Mukkaddar Ki Ruswai,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:12:57 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2573 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Jo Tune Bakshaa Hai Wo Gham Kahaan Nahi Hota,.
Ye Sholaa Aisa Hai Jiska Dhuaan Nahi Hota,.

Talab Hai Tujhko Khushi Ki Janam Se "Azeem",.
Bata Kyun Tera Mukkaddar Jawaan Nahi Hota,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ruswai by tushar_4u_im in Shairi - E - Zindagi
shikva aur ruswai by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ruswai........... by roshni246 in Shayri-E-Dard
ruswai by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
muskan_bye
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2007, 04:17:00 PM »
very nice jaanasheen ji

jo hua ho gaya usko yaad karke kyun rote ho
hum aaye hai aap dosti ke liye is baat leker khush kyun nahi
hote ho
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 21, 2007, 01:44:41 PM »
Shukriya Muskan Ji,.
Jo Apko Meri Post Acchi Lagi,.
And NiceOne,.
Aapne Bhi accha Likha Hai,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: November 21, 2007, 06:15:10 PM »
shukriya

hum toh likhte hai aise hi jo samjh aaya likh diya
magar aap ka andaaz hume passand aaya kyoki isme hai kuch khas baat jo aap hume bata nahi pa rehe hai is baar.............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 23, 2007, 10:13:41 AM »
Koi Baat Nahi Hai Jo aap Se Chupaa Rahe Hain,.
Har Baat Ko Hum "Muskaan" Dil Kholkar Bataa Rahe Hain,.

Jaane Kyun Aap Anjaan Hain Phir Bhi Maloom Nahi,.
Hum To Har Ek Kalaam Me Apne Kisi Ka Naam To Sajaa Rahe Hain,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #5 on: November 29, 2007, 06:19:01 PM »
Chalo kisi ko toh sajaya 
chalo  kisi ko toh  apnaya
humne  toh socha tha aapka kuch nahi ho sakta
magar humari fikar door hui
or hume bahut khushi hui

thank you
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 01, 2007, 10:30:52 AM »
Nice One Muskaan Ji,.
Logged
amit250587
Guest
«Reply #7 on: December 01, 2007, 10:34:55 AM »
hello bro
Logged
usmancaf
Guest
«Reply #8 on: December 01, 2007, 10:40:40 AM »
woh aakhri lamhoon main mujhy maang raha hai
yeh waqt hai aesa k guzar kar nahi sakty

khud hath say apny usay khona hi pary ga
yeh zabt bhi karna hai magar kar nahi sakty

yoon apni nigahoon ko chora layty hain tujh say
k dil k iradoon ki khabar kar nahi sakty

tum khwaab jalaty rahy ham aaj tak chup thy
ab dil k yoon jalny par sabar kar nahi sakty


yeh aankh andheroon main hoi pyaas ka sehra
is noor k darya par nazar kar nahi sakty

har chand k meri aankh main aansoo hain larazty
jalty hoy sholay es par asar kar nahi sakty

ab chahin bandh lain gay tumhin apni nazar say
ham is liye khuda say khafa ho nahi sakty
Logged
amit250587
Guest
«Reply #9 on: December 01, 2007, 10:43:59 AM »
मेरे PATHER के सनम ..........................
FAREB THI USKI HASI MEIN AASIQI SAMAZ BETHA ...
MOAT KO HI AAPNI JIDGI SAMAZ BETHA ..
WAQT KI GARDISH THI YA MERI BADNASIBI ..
AAPNE SAYE KO HI CHANDNI SAMAZ BETHA....
VO KADAM-2 PAR GAM DETE GYE MUJHE
DILE NADAN ISE DILLAGI SAMAZ BETHA..
JISKI PUJA MEIN MEINE EK SAAL GUJAR DIYA ..
PATHER KI MURAT THI VO MEIN DEVI SAMAZ BETHA...
Logged
usmancaf
Guest
«Reply #10 on: December 01, 2007, 11:23:32 AM »
Chup chap hai yeh zindagi ..
Khamosh hain yeh lab ...
Humaei zuban daine wala chala gaya ..
Tanha safr mein chor kar
Kisi se ik raat mein pyar hote daikha
zindagi ko ik raat mein sanwarte daikha
Chaht bohat thii k teri bahon mein rahein
pr apni kismat ko ik raat mein harte daikha ..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 01, 2007, 12:09:29 PM »
Nice One Usman And Amit Ji,.
Welcome To Yoindia,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #12 on: December 01, 2007, 05:00:23 PM »
very good and very nice and well done "Usmancaf ji" and "Amit ji"

aap dard padkar hume aisa laga
ki jo hua bahut bura hua
lekin kya kare ye toh sab "Mukkaddar" hai
jo aap se Ruswa hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~"Khushboo"~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 02, 2007, 10:34:12 AM »
Nice One,.

Khel Aise "Mukaddar" Ne Khele,.
Hogaye Barbaad Hum Barbaad Hone Se Pehle..

"Mukaddar Hi Tha Apna Jo Dagaa De Gaya,.
Warna Khush The Hum Bhi Udaas Hone Se Pehle,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
amit250587
Guest
«Reply #14 on: December 13, 2007, 09:59:12 AM »
TOD KE DIL MILEGA KYA TUMHE
KUDHA KE GHAR BHI ANDHERA MILEGA TUMHE
SOK SE AAJMA LO MERI WAFA KO
KI MERA DIL BHI TADPTA MILEGA TUMHE
DIL KE SO TUKDE KAR DO HAR TUKDE MEIN
DEKHNA AAPNA HI CHERA MILEGA TUMHE
DIL KUDHA KA GHAR HAI YE BAAT MANO MERI
OR KHI NA YE KUDHA NA MILEGA TUMHE
TUM KHI BHI RHO PAR YE JAAN LO
SANG-2 MERA SAYA MILEGA TUMHE
KAJAL JO HAI TAKDIR MEIN WHI MILEGA TUMHE
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:49:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.086 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer