Mujhe Tum Rone Do,.

by Jaanasheen on January 09, 2009, 12:50:14 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2877 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Doston Bohat Dino Baad, Kuch Achcha Likh Raha Hoon,.
Zain Bhai Ke Kehne Pe,.
Waise Maine Ise Wahaan Bhi Post Kiya hai,.
Magar Chahta Tha, Ke Aap Sab Bhi Ise Pardhe,.



Tum Mere Ho, Ye Baat To Ab, Khwaab Jaisi Lagti Hai Mujhe,.
Is Khwaab Ko, Tum Mujhe Dekhne Do, Mujhe Kuch Dair Aur Sone Do,.

Aansuon Ka Lutf, Bhool Gaya Main, Use Jabse Dekhaa Hai,.
Jab Wo Door Hui Hai Mujhse, Kuch Behne Do, Mujhe Tum Rone Do,.

Kabtak Bhatkaa Karega, Bechaara Dard Yun Tanhaa "Azeem, Ki Taraah,.
Mil Jaayega Ise Mera Sahaara, Mujhe Ise Sehne Do, Ise Mera Hone Do,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Rone Ki Aawaj by suryamani in Shairi - E - Zindagi
ZINDGI RONE KO HAI. by BHONDU in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pathar bana diya mujhe rone nahin diya ... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
rone na diya NM by ek khwab in Shayri-E-Dard
aaj rone do by killbill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2009, 06:44:07 AM »
jaanasheen ji aap ka likha hamesha acha hota hai
aur aapki ye poetry bhi bohut achi hai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2009, 07:01:20 AM »
Doston Bohat Dino Baad, Kuch Achcha Likh Raha Hoon,.
Zain Bhai Ke Kehne Pe,.
Waise Maine Ise Wahaan Bhi Post Kiya hai,.
Magar Chahta Tha, Ke Aap Sab Bhi Ise Pardhe,.



Tum Mere Ho, Ye Baat To Ab, Khwaab Jaisi Lagti Hai Mujhe,.
Is Khwaab Ko, Tum Mujhe Dekhne Do, Mujhe Kuch Dair Aur Sone Do,.

Aansuon Ka Lutf, Bhool Gaya Main, Use Jabse Dekhaa Hai,.
Jab Wo Door Hui Hai Mujhse, Kuch Behne Do, Mujhe Tum Rone Do,.

Kabtak Bhatkaa Karega, Bechaara Dard Yun Tanhaa "Azeem, Ki Taraah,.
Mil Jaayega Ise Mera Sahaara, Mujhe Ise Sehne Do, Ise Mera Hone Do,.

________________________________________-Jaanasheen-



Bahut Khoob Umda aur lajawaab likha hai Azeem,

Kuch lines likh rahi ho umeed hai pasand aayengi,


Kya karoge tum meri hasti ko bachakar jise sounpa tha
khud ko jab usne nahi sambhala to aab mujhe khud ko khone do,

Bina bewafayi ke hi lag gayye hai iljaam bewafa hone ke to
aaj mat roko mujhe sareaam mehfil me khafa hone do,

Kyun batate phirte hai meri barbaadi ke kisse logo ko,
aab meri halat ko dekh gamzada hote hai to hone do,

Jhakham dard bahut dete hai jab hare ho jaate hai meharbaani
karo, inhe chedo nahi sone do...

Shally.

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2009, 07:52:03 AM »
Bohat khoob Azeem too good  Clapping Smiley

Apne likhe ko achcha kaha nahi karte
Yeh kam hamara hain humse na chiniye

                          -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 09, 2009, 10:03:24 AM »
jaanasheen ji aap ka likha hamesha acha hota hai
aur aapki ye poetry bhi bohut achi hai

Shukriya Kaushik Ji,.
Aap Bhi Kuch Likhkar Jaate To Kuch Seekhne KO Milta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 09, 2009, 10:16:32 AM »
Bohat khoob Azeem too good  Clapping Smiley

Apne likhe ko achcha kaha nahi karte
Yeh kam hamara hain humse na chiniye

                          -SG-


Shukriya Mere Bade Bhai,.
Aapki Taraf Se Tareefein Sametna Mujhe Bohat Pasand Hai,.

Agar Bhai, Aap Bhi Kuch Likhkar Jaate To Seekhne KO Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 09, 2009, 10:19:42 AM »

Bahut Khoob Umda aur lajawaab likha hai Azeem,

Kuch lines likh rahi ho umeed hai pasand aayengi,


Kya karoge tum meri hasti ko bachakar jise sounpa tha
khud ko jab usne nahi sambhala to aab mujhe khud ko khone do,

Bina bewafayi ke hi lag gayye hai iljaam bewafa hone ke to
aaj mat roko mujhe sareaam mehfil me khafa hone do,

Kyun batate phirte hai meri barbaadi ke kisse logo ko,
aab meri halat ko dekh gamzada hote hai to hone do,

Jhakham dard bahut dete hai jab hare ho jaate hai meharbaani
karo, inhe chedo nahi sone do...

Shally.



Waah Waah, Kya Khoob Kaha Hai, Shally Madam,.
Aakhri Ki Line To Yaara, Dil Ko Choo Kar Nikli,..
Nice One,.

Ab Main Ispe Jawaab Kya Doon,.
Sochkar Likhna Hai,.
Inshallah Kuch Zarur Likhoonga,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: January 09, 2009, 10:27:13 AM »
Doston Bohat Dino Baad, Kuch Achcha Likh Raha Hoon,.
Zain Bhai Ke Kehne Pe,.
Waise Maine Ise Wahaan Bhi Post Kiya hai,.
Magar Chahta Tha, Ke Aap Sab Bhi Ise Pardhe,.



Tum Mere Ho, Ye Baat To Ab, Khwaab Jaisi Lagti Hai Mujhe,.
Is Khwaab Ko, Tum Mujhe Dekhne Do, Mujhe Kuch Dair Aur Sone Do,.

Aansuon Ka Lutf, Bhool Gaya Main, Use Jabse Dekhaa Hai,.
Jab Wo Door Hui Hai Mujhse, Kuch Behne Do, Mujhe Tum Rone Do,.

Kabtak Bhatkaa Karega, Bechaara Dard Yun Tanhaa "Azeem, Ki Taraah,.
Mil Jaayega Ise Mera Sahaara, Mujhe Ise Sehne Do, Ise Mera Hone Do,.

________________________________________-Jaanasheen-



 Applause Applause Applause Applause

Wah wah bohat khoob bhai jaan ..

Bohat khoob jawab shally ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 09, 2009, 10:34:53 AM »
Ek Koshish.,

Zindagi Ke Toofaano Se Bachkar, To Nikal Gaye Tum ,.
Mohabbat Ke Kinaare Pe Aaye Ho, To Khud Ko Kisi Ko Doobone Do,.
Mohabbat Gar Aayi Hai Darpe Tumhare, To Ise Tum Hone Do,.
Khud Ko Kisi Ko Doobone Do,.

Kab Tak Aakar Jagaaya Karogi Raaton Mein, Us Tanhaa Insaan Ko..
Kuch Pal Ke Liye, Use Chain Lene Do, Use Tum Sone Do,.

Hai Kitni Lazzat, Kisi Ka Dard Sehna, Tum Bhi Dard Lekar Dekho,.
Milaaga Tumhe, Roohaani Sukun, Abke Karaar Ko Thoda Khone,.
Anjaan Jo Ho, Dil Ke Dard Se, Iski Pehchaan Abto Hone Do,.

Bohat Ro Liya Tumne, "Azeem Ke Dost, Ab Baari Zamaane Ki Hai,.
Sunaakar Apne Dil Ka, Andaaz-e-Shayaari Se, Inhe Sab Tum Rone Do,.
Inka Bhi Dard Se Rishta Ho Jaayega, Inhe Apni Shayaari Mein Khone Do,.
Inhe Tum Rone Do,.
Inhe Tum Rone Do,.

__________________________________________-Jaanasheen-
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 09, 2009, 10:42:14 AM »

 Applause Applause Applause Applause

Wah wah bohat khoob bhai jaan ..

Bohat khoob jawab shally ...


Shukriya Didijaan,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #10 on: January 10, 2009, 08:18:47 AM »
Ek Koshish.,

Zindagi Ke Toofaano Se Bachkar, To Nikal Gaye Tum ,.
Mohabbat Ke Kinaare Pe Aaye Ho, To Khud Ko Kisi Ko Doobone Do,.
Mohabbat Gar Aayi Hai Darpe Tumhare, To Ise Tum Hone Do,.
Khud Ko Kisi Ko Doobone Do,.

Kab Tak Aakar Jagaaya Karogi Raaton Mein, Us Tanhaa Insaan Ko..
Kuch Pal Ke Liye, Use Chain Lene Do, Use Tum Sone Do,.

Hai Kitni Lazzat, Kisi Ka Dard Sehna, Tum Bhi Dard Lekar Dekho,.
Milaaga Tumhe, Roohaani Sukun, Abke Karaar Ko Thoda Khone,.
Anjaan Jo Ho, Dil Ke Dard Se, Iski Pehchaan Abto Hone Do,.

Bohat Ro Liya Tumne, "Azeem Ke Dost, Ab Baari Zamaane Ki Hai,.
Sunaakar Apne Dil Ka, Andaaz-e-Shayaari Se, Inhe Sab Tum Rone Do,.
Inka Bhi Dard Se Rishta Ho Jaayega, Inhe Apni Shayaari Mein Khone Do,.
Inhe Tum Rone Do,.
Inhe Tum Rone Do,.

__________________________________________-Jaanasheen-
[/color]

Shukriya Azeem,
Bahut Khoob likha hai Azeem,

Badi mudaat se chaah thi kisi apne ki, aaj tu mujhe
jee bhar ke apne kandho pe sir rakh ke rone de,

Kaise utaar paayega tu barso ke gaamo ko mere dil se
aab aadat si hai inki mujhe tu inhe umar bhar dhone de,

Kya karenge ham shikwa karke duniya waloo se ye to khuda
ki marzi aur apni kismat hai jo ho raha hai galat hone de,

Bahut raatein jaag kar bita di hai Azeem,aab na rok tu
chain ki neend mujhe sone de,

Kya paaya hamne iss duniyaa se aaj khabar hui hai, chal
Azeem aaj mujhe uss khuda ka ho lene de.

Shally.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: January 10, 2009, 08:19:40 AM »

 Applause Applause Applause Applause

Wah wah bohat khoob bhai jaan ..

Bohat khoob jawab shally ...


Shukriya honey didi,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: January 10, 2009, 08:20:57 AM »
Wah Kya Andaaz.e.Bayaan Hao Bohat Khoob Azeem Bhai
And Aapne Bhi Achha Rep Diya Hai Shael Ji Keep It Up.

Shukria Shihab Ji,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 10, 2009, 09:10:17 AM »
Shukriya Majid Bhai,.
And Nice One Shally Madam,.

Bohat Achche,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: January 11, 2009, 08:28:00 AM »
 Applause Applause

Bohat khoob shihab

Chal pade hai raahon mein par koi chahat nahi
Dil toot chuka hai par dard kam na hue
Humne toh zindagi gawa di unki chahat mein
Subha se shaam hue par unka koi paigaam nahi
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:22:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer