muskurahat meri

by anjani_si on November 12, 2006, 04:57:41 AM
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Author  (Read 4492 times)
anjani_si
Guest
«Reply #15 on: November 15, 2006, 10:06:02 PM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
nice anjaani & faree ji you 2..........

apne dil mai kahi wafa ka ek chiraag jalaye rakhna
chand hasrato ko meri sehra-e-sine mai dabaye rakhna

beh naa jaaye hasi meri tere ashko ki kataro mai
aey bewafa tu hardam khudko ashko se bacahye rakhna

.........................@fahi@....................

thnk fahi....vickyji...and waheedji :D:D:D:D

really nive fahi!! :D:D:D

beh jaon ansu banke tere
haas jaon chahat banke teri
khud ko kaise bachaon maine o sanam
muskura jaon labh banke tere
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muskurahat by mnajmi in Shayri-E-Dard
Voh meri muskurahat par nisar ho gaye by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Teri muskurahat meri dhadkan by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~ Woh meri muskurahat legaya ~*~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghar mein meri bitia ki muskurahat by SURESH SANGWAN in Ghazals
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: November 15, 2006, 11:05:58 PM »
Bohat khoob Anjani, Angel & Fahi...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #17 on: November 15, 2006, 11:13:33 PM »

Aye Kaash…
Woh phool si muskurahat mere liye hoti
Woh masoom shararat mere liye hoti

Main uss zulf ki chaaon mein so jata
Woh kaali raat mere liye hoti

Raat bhar woh ghumaati apna kangan
Woh be-chaini woh betaabi mere liye hoti

Woh ek taara tha khule aasmaan mein
Aye kaash woh roshni mere liye hoti

Mere wujood mein bhi zindagi ka suraagh milta
Jo woh munawwar nazar mere liye hoti

Rishta kuch tau ban jaata apna bhi
Mohabbat nahi na sahi, nafrat mere liye hoti
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #18 on: November 17, 2006, 12:14:56 AM »
Quote from: "Aryaan"

Aye Kaash…
Woh phool si muskurahat mere liye hoti
Woh masoom shararat mere liye hoti

Main uss zulf ki chaaon mein so jata
Woh kaali raat mere liye hoti

Raat bhar woh ghumaati apna kangan
Woh be-chaini woh betaabi mere liye hoti

Woh ek taara tha khule aasmaan mein
Aye kaash woh roshni mere liye hoti

Mere wujood mein bhi zindagi ka suraagh milta
Jo woh munawwar nazar mere liye hoti

Rishta kuch tau ban jaata apna bhi
Mohabbat nahi na sahi, nafrat mere liye hoti

tooo goodddd too good....:D:D:D:D

and teinku teinku  glasses2

woh mohabbat bhari raat mere liye hoti
woh chandni raat gosh mere liye hoti

karti jo ghusthakhi usme meri shararat chupi hoti
karti koyi nadani tu usme meri hassi chupi hoti

raat ko dhalne na deti,,,usko yun jaane na deti
gosh woh shaam mere liye bani hoti

lotha dhoon pyar apna uski chahat mein
lotha dhoon mohabbat meri uski nafrat mein

aghar karti na woh nadan se ghalati
tu aaj woh udaas chehra meri muskurahat hoti

:D:D:D:D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #19 on: November 17, 2006, 12:15:16 AM »

«Reply #20 on: November 17, 2006, 10:31:56 PM »
Thanks Anjani & Nice Reply...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #21 on: November 18, 2006, 07:53:37 PM »
teinku teinku :D
Logged
FAREE
Guest
«Reply #22 on: November 18, 2006, 08:19:10 PM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "anjani_si"
isse duniya ki bheerh mein kho gayi hoon
meri muskurahat isse be-dard zindagi mein kho gayi hoon

na jaane kaunsi manzil dhoondh rahi hoon
na jaane kis raaste pe chalne laghi hoon

pohrani yaadoin ke sahare jeeye ja rahi hoon
usse haasi ko maine dhoond rahi hoon

jazbaat hain, lekin lafz dhoond rahi hoon
dhadkhan hai,,,magar dil dhhond rahi hoon

ansu hain,,,maghar nighayein milane ke liye dhoond rahi hoon
ansu ko anmol moti samajhti hoon

hont hai lekin woh muskurahat nahi....
labh hain lekin woh muskan nahi.....
ankhein hai lekin woh nazara nahi.....

muskurahat meri isse bheerh mein kho gayi hai......
isse be rukhi si duniya mein ANJANI kho rahi hai.....
na jaane kis bheerh mein ANJANI anjan ho gayi hai.....

:D:D:D

MOHABBAT MAUSAM NAHI
mohabbat mausam nahi
apni muddat purri kare
aur rukhsat hojaye

mohabbat sawan nahi
toot ke barse aur
tham jaye

mohabbat aag nahi
sulghey`bharkey
aur bujh jaye
mohabbat aftab nahi
ubhray`chamkey

aur dhal jaye
mohabbat toh chand ki manind hai
jo bardhta hai`ghatta hai
nikalta hai`chupta hai

magar kabhi fanna nahi hota
mohabbat mausam nahi ...

mohabbat asan nahi
mohabbat mushkil nahi
karein jisse mohabbat
unhe hum payein nahi

ansu rokhte nahi
palkein uthti nahi
ansu pohnch lete hain
magar ghum chupta nahi

ankhoin mein chamak nahi
chehre pe woh hassi nahi
muskura lete hain
magar muskurahat woh meri nahi :D:D:D:D:D

 :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D

khud ki mohabbat fanah kaun karega,
sabhi nek banenge to gunah kaun karega,
E'khuda sanam bewaffa ko bachaye rakhna,
warna hamari maut ki dua kaun karega..

 :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D

khud ki mohabbat mein fana ho chukhe hain
dekh le aaj marne ke liye tere daar pe khare hain

nek hokar bhi guna kar chukhe hain
kisi aur ko apna bana chukhe hain

hum bewafaon ko unse door rakhna
humari parchayi unhe pe padhne na dena

unki mehfil sajhaiye rakhna
hum jaise badnaseebon se bachaye rakhna

dekh teri khushi ke liye hum muskuraye hain
dekh abbh bhi humari ankhoin mein ansu chalke hain

tujhe aik nazar baar dekhne ke liye aye hain
dekh hum tere liye kitne tadpe hain

meri jaan tum bhi aise fana na ho jana
apni muskurahat kisi aur ke liye chupakar rakhna :D:D:D:D:D:D

Waqt ke is mom pe kaisa waqt aaya hai,
zakhm dil ka zabaan pe aaya hai,
nahi rote the hum kaanto ke chubhane se,
aaj phulon ki chuban ne hame rulaya hai...

 :D:D:D:D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #23 on: November 19, 2006, 03:31:46 AM »

muskurahat yun chehre se dhalti nahi thi
ansu yun humari ankhoin se nikalte nahi the

phoolon par chalte rahe hum
khanaton par kabhi chale nahi hum

janaza nikala humara baraat ke saath
ansu pisale muskurahat ke saath

:D:D:D:D:D:D:D
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #24 on: November 19, 2006, 05:41:16 AM »
nicely written aryaan ji............gud goin anjaani & faree ji........

kaisa ye manzer dikh raha dard ke aalam mai hai
lab hai has rahe jabki dil khusiyo ke maatam mai hai

.......................@fahi@.........................
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #25 on: November 19, 2006, 04:53:36 PM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
nicely written aryaan ji............gud goin anjaani & faree ji........

kaisa ye manzer dikh raha dard ke aalam mai hai
lab hai has rahe jabki dil khusiyo ke maatam mai hai

.......................@fahi@.........................

too good fahi ji :D:D:D:D:

kaise khat rahe hain yeh din isse dard mein
kaise musurarahe hain inh ansu bhari nighaon mein

kaise yeh hassi hai, jo hass rahi apni kismat pe
kaisi yeh hassi hai humari, jo bani rahi hai isse dard mein :D:D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #26 on: November 22, 2006, 01:04:23 AM »
muskura rahe hain labh mere
kuch chupa rahe hain nighayein meri

bheerh mein bhi muskan dhoondh rahi hoon meri
haaske bhi na muskuraye maan mera

nighaon se na kuch chupaon koyi baat meri
kehna paon isse dil ka haal mera

kehrahi hai muskurahat meri
laut aah banke aik muskurahat ki chamak meri
Logged
FAREE
Guest
«Reply #27 on: November 24, 2006, 07:00:51 PM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "anjani_si"
isse duniya ki bheerh mein kho gayi hoon
meri muskurahat isse be-dard zindagi mein kho gayi hoon

na jaane kaunsi manzil dhoondh rahi hoon
na jaane kis raaste pe chalne laghi hoon

pohrani yaadoin ke sahare jeeye ja rahi hoon
usse haasi ko maine dhoond rahi hoon

jazbaat hain, lekin lafz dhoond rahi hoon
dhadkhan hai,,,magar dil dhhond rahi hoon

ansu hain,,,maghar nighayein milane ke liye dhoond rahi hoon
ansu ko anmol moti samajhti hoon

hont hai lekin woh muskurahat nahi....
labh hain lekin woh muskan nahi.....
ankhein hai lekin woh nazara nahi.....

muskurahat meri isse bheerh mein kho gayi hai......
isse be rukhi si duniya mein ANJANI kho rahi hai.....
na jaane kis bheerh mein ANJANI anjan ho gayi hai.....

:D:D:D

MOHABBAT MAUSAM NAHI
mohabbat mausam nahi
apni muddat purri kare
aur rukhsat hojaye

mohabbat sawan nahi
toot ke barse aur
tham jaye

mohabbat aag nahi
sulghey`bharkey
aur bujh jaye
mohabbat aftab nahi
ubhray`chamkey

aur dhal jaye
mohabbat toh chand ki manind hai
jo bardhta hai`ghatta hai
nikalta hai`chupta hai

magar kabhi fanna nahi hota
mohabbat mausam nahi ...

mohabbat asan nahi
mohabbat mushkil nahi
karein jisse mohabbat
unhe hum payein nahi

ansu rokhte nahi
palkein uthti nahi
ansu pohnch lete hain
magar ghum chupta nahi

ankhoin mein chamak nahi
chehre pe woh hassi nahi
muskura lete hain
magar muskurahat woh meri nahi :D:D:D:D:D

 :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D

khud ki mohabbat fanah kaun karega,
sabhi nek banenge to gunah kaun karega,
E'khuda sanam bewaffa ko bachaye rakhna,
warna hamari maut ki dua kaun karega..

 :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D :D:D:D:D:D

khud ki mohabbat mein fana ho chukhe hain
dekh le aaj marne ke liye tere daar pe khare hain

nek hokar bhi guna kar chukhe hain
kisi aur ko apna bana chukhe hain

hum bewafaon ko unse door rakhna
humari parchayi unhe pe padhne na dena

unki mehfil sajhaiye rakhna
hum jaise badnaseebon se bachaye rakhna

dekh teri khushi ke liye hum muskuraye hain
dekh abbh bhi humari ankhoin mein ansu chalke hain

tujhe aik nazar baar dekhne ke liye aye hain
dekh hum tere liye kitne tadpe hain

meri jaan tum bhi aise fana na ho jana
apni muskurahat kisi aur ke liye chupakar rakhna :D:D:D:D:D:D

Waqt ke is mom pe kaisa waqt aaya hai,
zakhm dil ka zabaan pe aaya hai,
nahi rote the hum kaanto ke chubhane se,
aaj phulon ki chuban ne hame rulaya hai...

 :D:D:D:D:D:D

muskurahat yun chehre se dhalti nahi thi
ansu yun humari ankhoin se nikalte nahi the

phoolon par chalte rahe hum
khanaton par kabhi chale nahi hum

janaza nikala humara baraat ke saath
ansu pisale muskurahat ke saath

:D:D:D:D:D:D:D

dil todne ke liye,patthar ki zarurat nahi
apnon ki bewafai ka,ek lafz hi kaafi hai

haseen khuwab ke liye,sona hi zaruri nahi,
zindagi main apnon ka,ek sachha pyar hi kafi hai......

jo kareeb hai,,uska paas hona,yeh zaruri nahi
uske haseen lamhon ka ,ehsaas hi kaafi hai

mohabbat ke is safar main,uska saath nahi,
per saath mere uski,tanhai hi kaafi hai..

bas yehi sochhti hun,kab aayega woh Din,
jab har dil kahega,jitna pyar mila,kaafi hai...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #28 on: November 25, 2006, 12:43:20 AM »
too good Fareeji!! :D:D:D:D:D:D

really really nice!! :D:D:D:D:D
Logged
FAREE
Guest
«Reply #29 on: November 26, 2006, 06:58:00 PM »
Quote from: "anjani_si"
too good Fareeji!! :D:D:D:D:D:D

really really nice!! :D:D:D:D:D
UNSE BHICHDE HUE EK JAMANA BEET GAYA
LEKIN AB BHI IS BAAT KI TAKLIF HAI MUZE KE
KAR GAYI JISKE LIYE TANHA WOH MUZE
PAA LIYA USE TOH MERE LIYE ROTI HAI
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:13:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer