Mujhe Tanha Rehna Hai..

by majid on December 06, 2008, 10:27:43 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
Print
Author  (Read 14664 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #45 on: December 15, 2008, 09:04:02 PM »
Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One From Ur Side..

Aa Mujhe Tanhaai Ka Ehsaas Dilaa Jaa,.
Tanhaa Hokar Bhi Main Teri Mehfilon Mein Hoon,.

Aa Mera Dil Tordkar Chalaa Jaa,.
Toot Kar Bhi Main, Sabke Dilon Mein Hoon,.

Aa Mujhe Ghamon Ka Raasta Dikhaa Jaa,.
Akela Hokar Bhi Manzilon Mein Hoon,.

____________________-Jaanasheen-
Wah bahut khoob likha hai aap ne Jaanasheen Bhai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUJHE TANHA CHODNE WAALE KAHIN TOO TANHA NA RAH JAAYE by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
- Mujhe Tanha Chod Diya - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chod do tanha mujhe by deepika_divya in Shayri-E-Dard
~!!!~ Tanha rehna seekh raha hoon ~!!!~ by Qutubuddin in Ghazals
Tumhare Bin Nahi Rehna Mujhe Tumse M0habbat Hai by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #46 on: December 16, 2008, 12:28:41 PM »

THANKS JAHANSHEEN & well said

Jasbir Singh
Wah bahut khoob likha hai aap ne Jaanasheen Bhai

Shukriya jasbir Bhaiya,.
and Rajesh Bhaiya,.
achch Laga ke aapne Ise Pardha,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #47 on: December 16, 2008, 12:31:15 PM »
zakhm-e-tanhai main khushbu-e-hina kis ki thi
saya diwar pe mera tha sada kis ki thi

uski raftar se lipti rahi meri ankhen
us ne mur kar bhi na dekha k wafa kis ki thi

waqt ki tarah dabe panw ye kaun aya hai
main andhera jise samjha wo qaba kis ki thi

ansuon se hi sahi bhar gaya daman mera
hath to main ne uthaye the dua kis ki thi

meri ahon ki zaban koi samajhta kaise
zindagi itni dukhi mere siwa kis ki thi

ag se dosti us ki thi jala ghar mera
di gai kis ko saza aur khata kis ki thi

main ne binaiyan bo kar bhi andhere kate
kis k bas main thi zamin abr-o-hawa kis ki thi

chor di kis liye tu ne "Muzaffar" duniya
justaju si tujhe har waqt bata kis ki thi

nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #48 on: December 16, 2008, 04:32:33 PM »

bahut badiya kalaam hai

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #49 on: December 19, 2008, 01:53:16 PM »
Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #50 on: December 20, 2008, 07:22:25 AM »
Good one Shally Ji

SHUKRIYA RAJESH JI,

SHALLY.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #51 on: December 20, 2008, 07:24:04 AM »
Bohat Achche Shally Ji,.
Nice One,.

kiya hai pyar jise hamne zindagi ki tarah
wo ashna bhi mila hamse ajnabi ki tarah

bara k pyas meri us ne hath chor diya
wo kar raha tha murawwat bhi dillagi ki tarah

kise khabar thi baregi kuch aur tariki
chupega wo kisi badli mein chandani ki tarah

kabhi na socha tha hamne "Qateel" us ke liye
karega ham pe sitam wo bhi har kisi ki tarah

Nm

SHUKRIYA AZEEM,
& NICE SHARING...

SHALLY.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #52 on: December 20, 2008, 07:25:46 AM »
Bohat Bohat Shukariya Shael Ji And Azeem Bhai
Aap Dono Ne Bhi Bohat Khoob Likha Hai

SHUKRIYA SHIHAB,

AAPKI TARAF SE REPLY KA INTZAAR HAI,

SHALLY.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #53 on: December 20, 2008, 07:26:40 AM »

bahut khoob kaha SHALLY

PYAR MEH YEHI SILA MILTA HAI
JAB KOI BEWAFA MILA KARTA HAI
DIN BHI LAGNEY LAGTI HAI RAAT
ASHQ AAKHOH MEH BHARA REHTA HAI

JUDA WOH KYA HUMSEY HUYE
DUNIYA HI DOOR HUYI
BHEED MEH BHI YEH DIL TANHA REHTA HAI
ASHQ AAKHOH MEH BHARA REHTA HAI

JASBIR SINGH

SHUKRIYA JAS JI,

AUR BAHUT AACHA LIKHA HAI AAPNE...

SHALLY.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #54 on: December 20, 2008, 07:39:37 AM »
SHUKRIYA JAS JI,

AUR BAHUT AACHA LIKHA HAI AAPNE...

SHALLY.

Thanks SHALLY

Jasbir SIngh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #55 on: December 21, 2008, 10:55:07 AM »
Shukriya Shally,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #56 on: December 23, 2008, 07:55:40 AM »
wah sabne bohat khoob likha hai lagey raho....

are janaab ham intzaar kar rahe hai ki aap kuch likhenge
tabhi to ye silsala aage badega...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #57 on: December 23, 2008, 02:01:22 PM »
Main Hoon Aasmaan Yahaan, Chaand Suraaj To Aate Rahenge,.
Mujhe To Tanha Rehna Hai, Log To Aksar Aate Jaate Rahenge,.

Sochta Hoon, Duniya Se Hatkar Ek Nahi Duniyaa Banaa Loon "Azeem,.
Ye Rahat Pasand Log, Tanhaa Logon Ko Sataate Rahenge,.

Roshni Unhe Raas Nahi Aati, Jinka Dil Mohabbat Me Jalaa Hai "Azeem,.
Agar Phirse Ujaale Paane Ka Socho, To Log Charaag Bujhaate Rahenge,.

Samajhdaari Isi Main Hai, Mitaa Do Pehchaan Apni Tum "Jaanasheen",.
Log To Zaaleem Hai, Baar Baar, Teri Barbaadi Ke Afsaane Sunaate Rahenge,.

________________________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #58 on: December 23, 2008, 04:41:50 PM »
Main Hoon Aasmaan Yahaan, Chaand Suraaj To Aate Rahenge,.
Mujhe To Tanha Rehna Hai, Log To Aksar Aate Jaate Rahenge,.

Sochta Hoon, Duniya Se Hatkar Ek Nahi Duniyaa Banaa Loon "Azeem,.
Ye Rahat Pasand Log, Tanhaa Logon Ko Sataate Rahenge,.

Roshni Unhe Raas Nahi Aati, Jinka Dil Mohabbat Me Jalaa Hai "Azeem,.
Agar Phirse Ujaale Paane Ka Socho, To Log Charaag Bujhaate Rahenge,.

Samajhdaari Isi Main Hai, Mitaa Do Pehchaan Apni Tum "Jaanasheen",.
Log To Zaaleem Hai, Baar Baar, Teri Barbaadi Ke Afsaane Sunaate Rahenge,.

________________________________________-Jaanasheen-

wah bahut ki khoob kaha Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #59 on: December 23, 2008, 04:42:53 PM »
Main Hoon Aasmaan Yahaan, Chaand Suraaj To Aate Rahenge,.
Mujhe To Tanha Rehna Hai, Log To Aksar Aate Jaate Rahenge,.

Sochta Hoon, Duniya Se Hatkar Ek Nahi Duniyaa Banaa Loon "Azeem,.
Ye Rahat Pasand Log, Tanhaa Logon Ko Sataate Rahenge,.

Roshni Unhe Raas Nahi Aati, Jinka Dil Mohabbat Me Jalaa Hai "Azeem,.
Agar Phirse Ujaale Paane Ka Socho, To Log Charaag Bujhaate Rahenge,.

Samajhdaari Isi Main Hai, Mitaa Do Pehchaan Apni Tum "Jaanasheen",.
Log To Zaaleem Hai, Baar Baar, Teri Barbaadi Ke Afsaane Sunaate Rahenge,.

________________________________________-Jaanasheen-

wah wah wah kaya baat hai.. eke k line kamal ki likhi hai lil bro.. bahoot khoob~~
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:57:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer