Mulakat

by Meena on February 27, 2005, 04:06:24 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Author  (Read 4659 times)
Meena
Guest
«Reply #30 on: March 03, 2005, 05:51:53 PM »
wahhhhhhh aryaan jiii!!!!

shukriya saathi ji and welcome to yoindia!  :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #31 on: March 03, 2005, 08:02:23 PM »
Thanx  Meena......Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #32 on: March 04, 2005, 12:17:05 AM »
AAB AIK NAYI DUNIYA BSALOO SUNAM
HUM NAHIN AYEIN GAY DOOBRA
Logged
Arifa
Guest
«Reply #33 on: March 04, 2005, 12:22:00 PM »
Quote from: "Meena"
So dostooo, aaj phir se ek poem pesh karna chahongi:  :D

Kismat bhi ajeeb hai aaj phir se unse mulakat hogayi,
Pyar ke arman ubarne lage, jazbato ke saath khilwat hogayi,

Dafna diya unone ehesas-e-mohabbat ko jane kaha,
Pyar ki jagha berukhi unki chahat hogayi,

Aaj bhi unse beshumar pyar hai hume,
Khud ko rokhna chaha to khud se bagawat hogayi,

Basaya tha jisne sheher-e-dil kabhi humara,
Unhi ke haaton aaj phir se waha viranat hogayi!



suberpppppppppppp MEENA so sorry ke mein ne itni achi poem itni late padhi

apni aankhoo mein jise hum ne basa rakha
sare jhan se jise hum ne chupa rakha
woh hi gum de gaya zindagi bhar ke mujhe
jis ki rahoo mein khud ko bicha rakha
is hi ne gul kiya hai mere dil ka chirag
rha mein jis ki hum ne jala ke rakha
khushioon ko meri aaj isi ne rond diya hai
jis ki khatir har shay ko saja ke rakha
badli hain aaj is hi ne nighaye NAZ
zamee"n se aasma'n par jise utha ke rakha
Logged
HumTum
Guest
«Reply #34 on: March 04, 2005, 01:21:46 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
khaliyan murjayi hui hi sahi,
inhe sambal  kar rakhenge,
koi pochega humari pehechan kya hai,
ek khali unke haath me de denge!!


teri de hui khali ko
dil-o-baag mein sjalengey
tu na aaya to na shi 'sitamghar'
teri yaad se jii bhalalengeY...


HumTum


baag me kaise sajaoge us sukhe phool ko,
jo ek chuhan se hi bikar jayega aye dost!


deker lahu jigar ka iss phool ko khila dengey
na bikrega yeh 'ta umr, dil mein issey bsa lengey

HumTum
Logged
Meena
Guest
«Reply #35 on: March 04, 2005, 03:53:32 PM »
Quote from: "Arifa"
Quote from: "Meena"
So dostooo, aaj phir se ek poem pesh karna chahongi:  :D

[![/b]



suberpppppppppppp MEENA so sorry ke mein ne itni achi poem itni late padhi

apni aankhoo mein jise hum ne basa rakha
sare jhan se jise hum ne chupa rakha
woh hi gum de gaya zindagi bhar ke mujhe
jis ki rahoo mein khud ko bicha rakha
is hi ne gul kiya hai mere dil ka chirag
rha mein jis ki hum ne jala ke rakha
khushioon ko meri aaj isi ne rond diya hai
jis ki khatir har shay ko saja ke rakha
badli hain aaj is hi ne nighaye NAZ
zamee"n se aasma'n par jise utha ke rakha


thank u arifa sis!!!! apne bhi bohot acha likha!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #36 on: March 04, 2005, 03:56:09 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
khaliyan murjayi hui hi sahi,
inhe sambal  kar rakhenge,
koi pochega humari pehechan kya hai,
ek khali unke haath me de denge!!


teri de hui khali ko
dil-o-baag mein sjalengey
tu na aaya to na shi 'sitamghar'
teri yaad se jii bhalalengeY...


HumTum


baag me kaise sajaoge us sukhe phool ko,
jo ek chuhan se hi bikar jayega aye dost!


deker lahu jigar ka iss phool ko khila dengey
na bikrega yeh 'ta umr, dil mein issey bsa lengey

HumTum


bij-e-umeed ka na lagao zamee par hum tum,
umar bhar mausam ke gulam ban jaoge!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #37 on: March 04, 2005, 04:13:37 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
khaliyan murjayi hui hi sahi,
inhe sambal  kar rakhenge,
koi pochega humari pehechan kya hai,
ek khali unke haath me de denge!!


teri de hui khali ko
dil-o-baag mein sjalengey
tu na aaya to na shi 'sitamghar'
teri yaad se jii bhalalengeY...


HumTum


baag me kaise sajaoge us sukhe phool ko,
jo ek chuhan se hi bikar jayega aye dost!


deker lahu jigar ka iss phool ko khila dengey
na bikrega yeh 'ta umr, dil mein issey bsa lengey

HumTum


bij-e-umeed ka na lagao zamee par hum tum,
umar bhar mausam ke gulam ban jaoge!!


jalataa nahiin aur jal rahaa huun
kis aag mein main pighal rahaa huu.n

kis haath se haath main milaauun
ab apane hii haath mal rahaa huun


HumTum
Logged
Meena
Guest
«Reply #38 on: March 04, 2005, 06:22:22 PM »
bohot ache hum tum ji!!

 :D
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #39 on: March 04, 2005, 09:03:50 PM »
NICE HUM TUM
Logged
Arifa
Guest
«Reply #40 on: March 05, 2005, 10:28:58 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "Arifa"
Quote from: "Meena"
So dostooo, aaj phir se ek poem pesh karna chahongi:  :D

[![/b]



suberpppppppppppp MEENA so sorry ke mein ne itni achi poem itni late padhi

apni aankhoo mein jise hum ne basa rakha
sare jhan se jise hum ne chupa rakha
woh hi gum de gaya zindagi bhar ke mujhe
jis ki rahoo mein khud ko bicha rakha
is hi ne gul kiya hai mere dil ka chirag
rha mein jis ki hum ne jala ke rakha
khushioon ko meri aaj isi ne rond diya hai
jis ki khatir har shay ko saja ke rakha
badli hain aaj is hi ne nighaye NAZ
zamee"n se aasma'n par jise utha ke rakha


thank you arifa sis!!!! apne bhi bohot acha likha!!

 :D


thanks meena
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #41 on: March 05, 2005, 10:34:46 AM »
AAP KI SHYARI PE DIL HERAN HAI AAJ
AAP NEY YEH DIL KI BATA LI HAI NIKAAL
Logged
Khamoshi
Guest
«Reply #42 on: March 05, 2005, 11:02:37 AM »
Areee Happy birthday meeena sis wish you many happy returns of day......
and goood shers meeena sis
happy birthday
hope you smile for ever.......and post good shers bye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #43 on: March 05, 2005, 11:09:37 AM »
wah!!!!!!!!!!  superbbbbbbbbb..........

areeeeeeee   kahmoshi.......  meena  ko  wish  chit chat  mein  karo.........  :lol:  wahan tumhara  wait  ho raha hai...........  :lol:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #44 on: March 05, 2005, 11:51:14 AM »
Happy Birthday Meena......Usual Smile

Khaas din hai aaj ka salgirah hai Meena ki
Harr dam hain khushiyan kya baat hai Meena ki

Dua hai harr gham bhi khushi ban kar aaye tere liye
Fizaa mehak rahi hai salgirah jo hai Meena ki

Andhere mein bhi raushni ki kiran nazar aa rahi hai
Yunhi chamakti damakti rahe zindagi Meena ki

Yeh din Harr baar aaye bahaar ban kar tere liye
Aryaan hazaar baar yeh din zindagi mein aaye Meena ki
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:09:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer