Mujhe Tum Kabhi Bhi Bhula Na Sako Ge...

by Aryaan on March 07, 2005, 01:31:37 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
Print
Author  (Read 11789 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #15 on: April 03, 2005, 04:52:12 PM »
Quote from: "Aryaan"
Zindagi hai meri jaane kaisa safrar
Ajnabi ho gai, kiyun harr rah guzar

Dukh bhare raaston pe, koi nahi sath hai
Soch mein ab katey, meri harr raat hai..

Besukoon ho gai ab yeh duniya meri
Waqt se larney lagi saansein ab yeh meri

Honton pe ab mere koi nai baat hai
Na aarzoo hai koi, Na koi aas hai..

wonderful work once again  tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum mujhe yoo bhula na paaoge by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
mujhe bhula na paoge...... by roshni246 in Shayri-E-Dard
Apne Jaisa Mujhko Bana Sako To Mujhe Bata Do..... by khwahish in Ghazals « 1 2 3 4  All »
kabhi jo ker sako aisa by anandjaiswal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jo Kabhi Bhoola Na Sako Aisi Kahani Chhode Jaunga by Rajnish.raaj in Shayri-E-Dard
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: April 03, 2005, 05:57:58 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Aryaan"
Zindagi hai meri jaane kaisa safrar
Ajnabi ho gai, kiyun harr rah guzar

Dukh bhare raaston pe, koi nahi sath hai
Soch mein ab katey, meri harr raat hai..

Besukoon ho gai ab yeh duniya meri
Waqt se larney lagi saansein ab yeh meri

Honton pe ab mere koi nai baat hai
Na aarzoo hai koi, Na koi aas hai..

wonderful work once again  tongue3

Thanks a lot Nidhi....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #17 on: April 03, 2005, 06:01:30 PM »
Quote from: "Aryaan"
Mujhe tum nazar se gira tau rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhulaa na sako ge
Na-jaane mujhe kyun yaQeen ho chala hai
Mere pyar  ko tum mitaa na sako ge
Meri yaad hogi jidhar jaao ge tum
Kabhi naghma ban ke, kabhi ban ke aansu
Tarapata mujhe harr taraf paao ge tum
shama jo jalaai hai meri wafaa ne
bujhaana bhi chaho bujhaa na sako ge
Kabhi naam baaton mein aaya jo mera
Tau bechain ho hoke dil thaam loge
Nigaahon pe chaaye ga gham ka andhera
Kisi ne jo puchaa sabab aansuon ka
Batana bhi chaho bata na sako ge

Bahut hi pyaara likha hai aaryan sahab aapne....

Hamare pak pyar ko bhi khilona bana diya,
Humne ki wafa magar mujhe kya sila diya,
Phir bhi dua yahi hai khush raho tum sada,
Hum samjh lenge ishq ne hame dhoke se hara diya.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #18 on: April 03, 2005, 06:06:29 PM »
Quote from: "Aryaan"
Zindagi hai meri jaane kaisa safrar
Ajnabi ho gai, kiyun harr rah guzar

Dukh bhare raaston pe, koi nahi sath hai
Soch mein ab katey, meri harr raat hai..

Besukoon ho gai ab yeh duniya meri
Waqt se larney lagi saansein ab yeh meri

Honton pe ab mere koi nai baat hai
Na aarzoo hai koi, Na koi aas hai..

Bahut acche....

Meri mayusi kehti hai kabhi khusi se hum khele hai,
Aaj tanhai hai par hum bhi kabhi mehfil mein khele hai,
Aaj ruswa hai hum tere pyar mein dar dar bhatkte hai,
Tum thi toh dunia sath thi aaj bhale hi akele hai.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #19 on: April 03, 2005, 06:13:59 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Too good Aryan ...
Fantastic one ...

Pyaar ka behta dariya hu lekin,
Milan sagar se door rahaa...
Jane kaisi kismat hai apni,
Milkar bhi milne se majboor raha...
Chahat ki ujli raaho par bhi,
Dil chahato se bahut door raha...
Teri judaai mein aye humsafar,
Mera sayaa bhi mujhse door raha...
Haan ye sach hai berukhi ke kharo se,
Mera dil yakeenan mehfooz raha...
Lekin ye bhi sach hai mere sanam,
Teri pyar ki mehek se mehrum raha......

Wah JHL ji..........beauty it is.
Kaise bhulaoge, mera pyar har pal yad aayega,
Jahan naam ho tumhara, mera bhi naam aayega,
Mere dil ki tadap ko hi na samajh sake ho tum,
Kya karoge jab khuda khud tumhe aajmayega.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #20 on: April 03, 2005, 06:48:31 PM »
Bohat shukriya thycreator.......n very nice reply...

Teri raahon mein kab se aakhein bichaaye baithey hain
Iss dil ke toofan mein mohabbat ki shama jalaaye baithey hai
Aye zaalim kis moar pe laa kar chora hai tum ne mujhko
Abhi bhi milne ki hasarat se teri yaad ko dil se laagye baithey hain
Logged
thycreator
Guest
«Reply #21 on: April 03, 2005, 06:52:07 PM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat shukriya thycreator.......n very nice reply...

Teri raahon mein kab se aakhein bichaaye baithey hain
Iss dil ke toofan mein mohabbat ki shama jalaaye baithey hai
Aye zaalim kis moar pe laa kar chora hai tum ne mujhko
Abhi bhi milne ki hasarat se teri yaad ko dil se laagye baithey hain

Shukriya Aaryan....phir se accha likha apne,

Unki chahat toh wo aag hai jisse pani bhi bhadkati hai,
Kaise bhulu usse yaaron ye sawan ka mahina hai..... :wink:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: April 04, 2005, 10:48:58 AM »
Quote from: "thycreator"

Thanks thycreator ...n Nice One....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #23 on: April 04, 2005, 10:57:11 AM »
Thanx Aaryan ;-)..........ye naya rule ab hame shukriya kehne ki bhi ijajat nahi deta........kya kare bataiye sad5
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #24 on: April 04, 2005, 08:18:50 PM »
Quote from: "thycreator"
Thanx Aaryan ;-)..........ye naya rule ab hame shukriya kehne ki bhi ijajat nahi deta........kya kare bataiye sad5

ji haan.. Usual Smile  yeh naya rule majboor kar raha hai keh bas likhte hi jaiye, sirf shukriya ya thanks se kaam nahi chale ga.....Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #25 on: April 07, 2005, 08:08:30 PM »
Lauta do woh lamhey jo mere sirf mere they
Main unn lamhon ko Qaid karna chahta hoon
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #26 on: April 08, 2005, 03:38:07 AM »
very nice aryaan Usual Smile wonderful......................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #27 on: April 08, 2005, 03:48:59 AM »
Thank you very much Nidhi........Usual Smile..........................
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #28 on: April 08, 2005, 05:52:54 AM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Too good Aryan ...
Fantastic one ...

Pyaar ka behta dariya hu lekin,
Milan sagar se door rahaa...
Jane kaisi kismat hai apni,
Milkar bhi milne se majboor raha...
Chahat ki ujli raaho par bhi,
Dil chahato se bahut door raha...
Teri judaai mein aye humsafar,
Mera sayaa bhi mujhse door raha...
Haan ye sach hai berukhi ke kharo se,
Mera dil yakeenan mehfooz raha...
Lekin ye bhi sach hai mere sanam,
Teri pyar ki mehek se mehrum raha......

Wah JHL ji..........beauty it is.
Kaise bhulaoge, mera pyar har pal yad aayega,
Jahan naam ho tumhara, mera bhi naam aayega,
Mere dil ki tadap ko hi na samajh sake ho tum,
Kya karoge jab khuda khud tumhe aajmayega.

very nice all my friends aryan, JHL, creator
very nice all of u

ek ladki ki zindagi aasaan nahi hoti
chah kar bhi kabhi hotho pe muskaan nahi hoti
bari hoti hai majburion se uski zindagi
verna vo tujhe chahte hue bhi beparva nahi hoti
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #29 on: April 08, 2005, 06:01:55 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat shukriya thycreator.......n very nice reply...

Teri raahon mein kab se aakhein bichaaye baithey hain
Iss dil ke toofan mein mohabbat ki shama jalaaye baithey hai
Aye zaalim kis moar pe laa kar chora hai tum ne mujhko
Abhi bhi milne ki hasarat se teri yaad ko dil se laagye baithey hain

jo teri aankhon main hai
tuh uske liye aankhen bhichata kyun hai
vo shamma hai teri tuh parvana hai
use tuh mahobaat main jalata kyun hai
vo zalim teri mahobaat hai
jise tuh kabhi bhula hi nahi
phir usse tuh yaad banata kyun hai
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:51:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer