Mujhe Tanha Rehna Hai..

by majid on December 06, 2008, 10:27:43 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
Print
Author  (Read 14539 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #60 on: December 23, 2008, 05:15:04 PM »
Main Hoon Aasmaan Yahaan, Chaand Suraaj To Aate Rahenge,.
Mujhe To Tanha Rehna Hai, Log To Aksar Aate Jaate Rahenge,.

Sochta Hoon, Duniya Se Hatkar Ek Nahi Duniyaa Banaa Loon "Azeem,.
Ye Rahat Pasand Log, Tanhaa Logon Ko Sataate Rahenge,.

Roshni Unhe Raas Nahi Aati, Jinka Dil Mohabbat Me Jalaa Hai "Azeem,.
Agar Phirse Ujaale Paane Ka Socho, To Log Charaag Bujhaate Rahenge,.

Samajhdaari Isi Main Hai, Mitaa Do Pehchaan Apni Tum "Jaanasheen",.
Log To Zaaleem Hai, Baar Baar, Teri Barbaadi Ke Afsaane Sunaate Rahenge,.

________________________________________-Jaanasheen-

Bahut khoob Jaanasheen Bhai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUJHE TANHA CHODNE WAALE KAHIN TOO TANHA NA RAH JAAYE by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
- Mujhe Tanha Chod Diya - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chod do tanha mujhe by deepika_divya in Shayri-E-Dard
~!!!~ Tanha rehna seekh raha hoon ~!!!~ by Qutubuddin in Ghazals
Tumhare Bin Nahi Rehna Mujhe Tumse M0habbat Hai by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
k.shael
Guest
«Reply #61 on: December 24, 2008, 11:11:03 AM »
ji jarur koshish karte hai
galti maaf ho ji..........

Kya Kahe Kaise Khayalo Se Guzarte Hai Raat Deen
Har Pal Naya Zakhm Aur Chup Rehte Hai Raat Deen.

Kahin Zamaane Guzar Gaye Hai Tujhse Bichhde Hue
Phir Bhi Tujhe yaad Karta Hoon Main Raat Deen.

Jab Bhi Chhuti Hai Hawa Mujhe Banke Ehsas Tera,Mat Puch
Phir Aankhon Se Kitne Baadal Baraste Hai Raat Deen.

Har Pal Har Ghadi Bas Ek Tera Hi Intazaar Rehta Hai
Na Jaane Kyun Is Qadar Teri Talab Karta Hoon Raat Deen.

Tumne Bhi To.e.Jaaneman Kabhi Mujhse Dil Ko Lagaaya Tha
Phir Aaj Main Akela Hi Kyun Tadapta Rehta Hoon Raat Deen....


sorry ji abhi mood aur time dono nahi hai
so jo bana hai likh diya hai galti maaf ho
insha ALLAH kabhi time lekar likhenge...bye


Maafi Maangkar Sharminda Na kijiye,

Aap ne bahut khoob likha hai, Har baar ki tarah umda,

U pareshaan kar rakha hai teri yaadon ne ki mein
khud se bhi jhagad beth.ta ho inn dinno,

U deewana kar rakha hai teri unn aadaaon ne ki mein
khud ko hi aine me pehchanta nahi ho inn dinno,

U yaad aati hai teri baatein ki mein khud ke hi dil
ki aawaaj na sun paata ho inn dinno,

Dekh le khud hi aakar mein kya kya batao tujhe,mujhe
kuch samjhana bhi to nahi aata hai inn dinno.

Shally.
Logged
smardia
Guest
«Reply #62 on: December 24, 2008, 01:18:52 PM »
DARD KA IS KADAR IZHAAR ,KYA KHOOB HAI
MAUT BHI EK BAAR DAR JAYE EYSA ACHUK HAI...


SURENDRA
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #63 on: December 24, 2008, 01:48:32 PM »
Bahut bahut accha sab ne likha hai... Applause Applause

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: December 24, 2008, 04:05:19 PM »
Shukriya Jasbir Bhai.
Rajesh Bhaiya.
Pooja Didi.
Sonia Ji.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #65 on: December 24, 2008, 04:06:32 PM »
ji jarur koshish karte hai
galti maaf ho ji..........

Kya Kahe Kaise Khayalo Se Guzarte Hai Raat Deen
Har Pal Naya Zakhm Aur Chup Rehte Hai Raat Deen.

Kahin Zamaane Guzar Gaye Hai Tujhse Bichhde Hue
Phir Bhi Tujhe yaad Karta Hoon Main Raat Deen.

Jab Bhi Chhuti Hai Hawa Mujhe Banke Ehsas Tera,Mat Puch
Phir Aankhon Se Kitne Baadal Baraste Hai Raat Deen.

Har Pal Har Ghadi Bas Ek Tera Hi Intazaar Rehta Hai
Na Jaane Kyun Is Qadar Teri Talab Karta Hoon Raat Deen.

Tumne Bhi To.e.Jaaneman Kabhi Mujhse Dil Ko Lagaaya Tha
Phir Aaj Main Akela Hi Kyun Tadapta Rehta Hoon Raat Deen....


sorry ji abhi mood aur time dono nahi hai
so jo bana hai likh diya hai galti maaf ho
insha ALLAH kabhi time lekar likhenge...bye


Shukriya Bhaijaan,.
Aur Waah Kya Khoob LIkha Hai Aapne,.
Subhan Allah,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #66 on: December 24, 2008, 04:07:58 PM »
Maafi Maangkar Sharminda Na kijiye,

Aap ne bahut khoob likha hai, Har baar ki tarah umda,

U pareshaan kar rakha hai teri yaadon ne ki mein
khud se bhi jhagad beth.ta ho inn dinno,

U deewana kar rakha hai teri unn aadaaon ne ki mein
khud ko hi aine me pehchanta nahi ho inn dinno,

U yaad aati hai teri baatein ki mein khud ke hi dil
ki aawaaj na sun paata ho inn dinno,

Dekh le khud hi aakar mein kya kya batao tujhe,mujhe
kuch samjhana bhi to nahi aata hai inn dinno.

Shally.

Bohat Achche Shally Ji,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #67 on: December 25, 2008, 05:29:42 AM »
Bohat Achche Shally Ji,.


Shukriya Azeem,

Aap bhi kuch saath likhte to aacha lagta,

Shally.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #68 on: December 25, 2008, 08:50:25 PM »
Maafi Maangkar Sharminda Na kijiye,

Aap ne bahut khoob likha hai, Har baar ki tarah umda,

U pareshaan kar rakha hai teri yaadon ne ki mein
khud se bhi jhagad beth.ta ho inn dinno,

U deewana kar rakha hai teri unn aadaaon ne ki mein
khud ko hi aine me pehchanta nahi ho inn dinno,

U yaad aati hai teri baatein ki mein khud ke hi dil
ki aawaaj na sun paata ho inn dinno,

Dekh le khud hi aakar mein kya kya batao tujhe,mujhe
kuch samjhana bhi to nahi aata hai inn dinno.

Shally.

wah bahut khoob kaha SHALLY


Jasbir Singh
Logged
k.shael
Guest
«Reply #69 on: December 27, 2008, 07:29:53 AM »
wah bahut khoob kaha SHALLY


Jasbir Singh

Shukriya Jas Ji,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #70 on: December 27, 2008, 07:31:38 AM »
Shukariya Shael Ji..
Bohat Achhi Koshish Hai Aapki Bhi..

Keep It Up Ji.....

Shukriya Shihab Ji,

Aap agar jawab me kuch likhte to silsala aage bhadta

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #71 on: December 27, 2008, 08:36:37 AM »
Shally Azeem & Shihab bohat khoob mehfil sajayee hain aap logho ne maza aa gaya.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #72 on: December 27, 2008, 08:54:18 AM »
ok ji koshish karte hai...

Shamma Ki Tarah Pighalta Hoon Mein In Deeno
Teri Judaai Ki Aag Mein Jalta Hoon In Deeno.

  Darta Hoon Koi Dekh Na Le Haal.e.Dil Mera
Issi Liye Roz Chehre Ko Badalta Hoon In Deeno.

Jab Bhi Dekha Hai Tumhe Khwabon Mein Hi Dekha Hai
Magar Ab Teri Deed Ke Liye Tadapta Hoon In Deeno.

Jane Ye Kis Muqaam Pe Pohancha Diya Hai Tune Mujhe
Ki Tum Bin Ik Pal Bhi Reh Nahi Paata Hoon In Deeno


Nice one Shihab Ji
Laakh chupao chup na sakega raaz kitna gehra
Dil ki baat bata deta hai asli nakli chehra
NM
Logged
k.shael
Guest
«Reply #73 on: December 27, 2008, 09:18:51 AM »
ok ji koshish karte hai...

Shamma Ki Tarah Pighalta Hoon Mein In Deeno
Teri Judaai Ki Aag Mein Jalta Hoon In Deeno.

  Darta Hoon Koi Dekh Na Le Haal.e.Dil Mera
Issi Liye Roz Chehre Ko Badalta Hoon In Deeno.

Jab Bhi Dekha Hai Tumhe Khwabon Mein Hi Dekha Hai
Magar Ab Teri Deed Ke Liye Tadapta Hoon In Deeno.

Jane Ye Kis Muqaam Pe Pohancha Diya Hai Tune Mujhe
Ki Tum Bin Ik Pal Bhi Reh Nahi Paata Hoon In Deeno




Hame Aapki Ye Koshish Behad aachi lagi...
Bahut aacha reply kiya,
Shukriyaa...

Log mujhse aab jalte nahi hai, tu jo nahi hai,
aab wo bhi meri halat pe taras khaate hai inn dinno,

Kaise karoo shikwe shikayete me tujh se,
khawaab me bhi to mulaqat nahi hoti tujhse inn dinno,

Tu khush hai har kisike saath ye teri kismat hai,
mujhe dekh tere siwa kisi aur ka ho hi nahi paata ho inn dinno,

Rang laayegi mohabbat hamari iss baat ka yaqeen to hai,
par aab mein roz roz dua bhi to nahi karta inn dinno...

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #74 on: December 27, 2008, 09:20:34 AM »
Shally Azeem & Shihab bohat khoob mehfil sajayee hain aap logho ne maza aa gaya.

Shukriya Sajid,

Shally.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:20:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.199 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer