muskurahat meri

by anjani_si on November 12, 2006, 04:57:41 AM
Pages: [1] 2 3 4  All
Print
Author  (Read 4468 times)
anjani_si
Guest
isse duniya ki bheerh mein kho gayi hoon
meri muskurahat isse be-dard zindagi mein kho gayi hoon

na jaane kaunsi manzil dhoondh rahi hoon
na jaane kis raaste pe chalne laghi hoon

pohrani yaadoin ke sahare jeeye ja rahi hoon
usse haasi ko maine dhoond rahi hoon

jazbaat hain, lekin lafz dhoond rahi hoon
dhadkhan hai,,,magar dil dhhond rahi hoon

ansu hain,,,maghar nighayein milane ke liye dhoond rahi hoon
ansu ko anmol moti samajhti hoon

hont hai lekin woh muskurahat nahi....
labh hain lekin woh muskan nahi.....
ankhein hai lekin woh nazara nahi.....

muskurahat meri isse bheerh mein kho gayi hai......
isse be rukhi si duniya mein ANJANI kho rahi hai.....
na jaane kis bheerh mein ANJANI anjan ho gayi hai.....

:D:D:D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muskurahat by mnajmi in Shayri-E-Dard
Voh meri muskurahat par nisar ho gaye by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Teri muskurahat meri dhadkan by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~ Woh meri muskurahat legaya ~*~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghar mein meri bitia ki muskurahat by SURESH SANGWAN in Ghazals
ranjana
Guest
«Reply #1 on: November 12, 2006, 06:32:52 AM »
Quote from: "anjani_si"
isse duniya ki bheerh mein kho gayi hoon
meri muskurahat isse be-dard zindagi mein kho gayi hoon

na jaane kaunsi manzil dhoondh rahi hoon
na jaane kis raaste pe chalne laghi hoon

pohrani yaadoin ke sahare jeeye ja rahi hoon
usse haasi ko maine dhoond rahi hoon

jazbaat hain, lekin lafz dhoond rahi hoon
dhadkhan hai,,,magar dil dhhond rahi hoon

ansu hain,,,maghar nighayein milane ke liye dhoond rahi hoon
ansu ko anmol moti samajhti hoon

hont hai lekin woh muskurahat nahi....
labh hain lekin woh muskan nahi.....
ankhein hai lekin woh nazara nahi.....

muskurahat meri isse bheerh mein kho gayi hai......
isse be rukhi si duniya mein ANJANI kho rahi hai.....
na jaane kis bheerh mein ANJANI anjan ho gayi hai.....

:D:D:D

 Usual Smile wah kya baat hai ...bahut sunder anjani ....kahan kho gayi aapki muskarhat
Logged
ranjana
Guest
«Reply #2 on: November 12, 2006, 06:32:52 AM »

purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #3 on: November 12, 2006, 07:30:47 AM »
nice anjaani ..........

mere dil se dhadkano ki ranzish si ho gayi hai
lab has rahe hai lekin muskurahat kho gayi hai

tofaano se khud apni kashti hum takra bethe
dubne ki jaise dil ko aadat ab ho gayi hai

kaise batau tumhe main isme hai dard kitna
rota hai dil ye mera chup aankhein ho gayi hai

.........................@fahi@..........................
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: November 12, 2006, 05:27:18 PM »

Itne Chup Kyon Ho Rafeeqan-E-Safar Kuch To Kaho,
Dard Se Choor Hue Ho Ke Karaar Aaya Hai,

Bhar Gaya Hijr Ka ZakhaM Ke Ji Haar Chale,
Bujh Gaya Shauq Ke PaigaM-E-Nigaar Aaya Hai,

NaMuradi Ki Thakan Hai Ke KhuMaar-E-Shab-E-Wasl
Jaan Sulagti Hai Ke Chehron Pe Nikhaar Aaya Hai,

Kitni Ujdi Hui Rutt Hai Ke Sakoon Hai Na Junoon,
Itni Befaiz Hui Bad-E-Bahari Kaise,

Nahi Kahin Nuha-E-Jaan Hai Na Kahin NagMa-E-Dil,
Kuch To Bolo Ke Shab-E-Dard Guzari Kaise,

Sar Bezanoo Ho To Kyon Chaak-E-Garebaan Walon,
Bazi-E-Raah-Talab Jeet Ke Haari Kaise...
* * * * * [NM]
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #5 on: November 12, 2006, 06:47:03 PM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
nice anjaani ..........

mere dil se dhadkano ki ranzish si ho gayi hai
lab has rahe hai lekin muskurahat kho gayi hai

tofaano se khud apni kashti hum takra bethe
dubne ki jaise dil ko aadat ab ho gayi hai

kaise batau tumhe main isme hai dard kitna
rota hai dil ye mera chup aankhein ho gayi hai

.........................@fahi@..........................

very very nice.... :D:D:D:D:D:D:D

and thnk u!! :D:D:D

nighayein chup hogayi hain
magar dil mein abbh bhi toofan sa hai

ankhoin mein ansu hain
par phir bhi labh parh muskurahat hai

dil ko dhoondh nahi pate hain
magar dhadkhan chal rahi hai

haas rahi hoon duniya ke liye
lekin mehsoos kar rahi hoon,,,,ke meri muskan ghoom hogayi hai :D:D:D:D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #6 on: November 12, 2006, 06:50:52 PM »
Quote from: "angel4u"

Itne Chup Kyon Ho Rafeeqan-E-Safar Kuch To Kaho,
Dard Se Choor Hue Ho Ke Karaar Aaya Hai,

Bhar Gaya Hijr Ka ZakhaM Ke Ji Haar Chale,
Bujh Gaya Shauq Ke PaigaM-E-Nigaar Aaya Hai,

NaMuradi Ki Thakan Hai Ke KhuMaar-E-Shab-E-Wasl
Jaan Sulagti Hai Ke Chehron Pe Nikhaar Aaya Hai,

Kitni Ujdi Hui Rutt Hai Ke Sakoon Hai Na Junoon,
Itni Befaiz Hui Bad-E-Bahari Kaise,

Nahi Kahin Nuha-E-Jaan Hai Na Kahin NagMa-E-Dil,
Kuch To Bolo Ke Shab-E-Dard Guzari Kaise,

Sar Bezanoo Ho To Kyon Chaak-E-Garebaan Walon,
Bazi-E-Raah-Talab Jeet Ke Haari Kaise...
* * * * * [NM]

kya baat hai angel di!! :D:D:D:D:D

bheerh mein khud ko tanha pati hoon
dostoon ki mehfil mein bhi akela paan pati hoon

isse ruswaiye mein pagal huwe ja rahi hoon
manzil ka pata nahi kaddam bharhaye ja rahi hoon

muskurahat dhoond rahi hoon
maghar hasse ja rahi hoon :D:D:D:D:D:D:D
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: November 12, 2006, 07:11:10 PM »
wah wah chhutki, kya baat hai aajkal badi shayris likh rahi ho :D:D:D
Logged
FAREE
Guest
«Reply #8 on: November 12, 2006, 07:26:17 PM »
Quote from: "anjani_si"
isse duniya ki bheerh mein kho gayi hoon
meri muskurahat isse be-dard zindagi mein kho gayi hoon

na jaane kaunsi manzil dhoondh rahi hoon
na jaane kis raaste pe chalne laghi hoon

pohrani yaadoin ke sahare jeeye ja rahi hoon
usse haasi ko maine dhoond rahi hoon

jazbaat hain, lekin lafz dhoond rahi hoon
dhadkhan hai,,,magar dil dhhond rahi hoon

ansu hain,,,maghar nighayein milane ke liye dhoond rahi hoon
ansu ko anmol moti samajhti hoon

hont hai lekin woh muskurahat nahi....
labh hain lekin woh muskan nahi.....
ankhein hai lekin woh nazara nahi.....

muskurahat meri isse bheerh mein kho gayi hai......
isse be rukhi si duniya mein ANJANI kho rahi hai.....
na jaane kis bheerh mein ANJANI anjan ho gayi hai.....

:D:D:D

MOHABBAT MAUSAM NAHI
mohabbat mausam nahi
apni muddat purri kare
aur rukhsat hojaye

mohabbat sawan nahi
toot ke barse aur
tham jaye

mohabbat aag nahi
sulghey`bharkey
aur bujh jaye
mohabbat aftab nahi
ubhray`chamkey

aur dhal jaye
mohabbat toh chand ki manind hai
jo bardhta hai`ghatta hai
nikalta hai`chupta hai

magar kabhi fanna nahi hota
mohabbat mausam nahi ...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #9 on: November 14, 2006, 09:28:14 PM »
Quote from: "FAREE"

mohabbat asan nahi
mohabbat mushkil nahi
karein jisse mohabbat
unhe hum payein nahi

ansu rokhte nahi
palkein uthti nahi
ansu pohnch lete hain
magar ghum chupta nahi

ankhoin mein chamak nahi
chehre pe woh hassi nahi
muskura lete hain
magar muskurahat woh meri nahi :D:D:D:D:D
Logged
FAREE
Guest
«Reply #10 on: November 14, 2006, 11:39:58 PM »

 :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D

khud ki mohabbat fanah kaun karega,
sabhi nek banenge to gunah kaun karega,
E'khuda sanam bewaffa ko bachaye rakhna,
warna hamari maut ki dua kaun karega..

 :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #11 on: November 15, 2006, 03:10:55 AM »

khud ki mohabbat mein fana ho chukhe hain
dekh le aaj marne ke liye tere daar pe khare hain

nek hokar bhi guna kar chukhe hain
kisi aur ko apna bana chukhe hain

hum bewafaon ko unse door rakhna
humari parchayi unhe pe padhne na dena

unki mehfil sajhaiye rakhna
hum jaise badnaseebon se bachaye rakhna

dekh teri khushi ke liye hum muskuraye hain
dekh abbh bhi humari ankhoin mein ansu chalke hain

tujhe aik nazar baar dekhne ke liye aye hain
dekh hum tere liye kitne tadpe hain

meri jaan tum bhi aise fana na ho jana
apni muskurahat kisi aur ke liye chupakar rakhna :D:D:D:D:D:D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #12 on: November 15, 2006, 04:14:04 AM »
bahut bahut khoob ANJANI.. har kalaam behad
khubsoorat likha hai aapne.. !!!!!!!

aur FAREE aapka bhi jawab nahi.....!!!:)
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #13 on: November 15, 2006, 11:47:46 AM »
nice anjaani & faree ji u 2..........

apne dil mai kahi wafa ka ek chiraag jalaye rakhna
chand hasrato ko meri sehra-e-sine mai dabaye rakhna

beh naa jaaye hasi meri tere ashko ki kataro mai
aey bewafa tu hardam khudko ashko se bacahye rakhna

.........................@fahi@....................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #14 on: November 15, 2006, 02:09:18 PM »
Quote from: "anjani_si"
isse duniya ki bheerh mein kho gayi hoon
meri muskurahat isse be-dard zindagi mein kho gayi hoon

na jaane kaunsi manzil dhoondh rahi hoon
na jaane kis raaste pe chalne laghi hoon

pohrani yaadoin ke sahare jeeye ja rahi hoon
usse haasi ko maine dhoond rahi hoon

jazbaat hain, lekin lafz dhoond rahi hoon
dhadkhan hai,,,magar dil dhhond rahi hoon

ansu hain,,,maghar nighayein milane ke liye dhoond rahi hoon
ansu ko anmol moti samajhti hoon

hont hai lekin woh muskurahat nahi....
labh hain lekin woh muskan nahi.....
ankhein hai lekin woh nazara nahi.....

muskurahat meri isse bheerh mein kho gayi hai......
isse be rukhi si duniya mein ANJANI kho rahi hai.....
na jaane kis bheerh mein ANJANI anjan ho gayi hai.....

:D:D:D

awesome  Husena........   so touching.......   keep  it  continue.....
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:40:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer