI CHUPAATA HO
INN DINNO,

CHAAND TAARE SAB HAI MUSHQIL HALAAT ME MERI WAJAH SE
KYUNKI UNN SABKO BHI APNE SAATH SAARI RAAT RULAATA HO
MEIN INN DINNO.


good work SHALLY

i would like to say something to your very first line:


LOG KEHTEY HAI HUM PITEY HAI
TOH HAMEY HOSH NAHI REHTA
AAP KOH KYA KAHEY HUM KU PITEY HAI
KU HAMEY HOSH NAHI REHTA

TANHA YAAD MEH TANHA HUM HO JATEY HAI
TANHA HOTEY HI HOSH HUM KHO JATEY HAI

HOSH KHOTEY HI , MEHKHANEY HUM JATEY HAI
MEHKANEY MEY HUM AUR BHI HOSH KHO JATEY HAI

KEH DOH APNI YADOH SEY YAAD NA HAMEY AAYA KAREY
YAAD GAR AAYE TOH TUMHEY BHI SAATH LAYA KAREY

HOSH MEH ABB KAISEY AAYE HUM DOSTOH
UNKI AAKHOH KA , MEHKADEY KA NASHA KUCH ITNA HAI
HOSH HUM AKSAR KHO JAYA KARTEY HAI




JASBIR SINGH

Logged
k.shael
Guest
«Reply #26 on: December 09, 2008, 08:00:04 AM »

good work SHALLY

i would like to say something to your very first line:


LOG KEHTEY HAI HUM PITEY HAI
TOH HAMEY HOSH NAHI REHTA
AAP KOH KYA KAHEY HUM KU PITEY HAI
KU HAMEY HOSH NAHI REHTA

TANHA YAAD MEH TANHA HUM HO JATEY HAI
TANHA HOTEY HI HOSH HUM KHO JATEY HAI

HOSH KHOTEY HI , MEHKHANEY HUM JATEY HAI
MEHKANEY MEY HUM AUR BHI HOSH KHO JATEY HAI

KEH DOH APNI YADOH SEY YAAD NA HAMEY AAYA KAREY
YAAD GAR AAYE TOH TUMHEY BHI SAATH LAYA KAREY

HOSH MEH ABB KAISEY AAYE HUM DOSTOH
UNKI AAKHOH KA , MEHKADEY KA NASHA KUCH ITNA HAI
HOSH HUM AKSAR KHO JAYA KARTEY HAI




JASBIR SINGH




SHUKRIYA JAS JI,
& NICE ONE FROM UR SIDE 2,

SHALLY.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #27 on: December 09, 2008, 08:01:04 AM »
Bohat Bohat Shukriya Shael Ji Har Baar Ki Tarha
Aur Bohat Bohat Pyaari Rachna Hai Aapki Bhi
Bohat Khoob Ji Keep It Up...
Hum baad Main Kuch Bana To Jarur Likhenge


SHUKRIYA SHIHAB JI,
UMEED HAI ZALD HI KUCH BEHTAR PADNE AUR
SIKHNE KO MILEGA AAPKI TARAF SE...

SHALLY.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: December 09, 2008, 08:02:33 AM »

SHUKRIYA JAS JI,
& NICE ONE FROM UR SIDE 2,

SHALLY.

THANKS SHALLY

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: December 09, 2008, 12:31:37 PM »
Good Job Jasbir Saheb Keep It Up.



Thanks Shihab


Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:38:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer