Saavan
Guest
|
«Reply #15 on: December 24, 2012, 03:38:20 AM » |
|
Ho sakta hai ap M se start karo wali Mallika wali post pr kah rahe ho.. Bt tht was 4 fun. Its a serious matter.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #16 on: December 24, 2012, 03:45:15 AM » |
|
mallika wali post par aap jis tarah react kiye kya wo sahi tha ... this is not a site to say such things ..... baki log bhi replies dete hain par iss tarah k replies nahin... aap dusron ko bhi motivate kar rahe hain k aao aisa bolo... ths is not right saavan ji..... jis ki jaisi mentality hogi wo usi tarah k reply dega... aur aapke reply ne wahi baat kahi... meri baat aapko buri lag rahi hai par zara sochiye wo padhkar mujhe kaisa laga hoga........ hv u thot of tat ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saavan
Guest
|
|
«Reply #17 on: December 24, 2012, 03:50:39 AM » |
|
Apne maf kiya shukriya punit ji Bt u cant judge a person by single post..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saavan
Guest
|
|
«Reply #18 on: December 24, 2012, 03:54:28 AM » |
|
Apko shikayat thi to usi post pe kah dete ji Itni si baat ke liye gussa ho gaye.. Ab maaf bhi karoge..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #19 on: December 24, 2012, 03:57:41 AM » |
|
Apne maf kiya shukriya punit ji Bt u cant judge a person by single post..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saavan
Guest
|
|
«Reply #20 on: December 24, 2012, 04:00:04 AM » |
|
waise puneet ji mai kisi anamika ke bare me nahi janta tha.. sab likh rahe the.. hamne bhi socha ki chalo is pe try karte hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #21 on: December 24, 2012, 04:02:01 AM » |
|
i dont want to say anything more on tat saavan ji...... log agar apne aap ko sudhaar lein to bahot sare ghar aur zindagiyan barbad hone se bach sakti hain... log pehle hi bahot kuch kharab kar chuke hain ... behtar hai ab yahan wo ganda mahoal na banaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pritam tripathi
Guest
|
|
«Reply #22 on: December 24, 2012, 07:01:58 AM » |
|
main aapse viniti karta hoon ki plz aise cases ko majak me mat lijiye ye bahut hi serious visay hai yahan maine indian republic ko rapepublic isliye kaha hai kyunki indian constitution me aise jurm se niaptne ke liye koi kada pravdhan nahi hai main aisi ghatnao ka hamesha se protest karta hoon aur aapse request karta hoon ki aap sabhi iske baare me gambhirta se soche kyunki aaj jo delhi me hua hai woh kisi ke saath nhi ho sakta hai main bhagwan se kaamna karta hoon ki aisa kisi se ke sath na ho aur doshiyon ko kadi se kadi saja sunaye aur bhagwan us bahan ke health me jaldi accha sudhar kare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pritam tripathi
Guest
|
|
«Reply #23 on: December 24, 2012, 05:00:57 PM » |
|
kuch logon ke ku-kritya ke lie Republicc Day ko iss prakaar darshana mujhe sahi nhi lagta-- Delhi Rape case pr aapki feeling jo bhi ho par iske lie sirf kuch log doshi hain humari country nahi.
sarfira ji jurm karne waale se jyada gunahgaar jurm dekhne waala hota hai. maine yahan country ke logon ke baare me nahi likha hai maine yahan ye likha hai ki delhi jaisi jagah jahan humari sansad hai, humare PM,president rehte hain, jo humare desh ki capital city hai wahan aisi harkat ho jaati hai to baaki desh me kya hoga. aur agar aap aawaj nahi uthayenge to kal ko ye kisi ke bhi saath ho sakta hai. india ke constitution me aise jurm ki koi khaas saja nahi hai jabki main Capital Punishment ke paksh me hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pritam tripathi
Guest
|
|
«Reply #24 on: December 24, 2012, 05:05:30 PM » |
|
sirfira...... kuch log nahin .... yahan har wo log doshi hain jinhe ek lady ki koi respect nahin...... rape sirf body se nahin hota..... aapke words bhi ek lady ka rape kar dete hain... jo aaj kal k maximum ladke nahin sochte..... fb par roz kai ladkiyon k rape hote hain... unki izzat ko taar taar karde aise coments unke pic pe dale jate hain... kya wo rape nahin..... jab tak log apni mentality nahin sudharenge kisiko dosh dena hi galat hai...
anamika ji main aapki baat se 100% sehmat hoon logon ki mentality bahut change ho chuki hai jabki aisa nahi hona chahiye sabko samaan adhikaar milna chahiye. yahan aadmi aurat ko samaanta ka adhikar nahi de pata hai apni ego ki wajah se jo ki galat hai yahan ek baat aur mention karna chahunga ki ye jo bhi cases ho rahe hain uska ek kaaran sharab bhi hai agar govt is par rok laga de to crime kam ho sakta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pritam tripathi
Guest
|
|
«Reply #25 on: December 24, 2012, 05:09:35 PM » |
|
I understand your concern..very true and genuine. Protest by all means..is the only way
mukesh ji thanks this is the only way by which we can protest otherwise we have no rights to do something in such cases
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pritam tripathi
Guest
|
|
«Reply #26 on: December 24, 2012, 05:31:17 PM » |
|
Ho sakta hai ap M se start karo wali Mallika wali post pr kah rahe ho.. Bt tht was 4 fun. Its a serious matter.
saavan ji agar samaaj ko badalna hai to suruwaat khud se karni padegi waise ye jaankar accha laga ki aap is matter ko gambhirta se le rahe hain magar main aapse request karna chahunga ki aap kisi bhi vyakti vishesh ke liye koi angarln tippadii na karein ye uchit nahi hai aur rahi fun ki baat woh kisi ko neecha dikhay bagair bhi kiya ja sakta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #27 on: December 24, 2012, 05:44:39 PM » |
|
main aapse viniti karta hoon ki plz aise cases ko majak me mat lijiye ye bahut hi serious visay hai yahan maine indian republic ko rapepublic isliye kaha hai kyunki indian constitution me aise jurm se niaptne ke liye koi kada pravdhan nahi hai main aisi ghatnao ka hamesha se protest karta hoon aur aapse request karta hoon ki aap sabhi iske baare me gambhirta se soche kyunki aaj jo delhi me hua hai woh kisi ke saath nhi ho sakta hai main bhagwan se kaamna karta hoon ki aisa kisi se ke sath na ho aur doshiyon ko kadi se kadi saja sunaye aur bhagwan us bahan ke health me jaldi accha sudhar kare
mukesh ji thanks this is the only way by which we can protest otherwise we have no rights to do something in such cases
Thanks again. people have slightly deviated from the very matter. I salute to the real supporters 'HEROS" who have suffered a lot during demonstration. The real victim has also not given up and fighting with so much mental trauma.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #28 on: December 24, 2012, 08:04:26 PM » |
|
इस समाज की सोच हम कब बदल पाएंगे.. किसी और के गुनाह की सजा काट रही है वो और लोग उसके दर्द को न समझ कर उसी पे ऊँगली उठा रहे हैं.. वाह रे भगवन कैसी दुनिया बनाई हैं.. एक तरफ जहा औरत को कंधे से कन्धा मिलाने के लिए बोलते हैं वही एक तरफ को ऐसे घौर अत्याचारो से गुजरना पड़ रहा हैं
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #29 on: December 24, 2012, 08:05:08 PM » |
|
अगर सोच ही बदल जाती तो क्या जिसने दुष्कर्म किया अब तक जिंदा रहता नहीं ना.. कुछ दिन चलेगी कारवाही उसके बाद समाचार बंद और सब भूल जायेंगे.. क्युकी हमे आदत हो गई... जहा किसी का हौसला बढ़ाना चाहिए वही ऐसी मानसिकता ऐसी सोच हमारे कदमो बढ़ने की बजाये रुकने को मजबूर करती हैं हम किस किस को बदले..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|