Mujhe Tum "Jaana, Bohat Yaad Aaye,. {AS}

by Jaanasheen on June 08, 2012, 09:25:38 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2384 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Sulagti Dhoop Mein, Thandi Chaaon Mein,.
Har Shehar Mein, Har Gaaon Mein,.
Raat Ki Tanhaai Mein, Din Ke Ujaalon Mein,.
Mujhe Tum "Jaana, Bohat Yaad Aaye,.

Bahaaron Ke Daur Mein,.
Bazaaron Ke Shor Mein,.
Guzra Main Jahaan Se Bhi,.
Mujhe Tum "Jaana, Bohat Yaad Aaye,.

Dekha Jab Wo Panna, Jo Kitaab Se Hatt Gaya,.
Dekha Jab Wo Phool Jo Daali Se Katt Gaya,.
Toote Sheeshe Pe Jab Dekha Apna Wajood,.
Mujhe Tum "Jaana, Bohat Yaad Aaye,.

Baitha Jo Thakkar Ek Pareende Ka Jorda,.
Urdte Jab Dekha Ek Pareende Ko Tanha,.
Dekhi Jo Sooni Dhaali Chaman Ki,.
Mujhe Tum "Jaana, Bohat Yaad Aaye,.

Shayad Bhool Gaye Tum Meri Wafaaein,.
Kya Kahein Ab, Aur Hum Kya Bataaein,.
Khola Jab Tumhaara Khat Puraana,.
Mujhe Tum "Jaana, Bohat Yaad Aaye,.

-Azeem Aarzu-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bohat " YAAD " kiya by nawabian in Ghazals
Mujhe tum bohat yaar aaye... by maya01 in Shayri-E-Dard
~~"MUJHE JAANA HAI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
AAJ PHIR USKI WAFA YAAD AAYE .....REHAN MUBARAK "TANHAA" by haan in Shayri-E-Dard
MUJHE TUM YAAD AAYE by pritam tripathi in Love Poetry in Punjabi
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: June 09, 2012, 02:55:15 AM »
waah waah waah
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: June 09, 2012, 03:12:31 AM »
Bahut Khoob Azeem bhai

Bahut masoomiyat aur dard bhari peshkash..Dil me ek hoonk si uthti hai padhkar..ki kaash...vo bhi yaad karte.
Baarish ka mausam, hawaaon ka shor
raaho pe lay me naachte mor( peacock)
mujhe tum jaana 'bahut yaad aaye'




Logged
roy
Guest
«Reply #3 on: June 09, 2012, 05:46:48 AM »
lajwaaaaaaaaaaaabbbb.........................

gazal dil ko chu gayi azeem g.
  rau diye bina rah nahi jara .. kabol kijiye

betha tha jab akela, tanha sa tha main
khudse bhi khafaa, ek anjuman mai tha main...
fir bhi achanak ek muskan aa gayi chehere pe
JANA USS WAKHAT TUM "MUJHE BOHT YAAD AAYE"
Logged
Anahita
Guest
«Reply #4 on: June 09, 2012, 06:55:54 AM »

BAHUT UMDA AZEEM JEE.
DHERON DAAD AUR RAU KUBOOL KIJIYE
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
albelamai
Guest
«Reply #5 on: June 09, 2012, 09:41:34 AM »
beautiful
Applause
nice lines by mkv and roy.
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: June 09, 2012, 02:17:13 PM »
Azeem Sahaab Aadaab!

Bahut khoob janab ... kia kahe waaH badi hi dilfareb
manzar kashi ki hai... khayaal khayaal meiN sachchai
jhalak rahi hai... Usual Smile


Daad duN toH achcha nahi lageNga coz maiN janta huN
ke yeH feeling kia hai...
Mujhe bhi apni aik aisi hi kalaam yaad aa gayi.. Usual Smile
Wohi aapki nazar kar deta huN...



Pyar ka matlab main samajh na paya
Kounsa rishta phir tumne nibhaya


Kehta hai mujhse bhool ja tu ab
Kaise bhulauN yaad aaye tu jab
Ke bin uske kaise hoga guzara
Tu hi bata de mere khudaya

Pyar ka matlab woh samajh na paya
Kounsa rishta phir maine Nibhaya


Naa maine kii jafa, na hai woh bewafa
Kiski hai galti phir kisne kii khata
Meri dilruba huyi tu kyuN khafa
KahuN kya main bhi tune dil dukhaya

Pyar ka matlab tu samajh na paya
Kounsa rishta phir tumne hai nibhaya


Bhulta Nahi may koi beete lamhe
Kaise bhulaoge main bhi huN tum meiN
tujhe mujhse mohobbat nahi thi to
Phir kyuN! tumne mujh ko tadpaya

Pyar ka matlab may samajh na paya
Kounsa rishta phir humne hai nibhaya                   


                   

Logged
laaiba
Guest
«Reply #7 on: June 09, 2012, 03:28:16 PM »
waah azeem jee bohat khoob ...bohat c daad...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 09, 2012, 08:22:23 PM »
waah waah waah
Shukriya Janaab Duaa Ki Darkhwast,.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: June 11, 2012, 01:06:49 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  Yaadon me doobi hui aapki ye khoobsurat peshkash humein bahut bahut bahut pasand aayi... bahut bahut khoob likha hai aapne Azeem ji....!!!
Logged
theyash
Guest
«Reply #10 on: June 11, 2012, 01:15:07 PM »
bahut khoob azeem ji...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 11, 2012, 08:34:14 PM »
Bahut Khoob Azeem bhai

Bahut masoomiyat aur dard bhari peshkash..Dil me ek hoonk si uthti hai padhkar..ki kaash...vo bhi yaad karte.
Baarish ka mausam, hawaaon ka shor
raaho pe lay me naachte mor( peacock)
mujhe tum jaana 'bahut yaad aaye'





Shukriya Bhai And Nice Lines Too.,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 13, 2012, 03:54:24 PM »
lajwaaaaaaaaaaaabbbb.........................

gazal dil ko chu gayi azeem g.
  rau diye bina rah nahi jara .. kabol kijiye

betha tha jab akela, tanha sa tha main
khudse bhi khafaa, ek anjuman mai tha main...
fir bhi achanak ek muskan aa gayi chehere pe
JANA USS WAKHAT TUM "MUJHE BOHT YAAD AAYE"

Shukriya Roy Ji,.
And Nice Lines Too,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:49:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer