Muskuraana Bhool Gaya,.

by Jaanasheen on February 18, 2009, 11:27:48 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1600 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Us Shehar Se Yun Nikla, Kahin Aur Jaana Bhool Gaya,.
Aansuon Se Fursat Na Mili, Main Muskuraana Bhool Gaya,.

Is Daur Ki Mohabbat Jo Dekhi Maine Sabko Karte Hue,.
Mohabbat Ka Naam Bhi, Zubaan Pe Laana Bhool Gaya,.

Ab Mohabbat Bangayi Hai Hawas, Sab Bhooke Hai Jism Aur Daulat Ke,.
Aashiq Bhi Yahaan, Majnu Aur Ranjha Ki Mohabbat Nibhaana Bhool Gaya,.

Ye Kaise Jhoote Rishte Hai, Kaise Haalaat Kaise Manzar Hain,.
Ab To Kuch Yaad Na Raha, Main Bhi Wo Sachcha Zamaana Bhool Gaya,.

Chalaa To Tha Main Bhi Un Raaho Mein "Azeem, Mohabbat Ki Talaash Mein,.
Yun Gumraah Hua Main Bhi, Apne Ghar Laut Aana Bhool Gaya,.

_______________________________________-Jaanasheen-




Logged
sanya310
Guest
«Reply #1 on: February 18, 2009, 12:00:15 PM »
bohot ache Azeem bhai..!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: February 18, 2009, 01:18:04 PM »
Chote khairiyat to hain haste haste achanak aakho me aasoo q aa gaye..  Crying Crying

Kabhi de mauka tere dard ko aur bhi sawaroo
Tere aasoo nahi pochu tujhe aur bhi rula du

                 -Sajid Ghayel-
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: February 18, 2009, 01:24:26 PM »

Us Shehar Se Yun Nikla, Kahin Aur Jaana Bhool Gaya,.
Aansuon Se Fursat Na Mili, Main Muskuraana Bhool Gaya,.

Is Daur Ki Mohabbat Jo Dekhi Maine Sabko Karte Hue,.
Mohabbat Ka Naam Bhi, Zubaan Pe Laana Bhool Gaya,.

Ab Mohabbat Bangayi Hai Hawas, Sab Bhooke Hai Jism Aur Daulat Ke,.
Aashiq Bhi Yahaan, Majnu Aur Ranjha Ki Mohabbat Nibhaana Bhool Gaya,.

Ye Kaise Jhoote Rishte Hai, Kaise Haalaat Kaise Manzar Hain,.
Ab To Kuch Yaad Na Raha, Main Bhi Wo Sachcha Zamaana Bhool Gaya,.

Chalaa To Tha Main Bhi Un Raaho Mein "Azeem, Mohabbat Ki Talaash Mein,.
Yun Gumraah Hua Main Bhi, Apne Ghar Laut Aana Bhool Gaya,.

_______________________________________-Jaanasheen-



Wah dear Azeem... bahut accha likha hai aapne. aakri ka char lines
dil ko chu gaya. God Bless
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 18, 2009, 01:26:57 PM »
bohot ache Azeem bhai..!

Shukriya Sanya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 18, 2009, 01:33:09 PM »
Chote khairiyat to hain haste haste achanak aakho me aasoo q aa gaye..  Crying Crying

Kabhi de mauka tere dard ko aur bhi sawaroo
Tere aasoo nahi pochu tujhe aur bhi rula du

                 -Sajid Ghayel-
Sab Khairiyat Hai Bhai, Bas Halka sa Dard Hua,.
Aur Shukriya Bhai,.

Tu Rulaayega Mujhe, To Khud Bhi Hojaayega "Ghayal,.
Kuch Aisa Saha Hai Dard Ko Maine, Sunega, To Tu Bhi Ro Padega,.

______________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 18, 2009, 01:33:44 PM »
Wah dear Azeem... bahut accha likha hai aapne. aakri ka char lines
dil ko chu gaya. God Bless

Shukriya didi jaan,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: February 19, 2009, 08:43:50 AM »
Bahoot ache Janasheen ji Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 19, 2009, 10:32:41 AM »
Bohat Khoob Azeem Bhai
Par Itni Mayoosi...!!!!

ALLAH Aapko Humesha Khush Rakhe...

Ab Woh Duar Woh Khushiyon Ke Haalat Nahi
Sach Hai Ab Zindagi Mein Woh Baat Nahi

Lafz.e.Wafaa Hi Jinke Liye Ek Khel Bana Ho
Mohabbat Unke Liye Shihab Koi Soghaat Nahi


Shukriya Majid Bhai, Bas Aise Hi Khud Ko Akelepan Ka Ehsaas Hua Likh Diya,.

Aur Aap Mashallah Bohat Umda Lines Likhe Ho,.
Bohat Achche,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 19, 2009, 10:35:21 AM »
Bahoot ache Janasheen ji Clapping Smiley

Shukriya Salma Ji,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: February 19, 2009, 02:23:52 PM »
 Applause Applause

Bohat khoob Azeem bhai
Bohat khoob Sajid ji   
Bohat khoob shihab
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: February 19, 2009, 02:28:34 PM »

Us Shehar Se Yun Nikla, Kahin Aur Jaana Bhool Gaya,.
Aansuon Se Fursat Na Mili, Main Muskuraana Bhool Gaya,.

Is Daur Ki Mohabbat Jo Dekhi Maine Sabko Karte Hue,.
Mohabbat Ka Naam Bhi, Zubaan Pe Laana Bhool Gaya,.

Ab Mohabbat Bangayi Hai Hawas, Sab Bhooke Hai Jism Aur Daulat Ke,.
Aashiq Bhi Yahaan, Majnu Aur Ranjha Ki Mohabbat Nibhaana Bhool Gaya,.

Ye Kaise Jhoote Rishte Hai, Kaise Haalaat Kaise Manzar Hain,.
Ab To Kuch Yaad Na Raha, Main Bhi Wo Sachcha Zamaana Bhool Gaya,.

Chalaa To Tha Main Bhi Un Raaho Mein "Azeem, Mohabbat Ki Talaash Mein,.
Yun Gumraah Hua Main Bhi, Apne Ghar Laut Aana Bhool Gaya,.

_______________________________________-Jaanasheen-






yeh toh bahut hi kamaaal ka likha hai aap neh jahanasheen.. par mujhey ismeh read between the lines meh janey ki jarurat hai ki nahi, yeh jara samja dena dost ... aap samaj rahey ho naa, hum  kya keh rahey hai ji Huh?

jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: February 22, 2009, 11:33:24 AM »
yeh toh bahut hi kamaaal ka likha hai aap neh jahanasheen.. par mujhey ismeh read between the lines meh janey ki jarurat hai ki nahi, yeh jara samja dena dost ... aap samaj rahey ho naa, hum  kya keh rahey hai ji Huh?

jasbir singh

Shukriya Jasbir Bhaiya,.

Nahi Bhai Bas Ek Haqeeqat Ko Pesh Karne Ki Koshish Ki Hai, Aur Sab khair Hai,.
Bas Duaa Karein Aap,.

Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: February 24, 2009, 08:28:22 AM »
ALLAH Reham Kare Bahi

Nawazish Bohat Bohat Shukariya Azeem Bhai..

ALLAH Pak Aapko Khush Rakhe Aameen....

Aameen,.

Meri Khushi Ki Mere Dost Duaa Karte Hain,.
Mujhse Muskuraane Ki Iltijaa Karte Hain,.

Ya Rab Inhe Bhi Khushiyaan Nawaaz Na,.
Jo Mujhe Apna Bhai, Apna Dost Kahaan Karte Hain,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:12:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer